MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

kaadaaru maasam naadaaru maasam kanneer kadalkkare thaamasam kanneer kadalkkare thaamasam ee vazhiyambalangalil chirakattu veezhum vazhiyambalangalil chirakattu veezhum vaanambaadikalallo njangal kaadaaru maasam naadaaru maasam kanner kadalkkare thaamasam kanner kadalkkare thaamasam vilakkukal koluththaatha veedhikal ningal vilichaalum mindaatha daivangal vilakkukal koluththaatha veedhikal ningal vilichaalum mindaatha daivangal yadukulamevide mekkayevide jarusalem evide idayan evide kaadaaru maasam naadaaru maasam kanneer kadalkkare thaamasam kanneer kadalkkare thaamasam theruvilurangum nizhalukal njangal thadavil kidakkum mohangal theruvilurangum nizhalukal njangal thadavil kidakkum mohangal ushassin radhamee chuvanna radhamee unarunna yugamee ithile ithile kaadaaru maasam naadaaru maasam kanneer kadalkkare thaamasam kanneer kadalkkare thaamasam
kadavul amaithu vaitha medai inaikum kalyaana maalai heyheyhey ha ha ha immimm lalala kadavul amaithu vaitha medai inaikum kalyaana maalai innarku innar endru eazudhi vaithaney devan andru innarku innar endru eazudhi vaithaney devan andru kadavul amaithu vaitha medai inaikum kalyaana maalai naanoru vigada kavi indru naan oru kadhai solvein oongiya perum kaadu athil uyarndhoru aalamaram aalamarathiniley andha arpudha vanathiniley aan kili erandundu penn kili erandundu angeyum aasai undu athil oru penn kili adhanidam aann kili erandukum mayakam undu kadavul amaithu vaitha medai inaikum kalyaana maalai innarku innar endru eazudhi vaithaney devan andru innarku innar endru eazudhi vaithaney devan andru kottum muzhakangal kalyana melangal kondatam ketadhamma kottum muzhakangal kalyana melangal kondatam ketadhamma aasai vimanathil aandha vegathil seer kondu vandhadhamaa thean mozhi mangayar yaaz isai meetida oorgoalam ponadhamaa singaara kaalodu sangeedha thantaigal
kaadhal sadugudugudu kanne thodu thodu kaadhal sadugudugudu kanne thodu thodu kaadhal sadugudugudu kanne thodu thodu kaadhal sadugudugudu kanne thodu thodu alaiye sitralaiye karai vandhu vandhu podum alaiye ennai thoduvaay medhuvaay adavaay endraal nuraiyaay karaiyum alaiye tholaivil paarththaal aamaam enginraay arugil vandhaal illai endraay nagila nagila nagilaa oa oa oa vilagidaadhey nagilaa oho nagila nagila nagilaa oa oa oa vilagidadhu nagilaa oho pazhagum bozhudhu kumariyaagi ennai velvaay penne padukkai araiyil kuzhandhaiyaagi ennai kolvaay kanne kaadhal sadugudugudu kanne thodu thodu kaadhal sadugudugudu kanne thodu thodu kaadhal sadugudugudu kanne thodu thodu kaadhal sadugudugudu kanne thodu thodu neerattum neraththil en annai yaagindraay vaalaattum neraththil en pillai yaagindraay naanaaga thottaalo mullaagi pogindraay neeyaaga thottaalo poovaaga aagindraay en kanneer en thanneer ellaame neeyanbe en inbam en thunbam ellaame neeyanbe en vaazhvum en saavum
kaadhalin dheepam onru aetrinaalae en nenjil kaadhalin dheepam onru aetrinaalae en nenjil oodalil vandha sondham koodalil kanda inbam mayakkam enna kaadhal vaazhga kaadhalin dheepam onru aetrinaalae en nenjil naetru poal inru illai inru poal naalai illai naetru poal inru illai inru poal naalai illai anbilae vaazhum nenjil anbilae vaazhum nenjil aayiram paadalae onrudhaan ennam enraal uravudhaan kaadhalae ennam yaavum solla vaa kaadhalin dheepam onru aetrinaalae en nenjil ennai naan thaedith thaedi unnidam kandu kondaen ennai naan thaedith thaedi unnidam kandu kondaen ponnilae poovai allum ponnilae poovai allum punnagai minnudhae kannilae gaandham vaiththa kavidhayaip paaduthae anbae inbam solla vaa kaadhalin dheepam onru aetrinaalae en nenjil oodalil vandha sondham koodalil kanda inbam mayakkam enna kaadhal vaazhga kaadhalin dheepam onru aetrinaalae en nenjil
kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam ada ada mein shokhiyaan nazar nazar mein bijliyaan ada ada mein shokhiyaan nazar nazar mein bijliyaan ke le rahi hai teri nazar meri nazar ka imtihan meri nazar ka imtihan kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam jahan pade kadam tere woh raahen khushnaseeb hain jahan pade kadam tere woh raahen khushnaseeb hain tere gale ka haar ho woh baahein khushnaseeb hain woh baahein khushnaseeb hain kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam khili khili yeh chaandni tere badan ka noor hai khili khili yeh chaandni tere badan ka noor hai jidhar nazar uthaiye suroor hi suroor hai suroor hi suroor hai teri hansi ko dekh kar phoolon ne munh chhupa liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam
kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kabhi bharte hain aahein aur kabhi fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai ari duniyaa kiyaa wo zulm jo sayyad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain tumhi aabaad ho dil mein tumhi ko yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte wafaa badnaam hoti hai agar fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain judaa duniyaa ne humko kar diyaa fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do
kahaan jaa raha hai tu aye jaane waale kahaan jaa raha hai tu aye jaane waale andhera hai mann ka diya to jala le kahaan jaa raha hai tu aye jaane waale kahaan jaa raha hai ye jeevan safar ek andha safar hai ye jeevan safar ek andha safar hai behakna hai mumkin bhatakne ka dar hai behakna hai mumkin bhatakne ka dar hai sambhalta nahin dil kisi ke sambhale kahaan jaa raha hai tu aye jaane waale kahaan jaa raha hai jo thokar naa khaaye nahin jeet uski jo thokar naa khaaye nahin jeet uski jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uski jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uski nisha manzilon ke ye pairon ke chhale kahaan jaa raha hai tu aye jaane waale kahaan jaa raha hai aaaa aaaaaaaaaaaa kabhi ye bhi socha ke manzil kahaan hai kabhi ye bhi socha ke manzil kahaan hai bade se jahaan mein tera ghar kahaan hai tera ghar kahaan hai tera ghar kahaan hai jo baandhe the bandhan wo kyun tod daale kahaan jaa raha hai tu aye jaane waale kahaan jaa raha hai kahaan jaa raha hai kahaan jaa
lara rara raaaa lara ra ra rara kahaan jaa rahe the kahaan aa gaye hum kahaan jaa rahe the kahaan aa gaye hum kisi ki nighahon se kisi ki nighahon se takraa gaye hum takraa gaye hum kahaan jaa rahe the kahaan aa gaye hum kahaan jaa rahe the kahaan aa gaye hum kisi ki nighahon se kisi ki nighahon se takraa gaye hum takraa gaye hum kahaan jaa rahe the kho chale saare nishaan main yahaan dil hai kahaan kho chaleeeee saare nishaan main yahaan dil hai kahaan soye hain ke jaage chakraa gaye hum soye hain ke jaage chakraa gaye hum kisi ki nighahon se kisi ki nighahon se takraa gaye hum takraa gaye hum kahaan jaa rahe the lara lara laaa hoooo hoooo ooooo lara laaaaa lara ra laaaaa ye subah masti bhari yun hansi jaise pari ye subahhh masti bhari yun hansi jaise pari kismat ko shayad yaad aa gaye hum kismat ko shayad yaad aa gaye hum kisi ki nighahon se kisi ki nighahon se takraa gaye hum takraa gaye hum kahaan jaa rahe the ajnabi apna hua sach mera sapna hua ajnabiiiii apna
kahaan jaate ho ruk jaao tumhen meri kasam dekho mere bin chal nahin paaoge jaanam do kadam dekho kahaan jaate ho ruk jaao kahin bhi jaao humsa chaahne wala naa paaoge humen thukraaoge pachhtaaoge phir laut aaoge khafaa ho ke karo naa apne hi dil pe sitam dekho kahaan jaate ho ruk jaao zara si baat kaa tumne bana daala hai afsaana bana doge kisi deewane ko tum aur deewana humen kuchh kehne ka mauka to dete kam se kam dekho kahaan jaate ho ruk jaao kise maloom tha yun bhi muhabbat rang laayegi hansaaegi mujhe ek din magar sau din rulaaegi humari jaan le lega muhabbat ka ye ghum dekho kahaan jaate ho ruk jaao tumhen meri kasam dekho mere bin chal nahin paaoge jaanam do kadam dekho kahaan jaate ho ruk jaao
kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai khayalon ki manzil ye khwabon ki mahfil samajh main na aaye ye duniyaa kahan hai kahan rah gaye kaafilen baadalon ke kahan rah gaye kaafilen baadalon ke zameen chhup gayi hai tale baadalon ke hai mujh ko yakeen ke hai jannat yahin hai ajab si fiza hai ajab ye sama hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai nazar ki duaa ka jawaab aa raha hai nazar ki duaa ka jawaab aa raha hai meri aarzoo pe shabab aa raha hai ye khamoshiyan bhi hain ik daastan koi kahata hai mujhse muhabbat jawan hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai muhabbat bhari is jahan ki hain raahen muhabbat bhari is jahan ki hain raahen jinhen dekh kar kho gayi hain nigahen ye halki hawa layi kaisa nasha na raha hosh itna mera dil kahan hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aa aaaaaaaaaaaaaa aa kahan se aaye badra ho kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra hoo palkon ke satrange deepak palkon ke satrange deepak ban baithe aansoo ki jhaalar ban baithe aansoo ki jhaalar usi ka anmol ek heera mitti mein ja phisla kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra hoo neend piya ke sang sidhari ruk kyon gayi gaao neend piya ke sang sidhari sapno ki sukhi phulwari sapno ki sukhi phulwari amrat honthon tak aate hi kaise vish mein badla kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra hoo pa ma pa ma pa ma pa ma pa ma ma re ma re ma re ma re ma re pa ma pa ma pa ma pa ma pa ma ma re ma re ma re ma re ma re utre megh hiya par chhaaye aaaaaa aaaaaa utre megh hiya par chhaaye nirdaye jhonke agan badhayen nirdaye jhonke agan badhayen barsen hain akhiyon se saawan roye mann
kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kabhi sukh kabhi dukh yahi zindagi hai ye patjhad ka mausam ghadi do ghadi hai ye patjhad ka mausam ghadi do ghadi hai naye phool kal phir dagar mein khilenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge bhale tez kitna hawa ka ho jhonka magar apne mann mein tu rakh ye bharosa magar apne mann mein tu rakh ye bharosa jo bichhade safar mein tujhe phir milenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahe koi kuchh bhi magar sach yahi hai lehar pyaar ki jo kahin uth rahi hai lehar pyaar ki jo kahin uth rahi hai usse ek din to kinaare milenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge
kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati ek tha diyaaaa ek baati ek tha diyaaaa ek baati kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati bahot dinon ki hai ye baat badi suhaani thi wo raat diya aur baati mile mil ke jale ek saath bahot dinon ki hai ye baat badi suhaani thi wo raat diya aur baati mile mil ke jale ek saath ye chaand ye sitaare bane saare baraati ek tha diyaaaa ek baati ek tha diyaaaa ek baati uthayi donon ne kasam jale bhujhenge saath hum unhen khabar naa thi magar khushi ke saath bhi hain ghum uthayi donon ne kasam jale bhujhenge saath hum unhen khabar naa thi magar khushi ke saath bhi hain ghum milan ke saath saath hi judaayi bhi hai aati ek tha diyaaaa ek baati kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati ek din gali gali aisi kuchh hawaa chali aaya ek jhonka de gaya jo dhoka jyot ko chura ke le gaya utha ke dil diye ka bhujh gaya ho gayi baati juda ho gayi baati juda phir bhi usne ye kaha jyot ko di ye duwaa tujhko
kahe jhoom jhoom raat ye suhaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani sun ke jise dil mera dhadka sun ke jise dil mera dhadka laaj ke sar se aanchal sarka raat ne aisa jaadoo pheraa aur hi nikala rang sehar kaa kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani masti bhari ye khaamoshi masti bhari ye khaamoshi chup hoon khadi dekho main khoyi si dekh rahin hoon main ek sapna kuchh jaagi si kuchh soyi si kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani tann bhi tumhaara mann bhi tumhaara tann bhi tumhaara mann bhi tumhaara tum se hi baalam jag ujiyaara rom rom mera aaj manaaye chhute kabhi naa saath humaraa kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole
kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa yauwan ritu sajan jaa ke naa aaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaage naa soyaa singaar soyaa singaar jhanan jhan jhanan neet naa bulaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet barase naa neet neet bar barase naa neet neet bar barase naa neet neet barase naa ras ki fuhaar ras ki fuhaar sapan jal gagan neet naa lutaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa
hmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm kahin be khayal ho kar yunhi chhoo liya kisi ne kahin be khayal ho kar yunhi chhoo liya kisi ne kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar mere dil mein kaun hai tu ke hua jahan andhera mere dil mein kaun hai tu ke hua jahan andhera wahin sau diye jaalaye tere rukh ki chandani ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar kabhi us pari ka koocha kabhi is hansi ki mehfil kabhi us pari ka koocha kabhi is hansi ki mehfil mujhe dar badar phiraya mere dil ki saadagi ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar hai bhala sa naam uska main abhi se kya bataaoon hai bhala sa naam uska main abhi se kya bataaoon kiya beqaraar aksar mujhe ek aadmi ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar are mujh se naaz waalon yeh naya chaman diya kyun are mujh se naaz waalon yeh naya chaman diya kyun hai yahin karam
kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya koi dard
oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho kahin deep jalle kahin dil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera dil hai teri mehfil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon piya der na kar aa mil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke kai roop mein hain qaatil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho
kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye mere khayaalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaye deep jalaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi machal ke pyaar se chalke chhuye koi mujhe par nazar na aaye nazar na aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate hai meethi uljhan bairee apna man apna hi ho ke sahe dard paraye dard paraye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye dil jaane mere saare bhed ye gehre kho gaye kaise mere sapne
kahin door kahin door mujhe jana hai kahin door koi mere saath chale na chale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile par jana hai jarur kahin door kahin door jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile ooo ooo ooo ye chaand sitaare ye chaand sitaare laage pyare pyare jee chaahta hai inko chhoo loon banke badariya ud ud jaun neel gagan ki god main jhoolun pichhe chhod ke kahan main to chali hoon waha jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile ooo ooo ooo chahe ye duniya chahe ye duniya roke meri rahen phir bhi main na rukne paun har mushkil ko gale se laga kar aage aage badhti jaun meri manzil wahi mera dil bhi wahi jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile par jana hai zarur kahin door kahin door jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile
    Songs Title Film/Album Song Number
Kadaru Masam Ezhu Rathrikal (1968) 16066
Kadavul Amaiththu Aval Oru Thodar Kathai (1974) 14488
Kadhal Sadugudu Alaipayuthey (2000) 32868
Kadhalin Deepam Thambikku Indha Ooru (2010) 16025
Kadmon Mein Tere Ae Sanam Mohd Rafi 32157
Kahaan Ho Tum Malhar (1951) 13670
Kahaan Jaa Raha Hai Seema (1955) 14186
Kahaan Jaa Rahe The Love Marriage (1959) 13625
Kahan Jaate Ho Ruk Jaao Dulha Bikta Hai (1981) 18351
Kahan Le Chale Ho Durgesh Nandini (1956) 32788
Kahan Se Aaye Badra Chashme Buddoor (1981) 20714
Kahan Tak Ye Mann Ko Andhere Baton Baton Mein (1979) 20715
Kahaniyan Sunati Rajput (1982) 14054
Kahe Jhoom Jhoom Raat Love Marriage (1959) 11967
Kahe Tarasaye Jiyara Chitralekha (1964) 13003
Kahin Be Khayal Ho Kar Teen Devian (1965) 14335
Kahin Chaand Raahon Mein Talat Aziz 16006
Kahin Deep Jale Kahin Dil Bees Saal Baad (1962) 12145
Kahin Door Jab Din Anand (1970) 20720
Kahin Door Mujhe Jana Hai Do Anjaane (1976) 32080