MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

kis liye maine pyar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine pyar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine pyar kiya aankhon mein maine kajal daala maathe pe bindiya lagayi aise mein tu aa jaaye to kya ho raam duhaai chupke mann mein armaanon ne lee aisi angdai koi dekhe to kya samjhe ho jaaye rusvaai maine kyun singaar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine pyar kiya aaj wo din hai jiske liye main tadpi banke radha aaj mere mann ki bechaini badh gayi aur zyaada pyar mein dhoka na kha jaaye ye mann seedha saada aisa na ho jhootha nikle aaj milan ka vaada maine kyun aeitbaar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine pyar kiya dil ko yoon hi beqarar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intezaar kiya ho kis liye maine
koi dil mein hai aur koi hai nazar mein muhobbat ke sapne ae ae main kis pe lutaaun isi kashmakash mein jiye jaa raha hoon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon udhar dil muhobbat mein unko diya hai idhar farz ka bojh sar pe liya hai aree zindagi toone ye kya kiya hai kise yaad rakhoon kise bhool jaaon na bas mein hai mere unhe bhool jaana na bas mein hai inko nazar se girana meri bebasi ka bas itna fasana kise yaad rakhoon kise bhool jaaon kise yaad rakhoon kise bhool jaaon
haai hmmm hmm hmm ho o o hoooo kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon hoo khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon mujhe doston se shikaayat hai shaayad mujhe doston se shikaayat hai shaayad mujhe dushmanon se mohabbat hai shaayad main iss dosti dushmani se khafaa hoon main iss dosti dushmani se khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon na jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon na jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon magar main jahaan jab jise dekhtaa hoon samajhtaa hai wo main ussi se khafaa hoon samajhtaa hai wo main ussi se khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon na jaagaa hua hoon na soyaa hua hoon na jaagaa hua hoon na soyaa hua
aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa aaaa kisi ke waade pe kyun kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya na aane waalon ka kyun na aane waalon ka kyun intezaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya na wo hamare huye aur na hum rahe apne aaaa na wo hamare huye aur na hum rahe apne mohabbaton ka ajab mohabbaton ka ajab karobaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya wo khel khel rahe the wo khel khel chuke hooo wo khel khel rahe the wo khel khel chuke khata hamari thi kyun khata hamari thi kyun unse pyaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla hoo bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla sharabkhane ka rukh sharabkhane ka rukh ikhtiyar hamne kiya na aane waalon ka kyun na aane waalon ka kyun intezaar hamne kiya na aane waalon ka kyun intezaar hamne kiya kisi ke waade pe kyun aitbaar hamne kiya
kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai mohabbat hi judaai kaa mohabbat hi judaai kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai puraane log chehre par naya chehra lagaaye puraane log chehre par naya chehra lagaaye milen gairon se hans ke apnon se milte hain aaye hayaa bhi behayaai kaa hayaa bhi behayaai kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai bachaya hai humari muflisi ne hum faqeeron ko bachaya hai humari muflisi ne hum faqeeron ko bahot nazdik se dekha hai humne kuchh ameeron ko ye daulat har buraayi kaa ye daulat har buraayi kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai bane na baat jab koi to koi kuchh kahe kaise bane na baat jab koi to koi kuchh kahe kaise jo kuchh kehna zaroori ho to insaan chup rahe kaise ye chup dil ki duhaayi ka ye chup dil ki duhaayi ka sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab
kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke koi cheez paayi hai dil ko ganwa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke koi cheez paayi hai dil ko ganwa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein bahaaron ke din ab honge nazaron ki raaten bahaaron ke din ab honge nazaron ki raaten kabhi hum kahenge unse kuchh dil ki baaten kabhi milke gayenge tarane wafa ke kisi ki mohabbat mein yeh saanson ki dori apni jab tak chalegi yeh saanson ki dori apni jab tak chalegi mohabbat ki shamma yun hi dil mein jalegi isse kya bujhayenge jhonke hawa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein kahin pyaar guncha banke mehakta hai dil mein kahin pyaar guncha banke mehakta hai dil oooo kahin pyar kanta banke chubhata hai dil mein muhabbat nibhayenge hum muskura ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh
kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai maana apni jeb se faqeer hain phir bhi yaaron dil ke hum amir hain maana apni jeb se faqeer hain phir bhi yaaron dil ke hum amir hain mite jo pyaar ke liye woh zindagi jale bahar ke liye woh zindagi kisi ko ho na ho humen to aitbaar jeena isi ka naam hai rishta dil se dil ke aitbaar ka zinda hai humin se naam pyaar ka rishta dil se dil ke aitbaar ka zinda hai humin se naam pyaar ka ke mar ke bhi kisi ko yaad aaenge kisi ke aasuon mein muskaraenge kahega phool har kali se baar baar jeena isi ka naam hai kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai
hmm hmm hmm hmmm hmmm kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi haseen labon pe magar dil pe chot khaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren rahenge meri nazar mein to wo samaaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye
kisi ki yaad mere aas paas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai bichhad gaya hai magar dil ye maanta hi nahin bichhad gaya hai magar dil ye maanta hi nahin bichhad gaya hai magar dil ye maanta hi nahin na jaane kyun tere milne ki aas rehti hai na jaane kyun tere milne ki aas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai chhuda ke haath agar chal diya to hairat kyun chhuda ke haath agar chal diya to hairat kyun chhuda ke haath agar chal diya to hairat kyun khushi hamesha yahan kis ke paas rehti hai khushi hamesha yahan kis ke paas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas rehti hai kisi ki yaad mere aas paas rehti hai tu apane aeb chhupaane chala to hai lekin tu apane aeb chhupaane chala to hai lekin tu apane aeb chhupaane chala to hai lekin har aaine ki nazar be libaas rehti hai har aaine ki nazar be libaas rehti hai bahut dino se tabiyat udaas
kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di tanhaiyaan thi har soo khaamosh tha ye manzar tanhaiyaan thi har soo khaamosh tha ye manzar thehra hua tha meri betaabi ka samandar betaabi ka samandar maujon ko aa ke chheda hulchul koi macha di maujon ko aa ke chheda hulchul koi macha di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di aayi nahin bahaaren bas tha khizaa ka mausam aayi nahin bahaaren bas tha khizaa ka mausam shaamen bhujhi bhujhi thi
kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum jab nazar milayegi shokh dilruba bin piye hi chhayega humpen ek nasha hans ke gul khilaayegi uss ki har adaa hum kahenge jaaneman tujh pe hum fidaa kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum hum zaroor paayenge ek nayi bahaar kam nahin jahaan mein husn waale hai hazaar kar rahe hain aaj hum jiska intezaar khud hi chali aayegi wo hoke beqaraar kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri
kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya andhere ghar mein kisi ne hans ke charaag jaise jala diyaa sharam ke maare main kuchh na boli sharam ke maare main kuchh na boli nazar ne parda gira diya magar wo sab kuchh samajh gaye hai ke dil bhi maine ganwaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya naa pyaar dekha naa pyaar jaana naa pyaar dekha naa pyaar jaana suni thi lekin kahaaniyaa suni thi lekin kahaaniyaa jo khaab raaton mein bhi naa aayaa wo mujhko din mein dikha diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya wo rang bharte hain zindagi mein wo rang bharte hain zindagi mein badal raha hai mera jahaan koi sitaare loota raha tha kisi ne daaman bichhaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya
ye aarzoo thi ke hans kar koi mila hota kahin to hum se kisi ka dil aashna hota kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe sabaa bhi laayi naa koi paiyaam apnon ka sabaa bhi laayi naa koi paiyaam apnon ka suna rahi hai fasaane idhar udhar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe muaaf kije jo main ajnabee hoon mehfil mein muaaf kije jo main ajnabee hoon mehfil mein ke raaste nahin maloom iss nagar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na dekha nighaah bhar ke mujhe wo dard hai ke jise seh sakun naa keh paaun wo dard hai ke jise seh sakun naa keh paaun milega chain to ab jaan se guzar ke mujhe gaya phir aaj ka din bhi udaas kar ke mujhe kisi ne bhi to na
kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya kar ke ghayal wo mujhe bekhabar hain meri aahen bhi wahaan beasar hain kar ke ghayal wo mujhe bekhabar hain meri aahen bhi wahaan beasar hain khoob hai ye adaa main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kyaa raat mushkil se kate din hain bhaari raat mushkil se kate din hain bhaari sadaa aankhon mein rahe chhab wo pyaari raat mushkil se kate din hain bhaari jeena ab unke bina hua mushkil jaan hai unn mein basi unhin ka dil mujhe kya ho chala main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya pyaar chhupta nahin main kya chhupaun kahen to cheer ke dil main dikhaun pyaar chhupta nahin main kya chhupaun kahen to cheer ke dil main dikhaun huqm de ke bhala main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main
kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai magar jab tak na chhedo sharmgi parde mein soti hai ye socha hai ki dil ki baat uske rubaru keh de nateeja kuch bhi nikle aaj apni aarzu keh de har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada hai har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada
kisi pe dil agar aa jaaye to kya hota hai kisi pe dil agar aa jaaye to kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai koi dil pe agar chhaa jaaye to kya hota hai koi dil pe agar chhaa jaaye to kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai mujhko zulfon ke saaye mein so jaane do sanam mujhko zulfon ke saaye mein so jaane do sanam ho raha hai jo dil mein ho jaane do sanam ho raha hai jo dil mein ho jaane do sanam baat dil ki dil mein reh jaaye to phir kya hota hai baat dil ki dil mein reh jaaye to phir kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai kisi pe dil agar aa jaaye to kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai kya manzur hai khuda ko bataao to zara kya manzur hai khuda ko bataao to zara jaan jaaogi baahon mein aa jaao to zara jaan jaaogi baahon mein aa jaao to zara
kisi raah mein kisi mod par kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi haal mein kisi baat par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mera dil kahe kahin ye na ho mera dil kahe kahin ye na ho nahin ye na ho nahin ye na ho kisi roz tujhse bichhad ke main tujhe dhoondhati phiroon dar badar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera rang saaya bahaar ka tera rang saaya bahaar ka tera roop aaina pyaar ka tujhe aa nazar mein chhupa loon main tujhe lag na jaaye kahin nazar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera saath hai to hai zindagi tera saath hai to hai zindagi tera pyaar hai to hai roshani tera pyaar hai to hai roshani kahan din ye dhal jaaye kya pata kahan raat ho jaaye kya khabar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere
kiska mahal hai kiska ye ghar hai lagta hai ye koi sapna sapnaa kiska mahal hai kiska ye ghar hai prem nagar hai ye apna o ratnaa kiska mahal hai kiska ye ghar hai lagta hai ye koi sapna o ratnaa kiska mahal hai kiska ye ghar hai prem nagar hai ye apna jaaneman jaane jaan main kahaaaan tum kahaan jaaneman jaane jaan main kahaaaan tum kahaan meri nazar hairaan hai ye aapka ehsaan hai maine maine banaaya tumne sajaaya prem nagar hai ye apna o sajna kiska mahal hai kiska ye ghar hai lagta hai ye koi sapna kya kahoon kya nahin taaj saa hai ye haseen kya kahoon kya nahin taaj saa hai ye haseen taaj mahal to veeran hai iss mahal mein tu mehmaan hai mujhko mujhko yakeen hai ye sach nahin hai lagta hai ye koi sapna o ratnaa kiska mahal hai kiska ye ghar hai prem nagar hai ye apna prem nagar hai ye apna prem nagar hai ye apna
kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi milon hai khamoshi barson hai tanhaayi bhooli duniyaan kabhi ki tujhe bhi mujhe bhi phir kyun aankh bhar aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi koi bhi saaya nahin raahon mein koi bhi aayegaa na baahon mein tere liye mere liye koi nahin rone waala hoo jhooti bhi naata nahin chaahon mein tu hi kyun dooba rahen aahoon mein koi kisi sang mare aisa nahin hone waala koi nahin jo yunhi jahaan mein baante peer paraayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi tujhe kya beeti huyi raaton se mujhe kya khoyi huyi baaton se sej nahin cheeta sahi jo bhi milen sona hoga hooo gayi jo dori chhuti haanthon se lena kya toote huye saathon se khushi jahaan maangi tune wahin mujhe rona hoga na koi tera na koi mera phir kis ki yaad aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
gaafil tujhe ghadiyaal ye deta hai manaadi gardoon ne ghadi umar ki ik aur ghata di kiske liye rukaa hai kiske liye rukegaa karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai kiske liye rukegaa karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai paani ka bulbula hai insaan ki zindgaani dam bhar ka ye fasaanaa pal bhar ki ye kahaani har saans saath apne paighaam laa rahaa hai har saans saath apne paighaam laa rahaa hai karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai
    Songs Title Film/Album Song Number
Kis Liye Maine Pyar Kiya The Train (1970) 17987
Kise Yaad Rakhoon Anuraag (1956) 15548
Kisi Baat Par Main Kisi Se Khafaa Bemisal (1982) 20778
Kisi Ke Waade Pe Kyun The Burning Train (1980) 32699
Kisi Ki Bewafai Ka Main Awara Hoon (1983) 10689
Kisi Ki Mohabbat Mein (Part I ) Kaise Kahoon (1964) 32484
Kisi Ki Muskurahaton pe Anari (1959) 20780
Kisi Ki Yaad Mein Jahan Ara (1964) 13400
Kisi Ki Yaad Mere Aas Paas Rehti Hai Pankaj Udhas 11347
Kisi Meharbaan Ne Aa ke Kal Ki Awaz (1992) 13500
Kisi Nargisi Nazar Ko Main Nashe Mein Hoon (1959) 13652
Kisi Ne Apna Bana Ke Patita (1953) 13940
Kisi Ne Bhi To Na Dekha Dil Aashna Hai (1992) 20783
Kisi Ne Jadoo Kiya Chand Aur Suraj (1965) 16215
Kisi Patthar Ki Murat Hamraaz (1967) 13309
Kisi Pe Dil Agar Aa Jaaye Rafoo Chakkar (1975) 14034
Kisi Raah Mein Mere Humsafar (1970) 20782
Kiska Mahal Hai Prem Nagar (1974) 13988
Kiska Rasta Dekhe Joshila (1973) 17967
Kiske liye Ruka Hai Ek Saal (1958) 32321