MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai gunche gunche mein hans rahe ho tum inn khayaalon mein bas rahe ho tum yun mere dil mein chhup rahe ho tum jaise murli mein taan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai kuchh kaho to kahaa nahin jaata dard dil kaa sahaa nahin jaata bin tumhaare raha nahin jaata haaye mushkil mein jaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai halka halka suroor rehta hai dil to masti mein choor rehta hai baat jo bhi kahi nahin jaati wo nazar se bayaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai
jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa aa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do nazron se jitne teer chale chalne do jigar par jhelenge in pyaar ki ujli raahon par hum jaan ki baazi khelenge in do nainon ke saagar mein koi dil ki naiyaa dubota hai o jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do tum bhi to iss aag mein jalte ho chehre se bayaan ho jata hai har baat pe aahein bharte ho
dekh ke tumko hosh mein aana bhool gaye yaad rahen tum aur zamaana bhool gaye jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai chaaha tha ye kahenge socha tha wo kahenge aaye wo saamne to kuchh bhi na keh sake bas dekha kiye unhen hum dekh kar tumko yakeen hota hai dekh kar tumko yakeen hota hai koi itnaa bhi haseen hota hai dekh paate hain kahaan hum tumko dil kahin hosh kahin hota hai jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai ha ha haaa haaa haaaa haaaaa hooooo aa kar chale na jaana aise nahin sataana de kar hansi labon ko aankhon ko mat rulaana dena na beqaraari dil ka qaraar banke yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke intezaar ban ke bhool kar tumko naa jee paayenge bhool kar tumko naa jee paayenge saath tum hogi jahaan jaayenge hum koi waqt nahin hai humdum jab
jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par kadam kadam par machal raha hai pyaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon basa hua hai
jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo dil ne dil se kahaa tha fasaana dil ne dil se kahaa tha fasaana laut aaya hai guzraa zamaana hooo laut aaya hai guzraa zamaana khushiyaan saath saath laaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooooo laake aankhon se dil mein bithaaun laake aankhon se dil mein bithaaun muskuraa ke sitaare lutaaun hooo muskuraa ke sitaare lutaaun aashaa jhoom jhoom gaaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo din hai apne muhabbat jawaan hai din hai apne muhabbat jawaan hai unse aabaad mera jahaan hai hooo unse aabaad mera jahaan hai mann ke chor chale aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye
jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni dheemi dheemi roshni meri dhadkan teri baaten tere jalwe meri aankhen jaise ye roshni jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de are sharmaana bhi chhod de ye shokhi si nighaon ki ye chori si adaaon ki jaise ye dillagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai
jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain pehli nazar ne kiya aisa jaadoo na hosh hai na hai dil pe mere kaaboo haan pehli nazar ne kiya aisa jaadoo na hosh hai na hai dil pe mere kaaboo ye soch ke ghabraaun aashique na ban jaaun jab se tumko maanga hai sanam neend hai na mujhe kahin chain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain toone chura li meri neend saari kitni sataaye mujhe beqaraari hooooo toone chura li meri neend saari kitni sataaye mujhe beqaraari teri yaad jo aati hai koi dard jagaati hai jab se tumko paaya hai sanam dekhun sapne din rain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain
jab se tumko dekha dekha hi karte hain jab se tumko dekha dekha hi karte hain tum hi kuchh batlaao iss ko kya kehte hain l o v e l o v e l o v e jab se tumko dekha jeete hain marte hain jab se tumko dekha jeete hain marte hain tum hi kuchh batlaao iss ko kya kehte hain l o v e l o v e l o v e duniyaa lagne lagi koi sapnon ki waadiiiii mausam pehle naa tha kabhi itnaa gulaabiiiiii duniyaa lagne lagi koi sapnon ki waadiiiii mausam pehle naa tha kabhi itnaa gulaabiiiiii aaj to mujhpe naa jaane kaisi hai ye bekhudi l o v e l o v e l o v e jab se tumko dekha jeete hain marte hain tum hi kuchh batlaao iss ko kya kehte hain l o v e l o v e l o v e ta ra ra ta ra ra lala lala lala lala laaaa jaanam jaate ho udhar kahaan chhodo ye nazaare aao apna nazaara dekho dil mein humare jaanam jaate ho udhar kahaan chhodo ye nazaare aao apna nazaara dekho dil mein humare tum ho wahaan bhi yahaan bhi ye kaisi jaadugari l o v e l o v e l o v e jab se tumko dekha jeete hain marte hain
jab tak ke hai aakash pe chand aur sitaare bhagwaan salamat rahe maa baap humare maa baap ka dil hai kisi tirath se bhi pyaara hoooooo oooo ooo ooo ooo hans hans ke uthate hain wo dukh dard humara phir kyun naa har ik saans dua ban ke pukaare kehte hain ke maa baap ka dil jisne dukhaya aakaash pe bhagwaan ko bhi usne rulaaya kehte hain ke maa baap ka dil jisne dukhaya aakaash pe bhagwaan ko bhi usne rulaaya duniyaa ki har ek cheez se maa baap hain pyaare jab tak ke hai aakash pe chand aur sitaare bhagwaan salamat rahe maa baap humare
hmmmmmm hmmm hmmmm hmmmmm hooooo hoooo ooooo hooo hoooo hmmmmmm hmmm hmmmm hmmmmm hooooo hoooo ooooo hooo hoooo jab tak maine samjha jeevan kya hai jeevan beet gaya jeevan beet gaya jab tak maine samjha jeevan kya hai jeevan beet gaya jeevan beet gaya khushiyon ke har phool se maine ghum kaa haar piroya pyaar tamanna thi jeevan ki pyaar ko paa ke khoya apnon se khud tod ke naata apnepan ko roya apnepan ko roya jab tak maine samjha apna kya hai sapna toot gaya sapna toot gaya jab tak maine samjha jeevan kya hai jeevan beet gaya jeevan beet gaya jeevan ke kiss mod pe aa ke door huye wo dil se aandhi samay ki udaa ke le gayi mere nashemann ke tinke waade kar ke pyaar wafaa ke bichhde saathi mil ke bichhde saathi mil ke jab tak maine samjha saath kya hai saathi chhut gaya saathi chhut gaya jab tak maine samjha jeevan kya hai jeevan beet gaya jeevan beet gaya toote rishte yaad mein unki kyon bheegi hain palken toote rishte yaad mein unki kyon bheegi hain palken bikhre
hoo hoo oo oo jab tak poore naa hon phere saat ho tab tak dulheen nahin dulha ki naa jab tak poore naa hon phere saat abahi to babua paheli hi bhavar padi hai abahi to pahuna dilli door badi hai karni hogi tapasya saari raat ho tab tak dulheen nahin dulha ki naa jab tak pure naa hon phere saat jaise jaise bhanvar pade man angna ko chhode ek ek bhaanvar naata anjanon se jode sukh ki badri aansu ki barsaat tab tak dulheen nahi dulha ki jab tak poore naa hon phere saat saat phere karo babuva bharo saat vachan bhi aise kanya kaise arpan kar de tan bhi man bhi saat phere karo babuva bharo saat vachan bhi utho utho babuni dekho dekho dhruv tara dhruv taare sa ho amar suhaag tihaara saaton phere saat janmon ka saath tab tak dulheen nahin dulha ki
jab tak raheeeeee tan mein jiyaa jab tak rahe tan mein jiya waada rahaaaaa o saathiyaa hum tumhaare liye tum hamaare liye hum tumhaare liye tum hamaare liye jab tak rahe tan mein jiya waada rahaaaaa o saathiyaa hum tumhaare liye tum hamaare liye hum tumhaare liye tum hamaare liye dhoop lagegi jab jab tumko sajnaa haan ho daarungi mein aanchal ki chhainyaa saanj pade jab tak jaaoge balmaa ho waarungi main gori kurbaiyaa doolungi ban ke chandni main tere angnaa doolungi ban ke chandni main tere angnaa jab tak rahe tan mein jiya waada rahaaaaa wo saathiyaa hum tumhaare liye tum hamaare liye hooo hum tumhaare liye tum hamaare liye saare janam ko ab to apne tan pe haan ooo oodhi chunariyaa maine saajan ki khili rahe muskaan teri phir chaahe ho lut jaaye bagiyaa mere jeevan ki main jeevan chhod dun chhodun na main teri galiyaan main jeevan chhod doon chhodun na main teri galiyaan jab tak rahe tan mein jiya waada rahaaaaa o saathiyaa hum tumhaare liye tum hamaare liye hum
hmmmmmmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmmm jab tere pyaar ka afsaana likha hai maine jab tere pyaar ka afsaana likha hai maine har jagah apne ko deewana likha hai maine jab tere pyaar ka bekhudi ne mujhe phir hosh mein aane naa diya bekhudi ne mujhe phir hosh mein aane naa diya teri aankhon ko hi mai khaana likha hai maine jab tere pyaar ka afsaana likha hai maine jab tere pyaar ka kaun hoon kyaa hoon mujhe apni khabar kuchh bhi nahin kaun hoon kyaa hoon mujhe apni khabar kuchh bhi nahin aaj khud apne ko begaana likha hai maine jab tere pyaar ka jabse dekha hai tere ghar mein bahaaron ka hujoom jabse dekha hai tere ghar mein bahaaron ka hujoom apne iss ghar ko hi veerana likha hai maine jab tere pyaar ka afsaana likha hai maine jab tere pyaar ka
jab tum chale jaoge to yaad bahot aaoge tum chale jaoge yaad bahot aaoge jab tum chale jaoge to yaad bahot aaoge dil behlaane ki koi tadbeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana meri aankhon ne ik khwaab dekha hai jaise kaanton mein gulaab dekha hai kisi chehre pe naqaab dekha hai meri aankhon ne ik khwaab dekha hai tum mere iss khwaab ki taabeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aisa na ho main majboor ho jaoon aa ke paas tumse door ho jaoon sheeshe ki tarah main choor ho jaoon aisa na ho main majboor ho jaoon mere haathon mein meri takdeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana chund log dhoke baaz hote hain unke dil mein kuchh raaz hote hain dillagi ke bhi andaaz hote hain chund log dhoke baaz hote hain kasmon waadon ki koi zanjeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana tum chale jaoge to yaad bahot
jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai jaate huye kyu tumko is dil ka khayaal aata jaate huye kyu tumko is dil ka khayaal aata tadpa ke chale jaana ek reet puraani hai tadpa ke chale jaana ek reet puraani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai parwaane ke jalne pe hasna na tamaashaayi parwaane ke jalne pe hasna na tamaashaayi hansti huyi shama bhi ek raat ki raani hai hansti huyi shama bhi ek raat ki raani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai
jab tum ho mere hamsafar khubsurat jab tum ho mere hamsafar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere hamsafar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere chala teer par teer sharmana kya ke jaan meri jayegi ghabrana kya chala teer par teer sharmana kya ke jaan meri jayegi ghabrana kya idhar bhi hai pyare idhar bhi hai pyare jigar khubsurat idhar bhi hai pyare jigar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere hamsafar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere mujhe dekh kar yun na gusse mein aa milen na milen phir zara muskura mujhe dekh kar yun na gusse mein aa milen na milen phir zara muskura hai chehre pe gussa hai chehre pe gussa magar khubsurat hai chehre pe gussa magar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere hamsafar khubsurat toh hai zindagi ka safar khubsurat jab tum ho mere chamakte hain gaalon mein ujale sawere mehakte hain baalon mein dilkash andhere chamakte
jab yaad ki badli chhaati hai tab aankh meri bhar aati hai jab yaad ki badli chhaati hai tab aankh meri bhar aati hai jab yaad ki badli chhaati hai tab aankh meri bhar aati hai mujhe sulaane ki khaatir raat bhi thak thak jaati hai mujhe sulaane ki khaatir raat bhi thak thak jaati hai par neend meri toooooooo par neend meri to pagli thehri tere ghar tak jaati hai jab yaad ki badli chhaati hai tab aankh meri bhar aati hai jab yaad ki badli chhaati hai tab aankh meri bhar aati hai tu kya tera waada kya har baat teri sharmaati hai tu kya tera waada kya har baat teri sharmaati hai par mit jaayenge par mit jaayenge pyaar mein hum ye dil ki agan batati hai jab yaad ki badli chhaati hai tab aankh meri bhar aati hai chaar diwari mandir ki yaad teri dohraati hai chaar diwari mandir ki yaad teri dohraati hai par khaali mandir ooooo oooo ooooo par khaali mandir mein pooja to mann ki thakan badhaati hai jab yaad ki badli chhaati hai tab aankh meri bhar aati hai hmmm hmmm hmmm
oooooo ooooooooooo oooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooo oooo oooo jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii aankhon se neend udd jaati hai milne ki lagan tadpati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii jab inn aankhon mein pyaar machal kar rota hai dil duniyaa bhar ke dard mein dooba hota hai har saans meri ghabrati hai meri jaan pe ban ban jaati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii hum deewane kaise kaise dukh sehte hain apne maanjhi se door bhanwar mein rehte hain humko har mauj darati hai kahin door baha le jaati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii har phool kisi ki yaad mein khoya khoya hai ye shabnam hai yaa pyaar kisi ka roya hai jab baagh mein koyal gaati hai duniyaa meri loot jaati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii aankhon se neend udd jaati hai milne ki lagan tadpati hai jab yaad kisi ki
jabar age kichhu bole gele na nirabe shudhui roile cheye kichhu ki balar chhilo naaaaa jabar age kichhu bole gele na nirabe shudhui roile cheye kichhu ki balar chhilo naaaaa jabar age kichhu bole gele na takhono basanto shesh choitrer bela takhono batas achole kare je khela takhono pakhir gane sajano phuler mela oder oi uchhas eto tuku tumi kigo tomar hridaye pele na jabar age kichhu bole gele na eto ki abhimaan bhul bojha balo kato kiser bedonate prem ke kadale oto kiser ahonkar ekhono agero mato amar ei proshner konoi jabab tumi ekhono amake dile na jabar age kichhu bole gele na nirabe shudhui roile cheye kichhu ki balar chhilo naaaaa jabar age kichhu bole gele na
hu hu hu hu jodi kane kane kichhu bale bodhua sabi shune shune jete habe jodi asi asi kore deri kare se din gune gune jete habe se jeman sajabe sajbo je sebhabe se jeman sajabe sajbo je sebhabe sukho dukho sab mene nite habe jodi asi asi kore deri kare se din gune gune jete habe aa aa aa aa aa aaaa jodi kane kane kichhu bale bodhua sabi shune shune jete habe mono niye jodi sarabela shudhu shudhu kore jay khela mono niye jodi sarabela shudhu shudhu kore jay khela sab kichhu jene shune tobu tar se khelar khelaghar hoye jete habe aa aa aa aa aa aaaa jodi kane kane kichhu bale bodhua sabi shune shune jete habe jodi asi asi kore deri kare se din gune gune jete habe
    Songs Title Film/Album Song Number
Jab Muhabbat Jawaan Jawan Mohabbat (1971) 13432
Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 20686
Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar 17859
Jab Se Aankhein Ho Gayi Dharti (1970) 32318
Jab Se Balam Ghar Aaye Awara (1951) 12758
Jab Se Hum Tum Bahaaron Mein Main Shadi Karne Chala (1962) 16101
Jab Se Tumko Dekha Damini (1993) 13019
Jab Se Tumko Dekha Kaalia (1981) 17954
Jab Tak Ke Hai Aakash Aap Ki Parchhaiyan (1964) 12587
Jab Tak Maine Samjha Bheegi Palkein (1982) 18344
Jab Tak Poore Naa Hon Phere Saat Nadiya Ke Paar (1982) 32993
Jab Tak Rahe Tan Mein Samadhi (1972) 12032
Jab Tere Pyar Ka Afsana Mohd Rafi 16119
Jab Tum Chale Jaoge Bullet (1976) 12947
Jab Tum Hi Nahin Parwana (1947) 32131
Jab Tum Ho Mere Aan Baan (1972) 36110
Jab Yaad Ki Badli Painter Babu (1983) 13898
Jab Yaad Kisi Ki Aati Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 13395
Jabar Agey Kichhu Bole Hemanta Mukherjee 14814
Jadi Kane Kane Kichhu Asha Bhosle 32802