MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

aaj rapat jaayen to humen na uthaiyo aaj phisal jaayen to humen na uthaiyo humen jo uthaiyo toooo humen jo uthaiyo to khud bhi rapat jaaiyo haan khud bhi phisal jaiyo aaj rapat aaj rapat jaayen to humen na uthaiyo barsaat mein thi kahan baat aisi pehli baar barsi barsaat aisi barsaat mein thi kahan baat aisi pehli baar barsi barsaat aisi kaisi ye hawa chali paani mein aag lagi jaane kya pyaas jagi re bheega ye tera badan jagaaye meethi chuban nashe mein jhoome ye mann re kahan hoon mein mujhe bhi ye hosh nahin aaj aa haa o ho aa haa o ho aaj behak jaayen to hosh na dilaiyo aaj behak jaayen to hosh na dilaiyo hosh jo dilaiyo toooo hosh jo dilaiyo to khud bhi behak jaiyo aaj rapat aaj rapat jaayen to humen na uthaiyo baadal mein bijli baar baar chamke dil mein mere aaj pehli baar chamke baadal mein bijli baar baar chamke dil mein mere aaj pehli baar chamke haseena darri darri baahon mein simat gayi seene se lipat gayi re tujhe to aaya mazaa tujhe to sujhi hansi meri
aaj rona pada to samjhe hansne ka mol kya hai apnaaa sapnaa khona pada to samjhe aaj rona pada to samjhe hansne ka mol kya hai apnaaa sapnaa khona pada to samjhe khaabon ki haqeeqat kya thi armaanon ki keemat kya thi apnon ki muhabbat kya thi gair hona pada to samjhe aaj rona pada to samjhe sukh milta hai kiss mushkil se kya karti hai duniyaa dil se iss rang bhari mehfil se door hona pada to samjhe aaj rona pada to samjhe nikle the jinhen apnaane wo log the sab begaane iss baat ko hum deewane chain khona pada to samjhe aaj rona pada to samjhe hansne ka mol kya hai apnaaa sapnaa khona pada to samjhe
sakhi riiiiiiiii birhaa ki dukhde seh seh kar jab raadheeeeee besudh ho lii to ik din apne mann mohan se jaa kar yun boliiiiii aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye hirday ki peeda deh ki agni sab seetal ho jaaye aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye kai jug se hain jaageee more nain abhaage kai jug se hain jaage more nain abhaage kahin jeeya nahin laage bin tore sukh dikhe nahin aage hoooo ooooo sukh dikhe nahin aage dukh peechhe peechhe bhaage jag suna suna laage bin tore prem sudhaaa more sanwariyaaaaaa sanwariyaaaaaaaa prem sudha itni barsaa do jag jal thal ho jaaye aaj sajan mohe ang laga lo janam safal ho jaaye mohe apna bana lo oooo ooooo oooo oooo mohe apna bana lo mori baanh pakad main hoon janam janam ki daasi mohe apna bana lo mori baanh pakad main hoon janam janam ki daasi mori pyaas bhujha do mannhar giridhar pyaas bhujha do mannhar giridhar pyaas bhujha do mannhar giridhar main hoon
aaj se pehle aaj se zyada aaj se pehle aaj se zyada khushi aaj tak nahin mili itni suhani aisi meethi itni suhani aisi meethi ghadi aaj tak nahin mili aaj se pehle iss ko sanjog kahen yaa kismat ka lekha hum jo achanak milen hain hey iss ko sanjog kahen yaa kismat ka lekha hum jo achanak milen hain mann chahe sathi paa ke hum sab ke chehere dekho to kaise khilen hain o o o o takdiron ko jod de aisi in takdiron ko jod de aisi kadi aaj tak nahin mili aaj se pehle sapna ho jaaye wo pura jo humne dekha ye mere dil ki duaa hai hey sapna ho jaaye wo pura jo humne dekha ye mere dil ki duaa hai ye pal jo beet rahen hain inke nashe mein dil mera gaane laga hai o o o o isi khushi ko dhund rahe the tum isi khushi ko dhund rahe the yahi aaj tak nahin mili aaj se pehle aaj se zyada khushi aaj tak nahin mili aaj se pehle
aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye muddaten ho gayi muskuraaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye har qadam par udhar mud ke dekha har qadam par udhar mud ke dekha unki mehfil se hum uth to aaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye reh gayi zindagi dard ban ke reh gayi zindagi dard ban ke dard dil mein chhupaaye chhupaaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye dil ki naazuk ragen tootati hain dil ki naazuk ragen tootati hain yaad itna bhi koi na aaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye muddaten ho gayi muskuraaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye
aaj tumse door hokar aise roya mera pyaar aaj tumse door hokar aise roya mera pyaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar kuchh tumhaari bandishen hain kuchh hain mere daayre jab muqaddar hi bane dushman to koi kya kare haaye koi kya kare iss muqaddar par kisi ka kya hai aakhir ikhtiyaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar har tamnna se juda mein har khushi se door hoon jee rahaa hoon kyun ke jeene ke liye majboor hoon haaye main majboor hoon mujhko marne bhi na dega yeh tumhaara intezaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar
aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya phir nayi mastiyaan saath le kar muskuraate nazaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aye bahaaron tumhaari kahaani ab meri daastaan ho gayi hai ab meri daastaan ho gayi hai mil gayi phir mujhe meri manzil main haseen yaadgaaron mein aaya main haseen yaadgaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera gungunaane lagi hai fizaayen phir hawaaon ne nagma bakhera phir hawaaon ne nagma bakhera saaz phir chhid gaye zindagi ke rang phir dil ke taaron mein aaya rang phir dil ke taaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj ki bekhudi kya bataaun
aaj unse pehli mulaqaat hogi phir aamne saamne baat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar aaj unse pehli mulaqaat hogi phir aamne saamne baat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar andekha anjaana mukhda kaisa hoga na jaane wo chaand ka tukda kaisa hoga are andekha anjaana mukhda kaisa hoga na jaane wo chaand ka tukda kaisa hoga milte hi unse nazar haaye dil mein ik beqaraari si din raat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar aaj unse pehli mulaqaat hogi baithe honge raste pe wo aankhen bichhaye har aahat pe sochte honge saajan aaye baithe honge raste pe wo aankhen bichhaye har aahat pe sochte honge saajan aaye kya haal hoga wahaan kuchh na poochho dil mein umangon ki baarat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar khul ke hongi tanhaayi mein dil ki baaten pyaase tan mann pe hongi rim jhim barsaaten khul ke hongi tanhaayi mein dil
mujh badh kar jo jaanta hai mujhe hai kareeb aur ajnabee hai wo jo mere sher padh nahin sakta kya kahoon meri shaayari hai woh aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal chalte chalte raah mein jiska saath hua tha pal do pal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin phir bhi dil bechain nahin ghum ki raat hai yaa phela hai teri aankhon ka kaajal chalte chalte raah mein jiska saath hua tha pal do pal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon kuchh yaadein aur kuchh aansoon mujhko ye maaloom hai lekin saath mere kuchh door to chal chalte chalte raah mein jiska saath
aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye sehmi nazar badli adaa aaj hai har andaaz naya dil ki lagi chhup naa saki raaz ye aakhir khul hi gaya rang badal kar kidhar chali ho badan samete nazar churaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye mehki hawaa behki ghata ye aalam ye madhoshi chup naa raho kuchh to kaho tod bhi do ye khaamoshi ye mausam ye ghadi milan ki roz kahaan jeevan mein aaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye dil ko mere mil hi gaya saathi pyaar ki raahon ka saath
aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar zarron mein bhi hai roshni le ke tu mujhko aa gayi aye zindagi kahaan aye zindagi kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se dil mein bhi hai surror sa aankhon mein bhi hai noor sa shamma jali kahaan shamma jali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan raahon mein meri phool hain taaren meri nighaah mein ab naa
aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo tum pe hazaron ki aankhen chaahiye tumko sahara ooooooo palkon mein aao chhupa loon naazuk tan hai tumhara o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo mera khayaal tujhe hai maine abhi yahi jaana oooooooo sachcha hai pyaar ke jhoota ye hai mujhe aazmaana o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja dekhoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo rakhna tha dil pe hamaare
aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu nikle bhi na the lut gaye armaan bechaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin lete hai tere gham me ummido ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara humne isi ummid pe din apne guzaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare
ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se laage re darr mohe laage re ho ho ho ye kya darne ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa mar gaye hum nikla dum mar gaye hum ho ho ho mausam kya albela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai tanha hai phir bhi dil tanha hai ho ho ho laaga sapnon ka mela hai ho ho ho aaja
aaja piya tohe pyaar doon gori bainyan tope vaar doon kis liye tu itna udaas sukhe sukhe honth akhiyon mein pyaas kis liye kis liye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan tope vaar doon kis liye tu itna udaas ho sukhe sukhe honth akhiyon mein pyaas kis liye kis liye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan tope vaar doon jal chuke hain badan kayi piya issi raat mein thake hue in hathon ko de de mere haath mein sukh mera le le main dukh tere le loon sukh mera le le main dukh tere le loon main bhi jiyun tu bhi jiye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan tope vaar doon hone de re jo ye julmi hain path tere gaon ke palkon se chun daloongi main kaante tere paon ke lat bikharaaye chunariya bichaaye lat bikharaaye chunariya bichaaye baithi hoon main tere liye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan tope vaar doon kis liye tu itna udaas ho sukhe sukhe honth akhiyon mein pyaas kis liye kis liye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan
motiyon ki sej bichhaye huyi hai dil ki bhi duniya sajaye huyi hai aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja motiyon ki sej bichhaye huyi hai dil ki bhi duniya sajaye huyi hai aaja raja leke barat aaja aaja raja leke barat aaja haar singar mera pehla pehla pyaar mera tere liye hai dil ki ye nagari akhiyon ka dwar raja tere liye hai raahon mein naina lagaye huye hain palkon ke taar bichhaye huye hain aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja motiyon ki sej bichhaye huyi hain dil ki bhi duniya sajaye huyi hain aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja sapne kuware mere tera intezaar kare mere sajan tu kya jane kitna tujhse ye pyaar kare mere sajan adh khili kaliyon ki mala piroye huye kab se khadi hoon teri chaah mein khoye huye aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja motiyon ki sej bichhaye huyi hai dil ki bhi duniya sajaye huyi hai aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja raat milan ki der se aayi hai
noorie noorie aaja re o dilbar jaania aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re o o noorie noorie shaam suhaani mehaki mehaki khushboo teri laaye shaam suhaani mehaki mehaki khushboo teri laaye paas kahin jab kaliyaan chatkein main jaanu tu aaye aaja re aaja re o mere dilbar aaja mujh mein aan samaa ja re aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re o o noorie noorie o o noorie noorie o o noorie noorie o o noorie noorie
aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara dekh fizaa mein rang bhara hai mere jigar ka zakhm hara hai dekh fizaa mein rang bhara hai mere jigar ka zakhm hara hai seene se mere sar ko laga de haath mein tere dil ki dawaa hai aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara apna sulgana kis ko dikhaaun saans ke tufaan kaise chhupaaun apna sulgana kis ko dikhaaun saans ke tufaan kaise chhupaaun aankhen kyaa kyaa dekh rahi hain dil pe jo gujre kaise bataaun aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara tere bhi dil mein aag lagi hai mere bhi dil mein aag lagi hai tere bhi dil mein aag lagi hai mere bhi dil mein aag lagi hai dono taraf hai ek si haalat dono dilon par bijli giri hai aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja
main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main diye ki aisi baati jal na saki jo bujh bhi na paati main diye ki aisi baati jal na saki jo bujh bhi na paati aa mil mere jeevan sathi ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi tum sang janam janam ke phere bhool gaye kyun saajan mere tum sang janam janam ke phere bhool gaye kyun saajan mere tadpat hoon main saanjh savere ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main nadiya phir bhi main pyaasi bhed ye gehra baat zaraa si main nadiya phir bhi main pyaasi bhed ye gehra baat zaraa si bin tere har saans udaasi ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi
aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan bheegi bheegi raat mein dil ka daaman thaam le khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan dil ye chaahe aaj to baadal ban ud jaoon main dulhan jaisa aasmaan dharti par le aaoon main chaand ka dola saje dhoom taron mein mache jhoom ke duniya kahe pyaar mein do dil mile chaand ka dola
    Songs Title Film/Album Song Number
Aaj Rapat Jaayen To Namak Halaal (1982) 13829
Aaj Rona Pada To Girl Friend (1960) 13283
Aaj Sajan Mohe Ang Pyaasa (1957) 13999
Aaj Se Pehle Chitchor (1976) 20032
Aaj Socha To Aansoo Hanste Zakhm (1973) 20033
Aaj Tumse Door Hokar Ek Raat (1967) 13232
Aaj Udta Hua Ek Panchhi Gehra Daag (1963) 13272
Aaj Unse Pehli Mulaqaat Paraya Dhan (1971) 13917
Aaj Wohi Geeton Ki Raani Pankaj Udhas 18013
Aaj Ye Aanchal Munh Kyun Chhupaye Holiday In Bombay (1963) 16248
Aaj Ye Meri Zindagi Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 14428
Aaja Aaja Main Hoon Pyaar Tera Teesri Manzil (1966) 20035
Aaja Meri Barbad Anmol Ghadi (1946) 20038
Aaja Panchhi Akela Hai Nau Do Gyarah (1957) 20039
Aaja Piya Tohe Pyaar Doon Baharon Ke Sapne (1967) 20124
Aaja Raja Leke Baraat Anmol Moti (1969) 32820
Aaja Re Noorie (1979) 20042
Aaja Re Aa Zara Aa Love In Tokyo (1966) 20041
Aaja Re Pardesi Madhumati (1958) 20876
Aaja Sanam Madhur Chori Chori (1956) 20045