MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya iss bahaane doston ka pyaar pehchaana gaya kya hua kya hua kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya kya sunaayen hum kisi ko pyaar ki ye daastaan kya sunaayen hum kisi ko pyaar ki ye daastaan pyaar ki ye daastaan jaan jaane ko hai baaki dil to deewaana gaya kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya unn ka unke ghum ka aye dil ab kare afsos kya unn ka unke ghum ka aye dil ab kare afsos kya ab kare afsos kya jiss ko aana tha wo aaya jiss ko tha jaana gaya kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya unn se milne ki ijaazat ek bas humko nahin hoo unn se milne ki ijaazat ek bas humko nahin ek bas humko nahin unse milne unke ghar har apna begaana gaya hoo kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya iss bahaane doston ka pyaar pehchaana gaya kya hua kya hua kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya
kya hua tera waada wo kasam wo iraada kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada yaad hai mujhko tune kahaa tha tumse nahin roothenge kabhi dil ki taraah se haath mile hain kaise bhala chhutenge kabhi teri baahon mein beeti har shaam bewafa ye bhi kyaa yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada o kehne waale mujh ko farebi kaun farebi hai ye bata wo jisne ghum liya pyaar ki khaatir ya jisne pyaar ko bech diya nasha daulat ka aisa bhi kya ke tujhe kuchh bhi yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada
aaa aa aaaa hmm hmm hmm hmm kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan kaanton mein main khadi nainon ke dwaar pe nis din bahaar ke dekhoon sapne kaanton mein main khadi nainon ke dwaar pe nis din bahaar ke dekhoon sapne chehre ki dhool kya chanda ki chandani utari to reh gayi mukh pe apni kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan jab se mili nazar maathe pe ban gaye bindiyaan nayan tere dekho sajnaa jab se mili nazar maathe pe ban gaye bindiyaan nayan tere dekho sajnaa dhar li jo pyaar se meri kalaayiyaan piyaa teri ungaliyaan ho gayi kangana kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan hoti hai kya ghum ki shaam jal uthe sau diye jab liya tera naam kya jaanoon sajan hoti hai kya
kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya le ke aansoon jo hansi de ghum ke badle jo khushi de raaz ye jaana usi ne zindagi kya hai zindagi kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya kal ki baaten bhool jaa guzri raaten bhool jaa khaab jo sach ho sake naa unki yaaden bhool jaa kal ki baaten bhool jaa guzri raaten bhool jaa khaab jo sach ho sake naa unki yaaden bhool jaa jo naa haare bebasi se naa kare shikwaa kisi se raaz ye jaana usi ne zindagi kya hai zindagi kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya apne dil ka dard ye umr bhar hans kar piye jeena uska jeena hai jo auron ki khaatir jeeye apne dil ka dard ye umr bhar hans kar piye jeena uska jeena hai jo auron ki khaatir jeeye kaam le zindadili se yun hi khele zindagi se raaz ye jaana usi ne zindagi kya hai zindagi kya khabar kya pata kya khushi hai ghum hai kya kya khabar kya pata kya khushi hai ghum
kya khabar thi ki muhabbat mein ye din aate hain jise hum apna banate hain vo tadpaate hain wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar mein pyaar tha pyaar tha wo din kahan gaye bata maine to kuchh kaha nahin jo yun nigaahen pher li maine to kuchh kaha nahin wo raat yaad hai yahi kissa hua tha pyaar ka wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata aankhon mein neend thi magar soye nahin the raat bhar aankhon mein neend thi magar soye nahin the raat bhar dil ko laga hua tha darr haaye savera ho gaya wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar mein pyaar tha pyaar tha wo din kahan gaye bata
kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tareef karoge kab tak bolo kab tak mere seene mein saans rahegi jab tak kab tak main rahoongi mann mein haan mann mein sooraj hoga jab tak neele gagan mein phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai o o o kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tum pyaar se pyaari ho tum jaan humaari ho aa aa o oh oh khush ho na mujhe tum paakar mujhe paakar pyaase dil ko aaj mila hai saagar kya dil mein hai aur tamanna hai tamanna har jeevan mein tum meri hi baalma phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai o o o kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tum pyaar se pyaare ho tum jaan humaari ho tum pyaar se pyaare ho tum jaan humaari ho mm hm hm hm hm hm hmm
kya miliye kya miliye aise logon se jinki fitrat chhupi rahe kya miliye aise logon se jinki fitrat chhupi rahe nakli chehra saamne aaye asli soorat chhupi rahe kya miliye aise logon se jinki fitrat chhupi rahe nakli chehra saamne aaye asli soorat chhupi rahe khud se bhi jo khud ko chhupaye kya unse pehchaan kare kya unke daaman se lipte kya unka armaan kare khud se bhi jo khud ko chhupaye kya unse pehchaan kare kya unke daaman se lipte kya unka armaan kare jinki aadhi niyat ubhare aadhi niyat chhupi rahe nakli chehra saamne aaye asli soorat chhupi rahe dildaari ka dhong racha kar jaal bichhayen baaton ka jeete jee ka rishta keh kar sukh dhoondhe kuchh raaton ka dildaari ka dhong racha kar jaal bichhayen baaton ka jeete jee ka rishta keh kar sukh dhoondhe kuchh raaton ka ruh ki hasrat lab par aaye jism ki hasrat chhupi rahe nakli chehra saamne aaye asli soorat chhupi rahe jinke zulm se dukhi hai janta har basti har gaaon mein daya dharam ki baat karen woh baith ke
bol bol are bol bol bol bol kuchh to bol kya naam hai tera beena nahin nahin teena hey nahin nahin meena are nahin nahin reena mera naam hey hey hey dance with the music romance with the music ho dance with the music romance with the music bol bol hoy bol bol bol bol kuchh to bol kya naam hai tera hoy dabbu nahin nahin chimpu are nahin nahin to chintu hey nahin nahin rishi mera naam hey hey hey dance with the music romance with the music ho dance with the music romance with the music ti ri ye ee ee ye ye ee di aye di ee ra ra re ee di di oo uu di di oo uu di di oo uuuuuu kabhi koi aisa aaye tere jaisa mujhe kahin na mila dekha tune aise haaye jaane kaise dil mera le liya hey dekha tujhe to dil ne kaha ye jaane jaan wohi hai tu aa haa haa duniyaa mein aa ke iss dilrubaa se milne ki thi aarzoo kya naam hai tera beena are nahin ae teena are nahin baba to meena hey nahin nahin reena mera naam hey hey hey dance with the music romance with the music ho dance with the
kya nazaare hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kya sitaare hmmm hmmm hmmm hmmm kya nazaare kya sitaare sab ko hai intezaar sab hain beqaraar tu kab sab dekhegi har kali mein har gali mein dekhegi mera pyaar pyaar ki bahaar tu sab jab dekhegi kya nazaare kya sitaare baadal ambar pe yun hi aata jaata rahega tere reshmi aanchal ki tarah lehraata rahegaa baadal ambar pe yun hi aata jaata rahega tere reshmi aanchal ki tarah lehraata rahegaa kadmon ki dhool chumengi ye phool tu jab sab dekhegi har kali mein har gali mein dekhegi mera pyaar pyaar ki bahaar tu sab jab dekhegi kya nazaare kya sitaare mann mein tu hai aise samaayi jaise nadiyaa mein neend mere nainon ke darpan mein lagi hai yun teri tasveer mann mein tu hai aise samaayi jaise nadiyaa mein neend mere nainon ke darpan mein lagi hai yun teri tasveer apna ye roop ye chhanv dhoop tu jab sab dekhegi kya nazaare kya sitaare sab ko hai intezaar sab hain beqaraar tu kab sab dekhegi kya nazaare kya sitaare hmmm hmmm hmmm
kya teri zulfen hain aahaa kya teri aankhen hain aahaa main jise umr bhar dhoondha kiya wahi hai tu aahaa kya teri baaten hain aahaa kya mulaqaaten hain aahaa dil jise bin mile chaaha kiya wahi hai tu aahaa kya teri zulfen hain ruki ruki dabi dabi saansen uff tauba dil mein mere chubhti huyi nazren uff tauba ruki ruki dabi dabi saansen uff tauba hooooo honth tharaaye nighaahen khud ba khud sharmaa gayin kya teri zulfen hain aahaa kya teri aankhen hain aahaa main jise umr bhar dhoondha kiya wahi hai tu aahaa kya teri baaten hain hoooo ho ho ho ho hooooo hoooo dheere dheere khulne laga raaz e dil mera tune abhi chheda hi kyun saaz e dil mera dheere dheere khulne laga raaz e dil mera haaaannn jab tu hai saath sanam phir koi baat sanam maanta hai dil kahin kya teri baaten hain aahaa kya mulaqaaten hain aahaa dil jise bin mile chaaha kiya wahi hai tu aahaa kya teri zulfen hain kya ho agar baad e sabba aanchal dhalka de aisa na ho ke teri nazar kahin shole bhadkaa de kya
kya toota hai andar andar kya toota hai andar andar aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa kya toota hai andar andar chehra kyun kumlaaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai rang birangi iss mehfil mein rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho bhool bhi jaao paagal logon bhool bhi jaao paagal logon kya khoya kya paaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai kya toota hai andar andar sher kahaan hain khoon hai dil ka sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai dil ke zakhm dikha kar humne dil ke zakhm dikha kar humne mehfil ko garmaaya hai kya toota hai
kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu jab teri taarif karun surtaal mein meet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu jab teri tareef karun surtaal mein meet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu kya tujhpe nazam likhu kalawati mein teri chhavi hai mukhda roop ka darpan tere labon ke rang mein paye maine laliye mann hawa mein udati latt ka swagat karti jai jaiwanti mehka mehka khila khila sa tera rang basanti baal kamar pe jaise pahaadi par ganghor ghatayen megh se naina sawan bhado prem ka rass barsayen teri sohni mohni surat komal kanchan kaaya jaane ghazal kisme se payi tere husn ki chhaya jisme sukhan rageshwari roohe sangeet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu kya tujhpe nazam likhu teri dhaani chunariya lehare jaise madhur bayaar pyaar ka gulshan mehka mehka tujhse jaane bahar teri ek jhalak hai kaafi mujhko jaan se pyari chaal nashili dekh ke teri rafs kare darbaari sar se
bana ke mera muqaddar bigaadne waale jawaab de o mera ghar ujaadne waale kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi aankh mein khaab tere lab pe kahaani teri aankh mein khaab tere lab pe kahaani teri mujhko tadpaati hai din raat nishaani teri kya mujhe toone rulane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi o mujhe bhoolne waale tu kahaan hai aa jaa o mujhe bhoolne waale tu kahaan hai aa jaa kya huyi mujhse khata ye to zara batlaaja ya ye keh de ke dikhane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi
kya zamaana tha ke hum roz mila karte the kya zamaana tha ke hum roz mila karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana jahaan tanhaaiyaan sar phodh ke so jaati hain jahaan tanhaaiyaan sar phodh ke so jaati hain inn makaanon mein ajab log raha karte the inn makaanon mein ajab log raha karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana dekh kar jo humen chupchaap guzar jaata hai dekh kar jo humen chupchaap guzar jaata hai kabhi iss shaqs ko hum pyaar kiya karte the kabhi iss shaqs ko hum pyaar kiya karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana itefaaqaate zamaana bhi ajab hai naasir itefaaqaate zamaana bhi ajab hai naasir aaj wo dekh rahen hain jo suna karte the aaj wo dekh rahen hain jo suna karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana tha ke hum roz mila karte the kya zamaanaaaaaaaaaa
kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai pehle main samjha kuchh aur vaje in baaton ki lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki jaagti rehti hoon main bhi chaand nikalta nahin oh o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai kaise bhuloongi tu yaad hamesha aayega tere jaane se jeena mushkil ho jaayega ab kuchh bhi ho dil pe koi zor to chalta nahin o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai jaise phoolon ke mausam mein ye dil khilte hain premi aise hi kyaa patjhad mein bhi milte hain rut badle duniya badle pyaar badalta nahin ho o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin mm hmm hmm hmm
kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum hasraten ghaayal hain ab to zindagi khaamosh hai hasraten ghaayal hain ab to zindagi khaamosh hai jaane waale khush ho ke jaana hum pade behosh hain ruk gaya carvaan reh gaye bedam kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum chain ik pal bhi naa paaya humne tere pyaar mein chain ik pal bhi naa paaya humne tere pyaar mein hanste hanste loot gaye hum iss bhare baazaar mein ye jahaan beraham kya jeeyenge hum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum
kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kahin machal naa jaaun kahin fisal naa jaaun machal naa jaaun fisal naa jaaun kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil ek main hoon aur bahaaren beshumaar ho naa jaaye aaj aanchal taar taar ek main hoon aur bahaaren beshumaar ho naa jaaye aaj aanchal taar taar dhak se ho jaata hai mera jee jo itraata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil khil gayi hoon apni soorat dekh kar lag naa jaaye mujhko meri hi nazar khil gayi hoon apni soorat dekh kar lag naa jaaye mujhko meri hi nazar ye wo rutt hai jismein apne par khud aa jaata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil zindagi betaab hai mere liye pyaar rangeen khaab hai mere liye zindagi betaab hai mere liye pyaar rangeen khaab hai mere liye sab behak jaate hain jaane kyun jo behkaata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata
kyun yaad aa rahe hain guzare huye zamaane ye dukh bhare fasaane rote huye taraane kisko suna rahe hain kyun yaad aa rahe hain yun muskura rahe hain dekho agar to samjho aansu baha rahe hain yun muskura rahe hain dekho agar to samjho aansu baha rahe hain kyun yaad aa rahe hain guzare huye zamaane kya baat hai na jaane kyun hichakiyon ki lay pe gaate hain ghum ke gaane kya baat hai na jaane kyun hichakiyon ki lay pe gaate hain ghum ke gaane hum bhor ke diye hain hum bhor ke diye hain bhujhate hi ja rahe hain kyun yaad aa rahe hain guzare huye zamaane
kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye aisa nahin ke humko koi bhi khushi nahin lekin ye zindagi to koi zindagi nahin aisa nahin ke humko koi bhi khushi nahin lekin ye zindagi to koi zindagi nahin kyun iske faisle humen manzoor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye paaya tumhen to humko laga tumko kho diya hum dil pe roye aur ye dil hum pe ro diya paaya tumhen to humko laga tumko kho diya hum dil pe roye aur ye dil hum pe ro diya palkon se khaab kyun gire kyun chur ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye
lala lala lala chanda jaa chanda jaa re jaa re chanda jaa chanda jaa re jaa re kaahe aaya hai akela tujhe maanu albela mere piya ko bhi sang le aaaa chanda jaa chanda jaa re jaa re chanda jaa chanda jaa re jaa aa tujhko pehchaan bata doon wo lagtaa hai kaisa nadiyaa mein mukh dekh le apna wo bhi hoga waisa wo jo aaye to bindiyaa sajaa loon kaali kaali ye latt bikhraa loon mera itna sandesaa de aa chanda jaa chanda jaa re jaa re kaahe aaya hai akela tujhe maanu albela mere piya ko bhi sang le aaaa chanda jaa chanda jaa re jaa dekh use kehna meri neendiyaa ho gayi sautan meri mere sang sang bairan wo bhi baat takat hai teri chanda dena tu meri gawaahi hum dono hai pyaar ke raahi bas itna to saath nibhaa chanda jaa chanda jaa re jaa re kaahe aaya hai akela tujhe maanu albela mere piya ko bhi sang le aaaa chanda jaa chanda jaa re jaa re chanda jaa chanda jaa re jaa
    Songs Title Film/Album Song Number
Kya Hua Ek Baat Par Teri Kasam (1982) 18396
Kya Hua Tera Waada Hum Kisise Kum Naheen (1977) 20808
Kya Janoon Sajan Baharon Ke Sapne (1967) 20809
Kya Khabar Kya Pata Saaheb (1985) 18207
Kya Khabar Thi Tarana (1951) 32152
Kya Khoob Lagti Ho Dharmatma (1975) 20810
Kya Miliye Aise Logon Izzat (1968) 13385
Kya Naam Hai Tera Naukar Biwi Ka (1983) 13842
Kya Nazaare Kya Sitaare Jheel Ke Us Paar (1973) 13443
Kya Teri Zulfen Hain Hum Sab Ustad Hain (1965) 13361
Kya Toota Hai Andar Andar Mehdi Hassan 16697
Kya Tujhpe Nazam Likhu Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 32020
Kya Yunhi Ruth Ke Door Ki Awaz (1964) 13174
Kya Zamaana Tha Talat Aziz 18326
Kyaa Yehi Pyaar Hai Rocky (1981) 18192
Kyun Mile Tum Hum Bedard Zamana Kya Jane (1959) 12872
Kyun Mujhe Itni Khushi Anupama (1966) 12064
Kyun Yaad Aa Rahe Anmol Ghadi (1946) 32439
Kyun Zindagi Ki Raah Saath Saath (1982) 14090
La La La La Chanda Jaa Man Mauji (1962) 13679