MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge na jaane mujhe kyun yakeen ho chala hai mere pyaar ko tum mitaa na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon tadapta mujhe har taraf paaoge tum shamma jo jalaayi hai meri wafaa ne bhujha na bhi chaaho bhujhaa na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aaya jo mera to bechain ho ho ke dil tham loge to bechain ho ho ke dil tham loge nighaahon mein chhayega ghum ka andhera kisi ne jo poochha sabab aansuon ka batana bhi chaahon bata na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se
mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum main ik din laut ke aaunga main ik din laut ke aaunga ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum akeli hogi tum dekho kahin aisa naa ho jaaye akeli hogi tum dekho kahin aisa naa ho jaaye jo ab honton pe hai muskaan wo muskaan kho jaaye jo ab honton pe hai muskaan wo muskaan kho jaaye zara logo se milna tum zara hansna hansaana tum zara logo se milna tum zara hansna hansaana tum magar tum laut ke aaoge ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum agar ladki tumhen koi mile jo khoobsurat ho agar ladki tumhen koi mile jo khoobsurat ho tumhaari dosti ki shaayad usko bhi zururat ho tumhaari dosti ki shaayad usko bhi zururat ho agar wo paas aaye muskuraaye muskuraana tum agar wo paas aaye muskuraaye muskuraana tum magar main laut ke aaunga ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur
mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do mera dil agar koi dil nahin use mere saamne tod do use mere saamne tod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye main ye bhool jaaunga zindagi kabhi muskuraayi thi pyaar mein main ye bhool jaaunga zindagi kabhi muskuraayi thi pyaar mein main ye bhool jaaunga mera dil kabhi khil utha tha bahaar mein jinhen iss jahaan ne bhoola diya mera naam unn mein hi jod do mera naam unn mein hi jod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye tumhen apna kehne ki chaah mein kabhi ho sake na kisi ke hum tumhen apna kehne ki chaah mein kabhi ho sake na kisi ke hum yehi dard mere jigar mein hai mujhe maar daalega bas ye ghum main woh gul hoon jo na khila kabhi mujhe kyun na shaakh se tod do mujhe kyun na shaakh se tod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do
mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta magar mein kya karun bole bina bhi reh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mere khaabon ki sehzaadi jahaan tum muskuraati ho bahaaren kya khizaaon mein hazaron gul khilaati ho tumhen jisne bhi dekha hai zudai seh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta zamaana laakh baadal ban ke chhaa jaaye nighahon par muhabbat kaa ujaala failtaa jaayega raahon par muhabbat chaand aisa hai kabhi jo keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta
mujhe tumse muhabbat hai deewangi ki had tak deewana mujhe banao naa deewangi ki had tak aye sanam mujhse poochho kitni chaahat huyi hai aye sanam mujhse poochho kitni chaahat huyi hai mujhe tumse muhabbat hai deewangi ki had tak deewana mujhe banao naa deewangi ki had tak aye sanam mujhse poochho kitni chaahat huyi hai aye sanam mujhse poochho kitni chaahat huyi hai mujhe tumse muhabbat hai deewangi ki had tak deewana mujhe banao naa deewangi ki had tak ye khel nahin hai dil kisi se lagana tum dil ko laga ke mujhe bhool naa jana ye khel nahin hai dil kisi se lagana tum dil ko laga ke mujhe bhool naa jana aye sanam mujhse poochho kitni ulfat huyi hai aye sanam mujhse poochho kitni ulfat huyi hai mujhe tumse muhabbat hai deewangi ki had tak deewana mujhe banao naa deewangi ki had tak kyun chain mera ab khone laga hai tumhen kya bataun kya hone laga hai kyun chain mera ab khone laga hai tumhen kya bataun kya hone laga hai aye sanam mujhse poochho kaisi haalat huyi
nazar jab uthayi duwa ban gayi nazar jab jhukaayi ada ban gayi nazar jab milayi wafa ban gayi nazar jab churayi kaza ban gayi mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke huya dil mein ik ujala tere dekhne ke sadke mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke tere nain pyare pyare meri raah ke sitare haay tere nain pyare pyare meri raah ke sitare koi dil ko haar baitha hum zindagi ko haare koi dil ko haar baitha hum zindagi ko haare mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke teri har nazar jawan hai teri har nazar haseen hai haye haye teri har nazar jawan hai teri har nazar haseen hai tujhe jab se maine dekha mujhe chain hi nahin hai tujhe jab se maine dekha mujhe chain hi nahin hai mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala
mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jab tum mujhse door rehte ho jiya mera ghabraata hai neend aankhon se udd jaati hai chaand agan barsaata hai dono pehlu jal jaata hain aag mein aag lagaata hai jaise tadpe bin jal machchhali pyaar mujhe tadpaata hai pyaar mujhe tadpaata hai iss uljhan se mujhko bacha lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jinn raahon par hans ke chalo tum phool wahaan khil jaate hain dam lene ko jahaan ruko tum madhushaale ban jaate hain tum ko chhoo kar pawan jhakore khushboo le kar jaate hain lekin hum to dekh ke soorat dil thaame reh jaate hain dil thaame reh jaate hain dil se dil
mujhko bhi radha bana le nandlal mujhko bhi radha bana le nandlal mujhko bhi radha o mujhko bhi radha bana le nandlaal mujhko bhi radha bana le nandlal jashoda ke angana mein dungi buhaari teri muraliya ko dungi naa gaali matki luta dungi maakhan ki saari matki luta dungi maakhan ki saari jamuna kinaare jamuna kinaare rakhungi saja ke kaaya kaa kesariya thaal hoo oo kaaya kaa kesariya thaal hoo oo mujhko bhi radha mujhko bhi radha bana le na nandlal mujhko bhi radha bana le nandlal charnon se tere lipat ke rahungi tera diya har sukh dukh sahungi chhaliye tujhe kabhi kuchh naa kahungi chhaliye tujhe kabhi kuchh naa kahungi bansi bajaiya aaaa bansi bajaiya o re kanhaiya mujhko bhi kar de nihaal hoo oo mujhko bhi kar de nihaal hoo oo mujhko bhi radha mujhko bhi radha bana le nandlal mujhko bhi radha bana le nandlal mujhko bhi radha bana le nandlal mujhko bhi radha bana le nandlal mujhko bhi radha bana le nandlal
mujhko is raat ki tanhaayi mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jis ki aawaaz rula de mujhe woh saaz na do woh saaz na do aawaaz na do roshni ho na saki dil bhi jalaya maine tum ko bhoola bhi nahin laakh bhulaya maine main pareshan hoon mujhe aur pareshan na karo aawaaz na do iss kadar jaldi kiya mujh se kanara tumne koi bhatkega akela ye na socha tumne chhup gaye ho to mujhe yaad bhi aaya na karo aawaaz na do mujhko is raat ki tanhaayi mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jis ki aawaaz rula de mujhe woh saaz na do woh saaz na do aawaaz na do
mujhko sanam tere pyaar ne jeena sikha diya aaaaa teri kasam teri yaad ne sab kuchh bhula diya aaaa mujhko sanam tere pyaar ne jeena sikha diya hoo teri kasam teri yaad ne sab kuchh bhula diya mujhko sanam tere pyaar ne dil jo mile to hum naye sapnon mein kho aaaaaa dil jo mile to hum naye sapnon mein kho gaye sare jahan ko chhod ke hum tere ho gaye ho oo meethi nazar se dekh ke yun muskura diya haaa teri kasam teri yaad ne sab kuchh bhula diya mujhko sanam tere pyaar ne tujhko khabar hai bekhabar jo mera haal hai ooo ab main hoon aur har ghadi tera khayal hai tere khayaal ke siwa sab kuchh luta diya hoo teri kasam teri yaad ne sab kuchh bhula diya mujhko sanam tere pyaar ne jeena sikha diya
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya tum jo mere dil mein hanse dil ka kamal dekho khil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye bheegati huyi fizaaa baras rahi hai chaandani taaron ne mil ke chhed di madhur milan ki raagani le ke qaraar aaya hai pyaar kya hai agar mera dil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa jis pe chal rahen hain hum hai pyaar ka ye raastaa chaand aur sitaaron kaa bahaar ka ye raastaa le ke qaraar aaya hai pyaar kya hai agar mera dil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa mere suhaane khawaab si tum mere saamne raho aise haseen raat hai dil ye kahe sehar naa ho le ke qaraar aaya hai pyaar kya hai agar mera dil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya tum jo mere dil mein hanse dil ka kamal dekho khil gaya mujhko tum jo mile ye jahaan mil gaya
mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin jab mere bachpan ke din the chaand mein pariyaan rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek ye din jab apnon ne bhi hum se naata tod liya ek wo din jab ped ki shaakhen bojh humara sehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek ye din jab saari sadke roothi roothi lagti hain ek wo din jab aao khelen saari galiyaan kehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek ye din jab jaagi raaten deewaron ko takkti hain ek wo din jab shaamon ki bhi palken bojhal rehti thin mujhko yakeen hain sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo kaa ek ye din jab laakhon ghum aur akaal pada hai aansoo
mujhpe ilzaam e bewafaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai usne hai thaani zulm dhaane ki mujh mein himmat hai ghum uthane ki khush hoon aye dil tujhe mitaane ki mitaane ki aaj usne kasam to khaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai tu hua dil se kab juda keh de mujhse kyun ho gaya khafaa keh de tu hi insaaf se zara keh de zara keh de kisne shart e wafaa bhulaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai hai gawaara tera sitam mujhko har jafaa hai teri karam mujhko jaan jaaye nahin hai ghum mujhko jab muhabbat pe baat aayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai
mujhse bhala ye kaajal teraa mujhse bhala ye kaajal teraa nain base din rain ni soniye ni soniye ho chhod bedardi aanchal meraa chhod bedardi aanchal meraa ho gayee main bechain we soniyaa we soniyaa naam ki tu hai meri sajniyaa naam ka main hoon teraa piyaa reshami lat se khele ye gajraa door se tarse meraa jiyaa naa naa haan haan taubaa taubaa kaisi naam hai premi paagal teraa to sang laage nain we soniyaa we soniyaa ho mujhse bhala ye kaajal teraa nain base din rain ni soniye prem gali mein hogaa na balamaa tujhsaa deewaana aur koi chain udaana neend churaana seekhe ye tujhse chor koi naa naa haan haan gori kyaa hai sainyaa aap hoon main to ghaayal teraa tadpoon saari rain ni soniye ni soniye haan chhod bedardi aanchal meraa ho gayee main be chain we soniyaa we soniyaa chaahe pawan ho chaahe kiran ho chhoone na doongaa teraa badan jaltaa hai mann to mann mein chhupaa ke rakh le mujhe tu mere sajan naa naa haan haan raani kyaa hai raja roop barastaa baadal teraa
mujhse bichhad ke khush rahte ho mujhse bichhad ke khush rahte ho meri taraah tum bhi jhoothe ho meri taraah tum bhi jhoothe ho mujhse bichhad ke khush rahte ho ik tehani pe chaand tika tha ik tehani pe chaand tika tha main ye samjha tum baithe ho main ye samjha tum baithe ho main ye samjha tum baithe ho ujale ujale phool khile the ujale ujale phool khile the bilkul jaise tum hanste ho bilkul jaise tum hanste ho bilkul jaise tum hanste ho mujhko shaam bata deti hai mujhko shaam bata deti hai tum kaise kapde pehne ho tum kaise kapde pehne ho tum kaise kapde pehne ho tum tanhaa duniyaa se ladoge tum tanhaa duniyaa se ladoge bachchon si baatein karte ho bachchon si baatein karte ho bachchon si baatein karte ho mujhse bichhad ke khush rahte ho meri taraah tum bhi jhoothe ho meri taraah tum bhi jhoothe ho mujhse bichhad ke khush rahte ho
mujhse juda ho kar tumhen door jaana hai mujhse juda ho kar tumhen door jaana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai saathiya sang rahega tera pyaar saathiya rang laayega intezaar tumse juda ho kar mujhe door jaana hai tumse juda ho kar mujhe door jaana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai saathiya sang rahega tera pyaar saathiya rang laayega intezaar main hoon teri sajni saajan hai tu mera tu baandh ke aaya mere pyaar ka sehra chehre se ab tere hatti nahin ankhiyaan tera naam le le kar chheden mujhe sakhiyaan sakhiyon se ab mujhko peechhaa chhudana hai sakhiyon se ab mujhko peechhaa chhudana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai saathiya sang rahega tera pyaar saathiya rang laayega intezaar mere tasavvur mein tum roz aati ho chupke se tum aa kar mera ghar sajaati ho sajni bada pyaara ye roop hai tera gajre ki khushboo se mehka hai ghar mera aankhon se ab teri kaajal churana hai aankhon se ab teri kaajal churana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai
dil ki lagi hai kya ye kabhi dil lagaa ke dekh aansun bahaa ke dekh kabhi muskuraa ke dekh parwaana jal raha hai magar jal raha hai kyun parwaana jal raha hai magar jal raha hai kyun ye raaz jaananna hai to khud ko jala ke dekh mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai ik shola hai jo seene mein chhupaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh daag e dil daag e jigar daag e tamanna le kar daag e dil daag e jigar daag e tamanna le kar maine veeran bahaaron ko sajaa rakha hai maine veeran bahaaron ko sajaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh hai zamaana jise betaab mitaane ke liye hai zamaana jise betaab mitaane ke liye maine uss yaad ko seene se lagaa rakha hai maine uss yaad ko seene se lagaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh dekhne waaleeeee dekhne waale mujhe dard e muhabbat ki kasam dekhne waale
mujhse yun rooth kar tum kyun door ja rahe ho dil to mera diya hai kyun use bujha rahe ho mujhse yun rooth kar tum aawaaz de rahe hain aakhon ka hai ishaara tere bina oo saajan mera kahan guzaara barbaad mujhko kar ke duniya basa rahe ho dil to mera diya hai kyun use bujha rahe ho mujhse yun rooth kar tum koi mujhe bata de kab aayega sawera ujda mera chaman hai koi nahin basera yun loot kar kisi ke dil ko rula rahe ho mujhse yun rooth kar tum kyun door ja rahe ho dil to mera diya hai kyun use bujha rahe ho dil to mera diya hai kyun use bujha rahe ho mujhse yun rooth kar tum
mugaththil mugam paarkkalaam mugaththil mugam paarkkalaam viral nagaththil pavazhaththin niram paarkkalaam mugaththil mugam paarkkalaam viral nagaththil pavazhaththin niram paarkkalaam mugaththil mugam paarkkalaam vaguththa karunkuzhalai mazhai mughil ena chonnaal aaah aa aa aa yee aa aa aa vaguththa karunkuzhalai mazhai mughil ena chonnaal malarinai idhazhodu inai saerkkalaam en mun valaindhu ilam thendralil midhandhu varum kaigalil valaiyalin isai kaetkalaam valaindhu ilam thendralil midhandhu varum kaigalil valaiyalin isai kaetkalaam maanae un mugaththil mugam paarkkalaam igaththil irukkum sugam eththanai aanaalum iruvarkkum podhuvaakkalaam anbae igaththil irukkum sugam eththanai aanalum iruvarkkum podhuvaakkalaam anbae adhan ennikkai virivaakkalaam kaadhal agaththinil alai modhum aasaiyile inbam agaththinil alai modhum aasaiyile inbam aayiram uruvaakkalaam inbam aayiram uruvaakkalaam ilamai pongum angam sindhum azhagil thangam mangum nilaiyai ingu thannai
ku mukku meeda kopam nee mukanike andam na bunnga mooti sandam nee mundari kalla bandam hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm mukku meeda kopam nee mukanike andam na bunnga mooti sandam nee mundari kalla bandam adapa thadapa iddaru aligithena andam adapa thadapa iddaru aligithena andam alakateere kalisede andamaina bandam alakateere kalisede andamaina bandam haan mukku meeda kopam nee mukanike andam na bunnga mooti sandam nee mundari kalla bandam chinnadani buggalku siggoste andam chinnadani buggalku siggoste andam buggamida chitkesi daggaroste bandam ah buggamida chitkesi daggaroste bandam aye mukku meeda kopam nee mukanike andam na bunnga mooti sandam nee mundari kalla bandam eedochinna pillaku joodunte andam eedochinna pillaku joodunte andam edu jodu kudirinaka moodu mulle bandam edu jodu kudirinaka moodu mulle bandam hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm mukku meeda kopam nee mukanike andam na bunnga mooti sandam nee mundari kalla bandam thalli godaariki elluvaste andam
    Songs Title Film/Album Song Number
Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Mehdi Hassan 15981
Mujhe Tum Yaad Karna Mashaal (1984) 20986
Mujhe Tumse Kuchh Bhi Naa Chaahiye Kanhaiya (1959) 12135
Mujhe Tumse Muhabbat Bachpan (1963) 31075
Mujhe Tumse Muhabbat Hai Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004) 20987
Mujhe Tune Maar Dala Naina (1973) 35856
Mujhko Apne Gale Laga Lo Hamrahi (1963) 11874
Mujhko Bhi Radha Bana Le Nandlal Ankahee (1985) 36193
Mujhko Is Raat Ki Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) 20989
Mujhko Sanam Tere Pyaar Ne Flying Rani (1959) 35965
Mujhko Tum Jo Mile Detective (1958) 12105
Mujhko Yakeen Hain Jagjit Singh 18476
Mujhpe Ilzaam E Bewafaayi Yasmin (1955) 14423
Mujhse Bhala Yeh Kajal The Train (1970) 18056
Mujhse Bichhad Ke Khush Rahte Ho Jagjit Singh 11332
Mujhse Juda Hokar Hum Aapke Hain Koun (1994) 20991
Mujhse Mat Poochh Anarkali (1953) 12675
Mujhse Yun Rooth Kar Mukesh 32040
Mukathil Mugam Parakkum Thanga Padhumai (1959) 32391
Mukku Meedha Kopam Mooga Manasulu (1964) 16356