MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile lo ban gaya naseeb ke tum humse aa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dekhen humen naseeb se ab apne kya mile dekhen humen naseeb se ab apne kya mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile aankhon ko ik ishaare ki zahmat to dijiye kadmon mein dil bichha doon izaazat to dijiye ghum ko gale laga loon jo ghum aapka mile ghum ko gale laga loon jo ghum aapka mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile humne udaasiyon mein guzaari hai zindagi humne udaasiyon mein guzaari hai zindagi lagta hai darr fareb e wafaa se kabhi kabhi lagta hai darr fareb e wafaa se kabhi kabhi aisa na ho ke zakhm koi phir naya mile aisa na ho ke zakhm koi phir naya mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile kal tum zudaa huye the jahaan saath chhod kar hum aaj tak khade hain ussi dil ke mod par humko iss intezaar kaa kuchh to
aaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa haramoder ka mandir aur masjid ka yun jhagada mitaya jaye mandir aur masjid ka yun jhagada mitaya jaaye beech mein donon ke maikhana banaya jaye ek bewafaa ke zakham pe marhum lagane hum gaye marhum ki kasam merhum na mila merhum ki jagah marr hum gaye phir doss mein swarg mein bhi maine suna hai sharab hai jannat mein bhi maine suna hai sharaab hai mujhko na le chalo meri niyat kharab hai dil ko har waqt tasalli ka gumaan hota hai dil ko har waqt tasalli ka gumaan hota hai dil ko har waqt tasalli ka gumaan hota hai dard hota hai magar jane kahan hota hai dard hota hai magar jane kahan hota hai dil ko har waqt aap ye poochate hain dard kahan hota hai aaaaap ye poochate hain dard kahan hota hai ek jagah ho to bata doon ke yahan hota hai ek jagah ho to bata doon ke yahan hota hai aaaaaaaa ek jagah aap aayen to sukun aap na aayen to sukun aap aayen eee eeee aaaaaap aaayen
haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa aa haa haan aa aa haa aa aa aa aa aa dil ko hazaar baar roka roka roka dil ko hazaar baar toka toka toka dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka dil ko bachaana dhokha na khaana dhokha hai pyaar yaar pyaar hai dhokha dil ko hazaar baar roka roka roka dil ko hazaar baar toka toka toka dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka dil ko bachaana dhokha na khaana dhokha hai pyaar yaar pyaar hai dhokha dil ko hazaar baar roka roka roka haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa aa haa haan aa aa haa aa aa aa aa aa dhoondega koi bahaana dhoondega koi nishaana haan haa dhoondega koi bahaana dhoondega koi nishaana dil ka bazaar hai yahaan to dil ko dilon se bachaana dil ko hazaar baar roka roka roka dil ko hazaar baar toka toka toka dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka dil ko bachaana dhokha na khaana dhokha hai pyaar yaar pyaar hai dhokha dil ko hazaar baar
aaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa dil ko laakh sambhala ji phir bhi dil matwaala ji kal tak mera tha aaj kyun tera ho gaya dil ko laakh sambhala ji phir bhi dil matwaala ji kal tak mera tha aaj kyun tera ho gaya pehli mulaaqat mein humne naa jaana pehli mulaaqat mein humne naa jaana chhoti si ye baat banegi afsaana par tere pyaar mein pehle hi vaar mein mera ye bhola sa dil kho gaya dil ko laakh sambhala ji phir bhi dil matwaala ji kal tak mera tha aaj kyun tera ho gaya chor kare chori ji nazren bacha ke chor kare chori ji nazren bacha ke tune mujhe loota hai nazren mila ke mujhko naa hosh tha dil madhosh tha naa jaane kaise ye jaadoo ho gaya dil ko laakh sambhala ji phir bhi dil matwaala ji kal tak mera tha aaj kyun tera ho gaya chhodo mera haath bura hai ye zamaana chhodo mera haath bura hai ye zamaana kahin humen dekh naa le koi begaana dekho ji pyaar ka tedha hai raastaa do dil mile bairi jag ho gaya dil ko
dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao hoye hoye hoye dil ko na mere tadpao yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani chaand se mat takrao dharti pe wapas aao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho dil jo kisi ka churao dard ko bhi apnao abb to humare ho jao haye haye haye dil ko na mere tadpao pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mudke nahin aayenge pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mud ke nahin aayenge phir wo jhalak dikhlaao aankhon se dil mein samaao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko
dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko is ghar mein hum ek chaand ko is ghar mein hum ek chaand ko chamkaaye huye hain dil ko haaye dil ko ab kaun si daulat hai jo ab kaun si daulat hai jo takdeer se maangen ulfat hi badi cheez thi ulfat hi badi cheez thi jo paaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko jab tu hai khayalon mein jab tu hai khayalon mein to duniyaan se humen kya duniyaan se humen kya duniyaan ko teri yaad mein duniyaan ko teri yaad mein thukraaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko mitt kar bhi na daaman tera mitt kar bhi na daaman tera haathon se chhutega haathon se chhutega hum teri muhabbat ki hum teri muhabbat ki kasam khaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dil ko tum se pyaar huaaa pehli baar hua tumse pyaar huaaa main bhi aashique yaar hua pehli baar hua tumse pyaar huaaa chhayi hai betaabi meri jaan kaho main kya karoon chhayi hai betaabi meri jaan kaho main kya karoon dil ko tum se pyaar huaaa pehli baar hua tumse pyaar huaaa main bhi aashique yaar hua pehli baar hua tumse pyaar huaaa hmmmm kho gaya main khyaalon mein ab neend bhi nahin aankhon mein karwaten bas badaltaa hoon ab jaagtaa hoon main raaton mein ab doori naa sehni har lamhaa kehtaa hai naa jaane haal mera aisa kyun rehtaa hai main deewana tera ban gaya jaane jaana main fasaana tera ban gaya jaane jaana haseena gori gori churaaye chori chori churaaye dil chori chori chori chori chori dil ko tum se pyaar huaaa pehli baar hua tumse pyaar huaaa main bhi aashique yaar hua pehli baar hua tumse pyaar huaaa aarzoo hai mere sapnon ki baitha rahoon teri baahon mein sirf tu mujhe chaahe
tara ra rara rara ra tara ra rara rara ra lala ra rara rara ra lala rara ra dil kya hai ek sheesha hai sheeshe mein ek tasveer hai tasveer pe likha hai tera naam tujhe salaam dil kya hai ek sheesha hai sheeshe mein ek tasveer hai tasveer pe likha hai tera naam tujhe salaam sun rahe hain log ye dastaan dil thaam ke sun rahe hain log ye dastaan dil thaam ke naam mera jud gaya saath tere naam ke iss pyaar mein hum ho gaye badnam tujhe salaam are dil kya hai ek sheesha hai sheeshe mein ek tasveer hai tasveer pe likha hai tera naam tujhe salaam aaj iss duniya ki sab hum ne rasmein tod di hooo aaj iss duniya ki sab hum ne rasmein tod di ek wada kar liya saari kasmen tod di ankhon ne dil ko de diya paigam tujhe salaam dil kya hai ek sheesha hai sheeshe mein ek tasveer hai tasveer pe likha hai tera naam tujhe salaam tujhe salaam zindagi bhar ke liye ye mohabbat kam na ho zindagi bhar ke liye ye mohabbat kam na ho dil lagaaye wo jise jaan ka bhi ghum na ho har ek ke bas ke
dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye oonchee oonchee deewaaron see iss duniyaa ki rasmein naa kuchh tere bas mein julie naa kuchh mere bas mein dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye jaise parbat pe ghataa jhukti hai jaise saagar se lehar uthti hai aise kisi chehre pe nigaah rukti hai jaise parbat pe ghataa jhukti hai jaise saagar se lehar uthti hai aise kisi chehre pe nigaah rukti hai hoooo rok nahin saktee nazron ko duniyaa bhar ki rasmein naa kuchh tere bas mein julie naa kuchh mere bas mein dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye aa main teri yaad mein sab ko bhulaa doon duniyaa ko teri tasveer banaa doon meraa bas chale to dil cheer ke dikhaa doon aa main teri yaad mein sab ko bhulaa doon duniyaa ko teri tasveer banaa doon meraa bas chale to dil cheer ke dikhaa doon hoooo daud rahaa hai saath
aa dil kya mehfil hai tere kadmon mein aa dil kya mehfil hai tere duniyaan ki bahaare tere liye chaand sitaare tere liye jaane adaa ho ho ho jaane adaa jaane wafaa tujhpe main fida ho ho ho jaane wafaa tujhpe main fida ho hooo aa dil kya mehfil hai tere kadmon mein aa dil kya mehfil hai tere duniyaaan ki bahaare tere liye chaand sitaare tere liye jaane adaa ho ho ho jaane adaa jaane wafaa tujhpe main fida ho ho ho jaane wafaa tujhpe main fida ho hooo aa dil kya mehfil hai tere kadmon mein aaaa
dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se aankh kuchh aisi ladi naukari karni padi aankh kuchh aisi ladi naukari karni padi aa gaye baaton mein hum dil mein chhuti phooljhadi dil mein chhuti phooljhadi haaye hum to phans gaye ghabraa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se dil to pehle de diya dil ko apne ro chuke dil to pehle de diya dil ko apne ro chuke paas jo poonji bachi haaye wo bhi kho chuke haaye wo bhi kho chuke hum to apne haal par sharmaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se
dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe baad muddat ke mile to kis tarah dekha idhar baad muddat ke mile to kis tarah dekha idhar jis tarah ik ajnabi par ajnabi daale nazar aapne ye bhi na socha dosti kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe pehle pehle aap hi apna bana baithe humein pehle pehle aap hi apna bana baithe humein phir na jaane kis liye dil se bhula baithe humein ab hua malum humko berukhi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe
dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka uss ke kaajal bina nain kaale aur kaajal lagaa le to kya ho uss ke haathon mein surkhi chaman ki aur mehendi lagaa le to kya ho uss ke kaajal bina nain kaale aur kaajal lagaa le to kya ho uss ke haathon mein surkhi chaman ki aur mehendi lagaa le to kya ho dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka haai mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka jitna gussa kare woh haseena aur nikhre hai uss ki jawaani rang aata
dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gaya dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gaya aaja agar tujhe aana hai aana hai waapas mujhe nahin jaana hai jaana hai mushkil ye vaada nibhaana hai ye soch le saathiya dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gayi aaja agar tujhe aana hai aana hai waapas mujhe nahin jaana hai jaana hai mushkil ye vaada nibhaana hai ye soch le saathiya haal aisa rahega agar hum to deewane ho jaayenge haal aisa rahega agar hum to deewane ho jaayenge humko dhoondegi duniya kahan ik duje mein kho jaayenge bas jo kehna tha keh liya bas jo sunna tha sun liya aaja agar tujhe aana hai aana hai waapas mujhe nahin jaana hai jaana hai mushkil ye vaada nibhaana hai ye soch le saathiya dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gaya mera aanchal zara thaam le apna saajan bana loon tujhe haan mera aanchal zara thaam le apna saajan bana loon tujhe baith jaa tu mere saamne apne dil mein bassa loon tujhe aaj hi
dil lena khel hai dildaar ka hoo bhoole se naam na lo pyaar ka dil lena khel hai dildaar ka hoo bhoole se naam na lo pyaar ka pyaar bhi jhootaa yaar bhi jhootaa dekho mujhko dilwaalo ha khaaya hai dhokha maine yaar kaa hoo dil lena khel hai dildaar ka hoo bhoole se naam na lo pyaar ka pyaar bhi jhootaa yaar bhi jhootaa dekho mujhko dilwaalo ho khaaya hai dhokha maine yaar kaa waadon pe inke na jaana baaton mein inki na aana arre waadon pe inke na jaana baaton mein inki na aana inki mithi baaten ye matvaali aankhein zehar hai pyaar ka hoo dil lena khel hai dildaar ka hoo bhoole se naam na lo pyaar ka pyaar bhi jhootaa yaar bhi jhootaa dekho mujhko dilwaalo ha khaaya hai dhokha maine yaar kaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey inpe jawaani loota do ya zindgaani loota do arre inpe jawaani loota do ya zindgaani loota do arre kuch bhi kar deewane rahenge ye anjaane rona hai bekaar ka huu dil lena khel hai dildaar ka huu bhoole se naam na lo
dil lootne waale jaadugar ab maine tujhe pehchaana hai nazren to utha ke dekh zara tere saamne ye deewana hai ye chaand sitaare dekh naa len mere pyaar ke naazuk bandhan ko aankhon mein chhupa kar rakh loonga iss phool se komal tan mann ko dheere se dheere se kaho ye baat piya jag apna nahin begaana hai nazren to utha ke dekh zara tere saamne ye deewana hai armaan tha tujh ko dekhun main saawan ki nasheeli raaton mein kho jaayen piya hum tum dono inn pyaar ki meethi baaton mein tu saamne tu saamne hai to sab kuchh hai warna ye chaman veerana hai dil lootne waale jaadugar ab maine tujhe pehchaana hai main pyaar ki maala gundhungi aashaaon ki kaliyaan chun chun ke ruthe na kahin mujhse duniyaa ye baat tumhaari sun sun ke armaan bhare armaan bhare dil waalon ne duniyaa ka kaha kab maana hai nazren to utha ke dekh zara tere saamne ye deewana hai dil lootne waale jaadugar ab maine tujhe pehchaana hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai aag dil mein lagi tu bujhaa de naa abhi samaa nahin hai rang jamaa nahin hai abhi samaa nahin hai rang jamaa nahin hai chaar din aur yunhi bitaa de naa dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai ye berukhi kaisi hai chaar din iss zindagi ke ke do din jawaani ke hain wo to aa jaa naa mil ke bitaaen sanam ye dillagi chhodo koi humein gar dekh legaa to darr hai ki duniyaa ki nazron mein aise hi ruswaa na ho jaayen hum kyaa karegi duniyaa jal maregi duniyaa kyaa karegi duniyaa jal maregi duniyaa tu jalan mere dil ki mitaa de naa abhi samaa nahin hai rang jamaa nahin hai abhi samaa nahin hai rang jamaa nahin hai chaar din aur yunhi bitaa de naa dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai aaungi main doli mein saj dhaj ke jab
aaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa dil matwaala laakh sambhaala dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya shokh nazar se dekhne waala shokh nazar se dekhne waala pyaar ka rog laga hi gayaa dil matwaala laakh sambhaala nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana mast nazar se teer chala ke mast nazar se teer chala ke koi humen tadpa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale dekha iss andaaz se tumne dekha iss andaaz se tumne pyaar kisi ko aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale koi kisi ko raaz e muhabbat koi kisi ko raaz e muhabbat aankhon mein samjha hi gaya dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala
dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin zindagi meri ibaadat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin main teri baargahe naaz mein kya pesh karun main teri baargahe naaz mein kya pesh karun meri jholi mein mohabbat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin zindagi meri ibaadat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin aye khuda mujhse naa le mere gunaahon ka hisaab aye khuda mujhse naa le mere gunaahon ka hisaab mere paas ashq e naa daamat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin zindagi meri ibaadat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin wo to mit kar mujhe mil hi gayi raahat warnaa wo to mit kar mujhe mil hi gayi raahat warnaa zindagi ranj o museebat ke siwa kuchh bhi nahin dil mein ab dard e muhabbat ke siwa kuchh bhi nahin
dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale hum aaj apni maut ka saaman le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein ye ye ye ye ulfat ki raah mein mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein wo le chale hai aan to hum jaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka aa aa aa aa kismat ke khel ka manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka karde jo dil ka khoon wo mehmaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale
    Songs Title Film/Album Song Number
Dil Ki Ye Aarzoo Thi Nikaah (1982) 20367
Dil Ko Har Waqt Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 32016
Dil Ko Hazaar Baar Murder (2004) 20368
Dil Ko Laakh Sambhala Ji Guest House (1959) 16246
Dil Ko Na Mere Tadpao Budtameez (1966) 12945
Dil Ko Teri Tasveer Se Dastan (1950) 32072
Dil Ko Tumse Pyaar Hua Rehnaa Hai Terre Dil Mein (2001) 20369
Dil Kya Hai Lava (1984) 32108
Dil Kya Kare Julie (1975) 17908
Dil Kya Mehfil Hai Hum Kisise Kum Naheen (1977) 13351
Dil Laga Kar Aap Se Around The World (1967) 12737
Dil Lagaa Kar Hum Zindagi Aur Maut (1965) 14456
Dil Le Gayi Le Gayi Laat Saheb (1967) 32755
Dil Leke Na Tum Jaano Na Hum (2002) 20371
Dil Lena Khel Hai Zamaane Ko Dikhana Hai (1981) 17895
Dil Lootne Waale Jaadugar Madaari (1959) 13639
Dil Machal Raha Hai Khalifa (1976) 18213
Dil Matwaala (Male) Bewafa (1952) 12890
Dil Mein Ab Dard E Muhabbat Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin Lata Mangeshkar 15977
Dil Mein Chhupa Ke Aan (1953) 12566