MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe dekh rahe hain duniyaa waale kya samjhenge mann ke ye kaale chhod de daaman o matwaale jaane jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe dil main tujhko de jaati hoon meethi yaaden le jaati hoon kal aati hoon phir aati hoon jaane jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe
hmmm hmmm hmmm la lala la lala haaa haaaa haaaa jaane chamannnn jaane bahaaaaar jaane chamannnn jaane bahaaar tu eeeek hai tereee naam hazaar kisse tereeeee hain beshumaar jaane chamannnn jaane bahaaar tu eeeek hai tereee naam hazaaaaar kabhi honthon pe hansi aa jaaye aa jaaye kabhi aankhon pe hayaa chhaa jaaye kabhi zulf teri lehraaye kabhi roop tera sharmaaye kabhi honthon pe hansi aa jaaye aa jaaye kabhi aankhon pe hayaa chhaa jaaye kabhi zulf teri lehraaye kabhi roop tera sharmaaye teri har adaa peee aataa hai pyaaaar jaane chamannnn jaane bahaaaaar tu eeeek hai tereee naam hazaaaaar aayin gayin kayi barsaaten hey hey rahi dil mein hi dil ki baaten badi lambi judaayi ki raaten badi chhoti si ye mulaqaaten aayin gayin kayi barsaaten ho ho rahi dil mein hi dil ki baaten badi lambi judaayi ki raaten badi chhoti si ye mulaqaaten kab tak karunga main intezaar jaane chamannnn jaane bahaaaaar tu eeeek hai tereee naam hazaaaaar
jaane do naa hey paas aao naa hoo ooo jaane do naa hey paas aao naa chhuo naa chhuo naa mujhe chhuo naa chhuo naa dekho chhuo naa chhuo naa chhuo naa hooo oooo paas aao naa jaane do naa aao naa aao naa paas aao naa aao naa dekho aao naa aao naa aao naa hoo ooo jaane do naa paas aao naa hmmmm huuuuuu chhodo kalaayi dekho ro doongi chhodo kalaayi dekho ro doongi jaao main tumse nahin bolungi maan bhi jaao meri baat sanam haathon mein rehne do ye haath sanam chhuo naa chhuo naa mujhe chhuo naa chhuo naa dekho chhuo naa paas aao naa jaane do naa pyaase honthon ki jo kahaani hai pyaase honthon ki jo kahaani hai paas aa ke tumhen sunaani hai ye baaten main naa kar paaungi paas naa aana mar jaaungi aao naa aao naa paas aao naa aao naa dekho aao naa jaane do naa paas aao naa dil jaise karwaten badalta hai dil jaise karwaten badalta hai mera to saara tan jaltaa hai armaan jo dil mein machalte hain tan yun hi jalte pighalte hain chhuo naa chhuo naa mujhe chhuo naa chhuo naa
hooooooooooooo oooooo ooooooo hooooooooooooo oooooo ooooooo ooooooo ooooo ooooo oooooo jaane hum sadak ke logon se ho jaane hum sadak ke logon se mehlon waale kyun jalte hain jaane hum sadak ke logon se mehlon waale kyun jalte hain ye unche mehlon waale bhi ye unche mehlon waale bhi inn sadkon par hi chalte hain jaane hum sadak ke logon se gumnaam hain hum mashhoor hain wo mashhoor hain wo ji mashhoor hain wo iss baat pe kyun magroor hain wo humne unko ye naam diya humne unko ye naam diya jiss naam pe aap machalte hain jaane hum sadak ke logon se mehlon waale kyun jalte hain jaane hum sadak ke logon se ye hanste hain lekin dil mein ye gaate hain par mehfil mein ye hanste hain lekin dil mein ye gaate hain par mehfil mein hum mein inmein hai fark bada hum mein inmein hai fark bada hum jeete hain ye palte hain jaane hum sadak ke logon se mehlon waale kyun jalte hain jaane hum sadak ke logon se achchhe ke bure hum kaise hain hum kaise hain ji hum kaise hain hum jaise
jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhein raat din main yahaan se wahaan jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan o mere humsafar pyaar ki raah par saath chale hum magar kyaa khabar o mere humsafar pyaar ki raah par saath chale hum magar kyaa khabar raaste mein kahin reh gaye humnashin tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan jaane jaan dhoondti phir rahi hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan dil machalne lagaa yoonhi dhalne lagaa rang bharaa pyaar ka ye samaa dil machalne lagaa yoonhi dhalne lagaa rang bharaa pyaar ka ye samaa haath aise mein bas chhod kar chal diye tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan
jaane jaan jaane jaan jaane jaan tujhse bichhad ke main jaaun kahaan jaane jaan jaane jaan jaane jaan tujhse bichhad ke main jaaun kahaan ho ke juda hai saath bhi tu door bhi tu paas bhi jaise zameen se hai ye aasmaan jaane jaan jaane jaan jaane jaan tujhse bichhad ke main jaaun kahaan jaane jaan jaane jaan jaane jaan tujhse bichhad ke main jaaun kahaan tujhse alag ho ke bhi main tujhse alag ho na paaya dharti pe jitna gagan hai utna hi hai tera saaya tujhse alag ho ke bhi main tujhse alag ho na paaya dharti pe jitna gagan hai utna hi hai tera saaya yaaden teri baaten teri din hain tere raaten tere paaun tujhe hi mein jaaun jahaan jaane jaan jaane jaan jaane jaan tujhse bichhad ke main jaaun kahaan jaane jaan jaane jaan jaane jaan tujhse bichhad ke main jaaun kahaan haathon se haath hain chhoote dil se dil chhoote nahin hain riston ke phool abhi tak saakhon se toote nahin hain haathon se haath hain chhoote dil se dil chhoote nahin hain riston ke phool abhi tak
jaane jaana jaao kal phir aana yunhi kisi mod pe mil jaana jaane jaana jaao kal phir aana yunhi kisi mod pe mil jaana ab yaad rakhnaaaaa raah ye dilbarrr loota hai ispee tumne bahaar mein kal tak yahin par aankh bichhaye baitha rahungaaa main intezaar mein jaao karo naa bekal dil raha hai machal baaki baaten hongi kal abhi kya kahun jaane jaana jaao kal phir aana yunhi kisi mod pe mil jaana thodi abhi tooooo nazren jhukaaogiiiii thoda abhi tooooo sharmaaogi tummmm pehla hi din haiii apne milan kaaaa do chaar din meinnnn khul jaaogi tummmm kisi kehte hai pyaar sikhlaaaunga main yaar hoon tumhara taabedaar aage kya kahun jaane jaana jaao kal phir aana yunhi kisi mod pe mil jaana paagal kaho tummmm hans kar mujh ko yaa dil hi mein deewana samjho par ye tumhariiiii kaisi adaa haiiii apne kisi koooo begaana samjhoooo naa samjh mein ho kam naa umr mein ho kam ab tum se sanam main bhi kya kahun jaane jaana jaao kal phir aana yunhi kisi mod pe mil jaana jaane jaana jaao
kitni anjaani soorten le kar lab pe jaane se naam aate hain kis ko maaloom tha muhabbat mein aise aise muqaam aate hain jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jamuna kinaareeeeeee ayeeee eee eeeee eeee jamuna kinaare kabhi bheegi bheegi choli mein saanware ke sang kabhiiiiii saanware ke sang kabhi gopiyon ki toli mein kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen hoooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooooo oooooo raavi ke kinaare jahaaaaaaaaan heer ki saheliyaan poochhti hai raanjhen waaliiiiii pyaar ki paheliyaan kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen neel ke kinaareeeeeeeeee ayeeeee eeee eeeee eeeee
jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi dekhte dekhte kya se kya ho gaya dhadkane reh gayin dil juda ho gaya haaye dil juda ho gaya jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi aaj toota huaaa dil ka ye saaz hai ab wo naghmen kahaan sirf aawaaz hai haaye sirf aawaaz hai jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi ghuttaa rehta naa dum jaan to chhutti kaash kehta koi wo mohabbat na thi haaye wo mohabbat na thi jaane kahaan gayiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi haal kya hai mera aa ke khud dekh jaa ab tere haath hai jeena marna mera haaye jeena marna mera jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi
jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji are jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji koi ulfat ki nazar zara pher de koi ulfat ki nazar zara pher de le le do chaar aane jigar mera pher de le le do chaar aane jigar mera pher de aise nahin chori khulegi taqraar se chalo chalo thaane bataayen jamaadaar se aise nahin chori khulegi
jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mujhko rula rula diya jaati huyi bahaar ne jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai saaya hi apne saath tha saaya hi apne saath hai jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge
jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa dil jo mile gul se khile jaan gaye hum raaz naye dil jo mile gul se khile jaan gaye hum raaz naye tujh se sanam teri kasam seekh liye andaaz naye gayi dil ko uda teri shokh ada mera bas na chala jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa dil hai nadaan raat haseen kaisa sama hai kaisi ghadi dil hai nadaan raat haseen kaisa sama hai kaisi ghadi kaise bujhe dil ki lagi ab to ye mushkil aan padi aisa dard mila nahin jis ki dava tere pyaar ke siva jaane kaisa chhaane laga nasha ye pyaar ka jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa
jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the jab talak aap mere dil ke mehmaan na the dil ke mehmaan na the tum se mehka hai mera viraana kabhi apno ko nahin kehte begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai ho ho ho hmm hmm aa haa haa ha main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya apni aankhon mein mujhe naya aakaash diya naya aakaash diya yehi chhota sa mera afsaana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya yehi to hoga sanam tumne jab pyaar kiya tumne jab pyaar kiya mere paas aao
jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan ajab deewaani bhayi mose anjaani bhayi ajab deewaani bhayi mose anjaani bhayi pal mein paraayi dekho ho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan barsee ye kaisi dhaara kaape tan mann saara barsee ye kaisi dhaara kaape tan mann saara rang se ang bhigo gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan mann ujiyaara chhaaya jag ujiyaara chhaaya mann ujiyaara chhaaya jag ujiyaara chhaaya jagmag deep sanjo gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan
jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo pehle dil ghabraaye phir aisa jaadoo chhaaye dil ko reh naa jaaye dil ki khabar hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein reh jaaye hosh kyun chadti bahaar mein nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein
jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai saari saari raat mujhe kisne jagaaya saari saari raat mujhe kisne jagaaya jaise koi sapna jaise koi saaya koi nahin lagta hai koi mere saath hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai aaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai ghunghat abhi se mera khol raha hai door abhi to piya ki mulaaqat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai neend nahin aati badi lambi raaaaaaat hai
jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai ab na wo pyaar na us pyaar ki yaadein baaki aag yun dil mein lagi kuchh na raha kuchh na bachaa jiski tasveer nigaahon mein liye bhaithi ho main wo dildaar nahin uski hoon khaamosh thika jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai zindagi haske guzarti to bahut achha tha khair haske na sahi roke guzar jaayegi raakh barbaad muhabbat ki bachha rakhi hai baar baar isko jo cheda to bikhar jaayegi jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah ye wo duniyaa hai jahaan pyaar nahin ho sakta jaise baazar ka dastoor tumhein samjhaaun bik gaya jo wo kharidaar nahin ho sakta bik gaya jo wo
jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi raasten hi raasten hai kaisa hai yeh safar dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi bechehra sa koi sapna hai woh kahin nahin hai phir bhi apna hai woh aise mere andar shaamil hai woh main hoon behta dariyaa saahil hai woh hai kahaan woh woh kidhar hai raasten kuchh to bata kaun sa uss ka nagar hai rehguzar kuchh to bata dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi suna sa hai mandir murat nahin khaali hai aaina surat nahin jeene ka jeevan mein kaaran to ho mehke kaise kaliyaan gulshan to ho shamma hai jo mujh mein
hmmmm jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya paayal nahin ghungharoo nahin chham chham kaise ye hone lagi dhundhon mujhe main khone lagi hooo paayal nahin ghungharoo nahin chham chham kaise ye hone lagi dhundhon mujhe main khone lagi hua kya mujhe uyi tauba main naa jaani jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya aisa laga tune piya kincha nazariya ki dor se dhadka mera dil zor zor se hmm aisa laga tune piya kincha nazariya ki dor se dhadka mera dil zor zor se tera naam le ke boli meri jawaani jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm mere balam meri nazar maare sharm ke jhukne lage chalta zamaana rukne lage hmm mere balam meri nazar maare sharm ke jhukne lage chalta zamaana rukne lage aise waqt chhedo koi aisi kahaani jhoom uthi re main
jaane kya soch kar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra ik pal raat bhar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra apni tanhaai kaa auron se na shikva karna apni tanhaai kaa auron se na shikva karna tum akele hi nahin ho sabhi akele hain ye akela safar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra do ghadi jeene ki mohalat to mili hai sab ko do ghadi jeene ki mohalat to mili hai sab ko tum bhi mil jaao ghadi bhar to ye ghum hota hai ik ghadi ka safar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra ik pal raat bhar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra
    Songs Title Film/Album Song Number
Jaane Bhi De Around The World (1967) 12738
Jaane Chaman Jaane Bahaar Dulhan (1974) 18500
Jaane Do Na Saagar (1985) 18028
Jaane Hum Sadak Ke Aasha (1980) 12604
Jaane Jaan Dhoondta Jawani Diwani (1972) 18367
Jaane Jaan Jaane Jaan Zeher (A Love Story) (2005) 20611
Jaane Jaana Jaao Kal Samadhi (1972) 14124
Jaane Kahaan Dekha Hai Biwi Aur Makan (1966) 16074
Jaane Kahaan Gayi Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 13090
Jaane Kahaan Mera Jigar Mr & Mrs 55 (1955) 20613
Jaane Kahan Gaye Mera Naam Joker (1970) 20612
Jaane Kaisa Chhaane Laga Zabak (1961) 32857
Jaane Kaisa Hai Mera Deewana Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 20614
Jaane Kaise Sapnon Mein Anuradha (1960) 12724
Jaane Kya Aaina (1977) 12553
Jaane Kya Baat Hai Asha Bhosle 15020
Jaane Kya Dhoondhati Rehti Shola Aur Shabnam (1961) 14254
Jaane Kya Dhoondta Hai Sur (The Melody of Life) (2002) 17880
Jaane Kya Pilaaya Tune Jugnu (1973) 13467
Jaane Kya Soch Kar Kinara (1977) 20615