MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

ayeeeeee phansa hmmm hmm are are are uska chhuta ghar baar sansaar jo kar ke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa ayeeeeee phansa uska chhuta ghar baar sansaar jo kar ke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa aye aye aye ayee phansa la lala lala la lala lala lala lala lala lala ye ek saal bachpan aur jawaani ke beech ka bada bura hota hai ye ek saal naujawaanon ka naadaanon ka deewaanon ka ye ek saal bachpan aur jawaani ke beech ka bada bura hota hai aashique ka ho gaya naam badnaam hua anjaam suboh shaam zamaana hansa hansa hansa ha ha ha ha ha ha ayeeeeee phansa uska chhuta ghar baar sansaar jo kar ke pyaar yaar kisi ke dil mein basa basa basa aye aye aye ayee phansa bacha ke aankh panchhi pinjra le ke udd jaaye to shaayad jaan bach jaaye bacha ke aankh kisi jharokhe se kisi mauke se kabhi dhoke se bacha ke aankh panchhi pinjra le ke udd jaaye to shaayad jaan bach jaaye jeena hua dushwaar dildaar ke laga aar paar teer kisi ne kasa kasa kasa aye aye aye
e amar guru dokkhina guru ke janai pronam jar shubho kamonay ami e sur pelam e amar guru dokkhina guru ke janai pronam jar shubho kamonay ami e sur pelam e amar guru dokkhina phul to hajar phote shakhay shakhay sabai to debotar parash na pay phul to hajar phote shakhay shakhay sabai to debotar parash na pay tomar ashishe dhonno holam tomar ashishe ami dhonno holam e amar guru dokkhina guru ke janai pronam jar shubho kamonay ami e sur pelam e amar guru dokkhina bidhata diyechhe swar tumi dile sur sne ho bhara mamotay badha holo dur bidhata diyechhe swar tumi dile sur sne ho bhara mamotay badha holo dur sabakar padarenu mathay nilam sabakar padarenu mathay nilam e amar guru dokkhina
ae dil e nadaan ae dil e nadaan aarzoo kya hai justju kya hai ae dil e nadaan ae dil e nadaan aarzoo kya hai justju kya hai hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ae dil e nadaan hum bhatakte hain kyun bhatakte hain dashto sehra mein aisa lagta hai mauj pyaasi hai apne dariyaa mein kaisi uljhan hai kyun ye uljhan hai ek saaya saa rubaroo kya hai ae dil e nadaan ae dil e nadaan aarzoo kya hai justju kya hai kya qayaamat hai kya museebat hai keh nahin sakte kis ka armaan hai zindagi jaise khoyi khoyi hai hairaan hairaan hai ye zameen chup hai aasmaan chup hai phir ye dhadkan si chaarsoo kya hai ae dil e nadaan ae dil e nadaan ae dil e nadaan aisi raahon mein kitne kaante hain aarzoon ne aarzoon ne har kisi dil ko dard baante hain kitne ghaayal hain kitne bismil hain is khudayee mein ek tuu kyaa hai ek tuu kyaa hai ek tuu kyaa hai ae dil e nadaan
aaaaa haa haa haa haa haa haa aaaaa haa haa haa haa haa haa aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai masti bhara tarana kyun raat ga rahi hai aankhon mein neend aa kar kyun door ja rahi hai masti bhara tarana kyun raat ga rahi hai aankhon mein neend aa kar kyun door ja rahi hai dil mein koi sitamgar armaan jaga gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai betaab ho raha hai ye dil machal machal ke shaayad ye raat beete karvat badal badal ke lal lal la lal lal la lal lal la lal lal la betaab ho raha hai ye dil machal machal ke shaayad ye raat beete karvat badal badal ke aye dil zara sambhal ja shaayad wo aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar
hooooo ooo hoooo ooo heyyy hey hey hoooo ooo ooo oo ae haseenon nazneenon ae haseenon nazneenon main aa gaya hoon to dil sambhalo ban ke badal aasma pe ban ke badal aasma pe main chha gaya hoon to dil sambhalo ae haseenon nazneenon gulshan gulshan mehfil mehfil mere charche aam hain charche aam hain shayar aashiq deewana yeh saare mere naam hain mere naam hain aapne baat ye aazmayi nahin unko phir raat bhar neend aayi nahin jinko apni ek gazal main jinko apni ek gazal main suna gaya hoon to dil sambhalo ae haseenon nazneenon phir main aana chhahun to hargiz na aane dijiye na aane dijiye ab main jana chhahun to mujhko na jane dijiye najane dijiye kyunki johra jabeenon ka dil tod ke jab gaya hoon main mehfil koi chhod ke sab ke dil mein yaad apni hay sab ke dil mein yaad apni basa gaya hoon to dil sambhalo ae haseenon nazneenon
ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal kahe dariyaa ka paani kal kal tujhe aas milan ki pal pal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal kahe dariyaa ka paani kal kal tujhe aas milan ki pal pal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ruk na saku main daudi aaun phir kuchh soch ke main ghabraun ruk na saku main daudi aaun phir kuchh soch ke main ghabraun ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal tune ye kaisa jaadu kiya hai bin dor ke mujhe baandh diya hai tune ye kaisa jaadu kiya hai bin dor ke mujhe baandh diya hai ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal kathputli si naach rahi hoon kaise kahun tujhe dhoondh rahi hoon kathputli si naach rahi hoon kaise kahun tujhe dhoondh rahi hoon ae
ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ye pyaar ke nagme ye mohabbat ke taraane tujhko bade armaan se aaya hoon sunaane umeed mere dil ki kahin toot na jaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye saaz e dil e khamosh mein ek soz jaga de tu bhi meri awaaz mein awaaz mila de aaya hoon tere dar pe badi aas lagaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae shama tu aaja zara chilman se nikal ke hasrat hai ke reh jaaun teri aag mein jal ke parwaana wo kya tujhpe jo mit kar na dikhaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye
ae husn e bekhabar tujhe takne ko ik nazar jhukta to hoga roz tere ghar pe maahetaab ae jaan e chaman ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa dar hai kahin ye paani bhi ban jaaye na sharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke hoga bhari bahaar mein phoolon ka jee kharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tujhko banane wala bhi sau koshishen kare tujhko banane wala bhi sau koshishen kare la na sakega dhoond ke tera koi jawaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise
ae ji dil par hua aisa jadoo tabiyat tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se ke haalat haalat badal badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se haalat badal badal gayi kal tak humara naa poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha kal tak humara naa poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha usne jo dekha to hasrat nikal gayi sunn pyaare sunn pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se haalat badal badal gayi kaisi hai ulfat ki dillagi ye humnasheen wo ho gayi meri aur use khabar nahin kaisi hai ulfat ki dillagi ye humnasheen wo ho gayi meri aur use khabar nahin zaalim muhabbat bhi kya chaal chal gayi sunn pyaare sunn pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se re haalat badal badal gayi milti hai aahat si pyaare uss ke paanv ki dil mein chamakti hai
ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal chal jahan ghum ke maare na hon jhooti asha ke taare na hon chal jahan ghum ke maare na hon jhooti asha ke taare na hon jhooti asha ke taare na hon in baharon se kya fayada jisme dil ki kali jal gayi zakham phir se hara ho gaya ae mere dil kahin aur chal chaar aansu koi ro diya pher ke munh koi chal diya chaar aansu koi ro diya pher ke munh koi chal diya pher ke munh koi chal diya lut raha tha kisi ka jahan dekhti reh gayi ye zameen chup raha beraham aasaman ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal
na ro tu yahaan aise pagla kahin ka museebat ko apne gale se laga le tere ghum ki duniyaan tujhe de gaye hain yahaan se wahaan rooth kar jaane waale ae mere dil yahaan tu akela nahin aur bhi hain bahut ghum ke maare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin aur bhi hain bahut ghum ke maare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin har kadam par yahaan aur har mod par ghum ki ek daastaan keh rahi har nazar keh rahi har nazar kitni bechainiyaan reh ke khaamosh bhi de rahi hain sada bin pukaare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin pyaar jisne kiya usko paagal kaha apni duniyaan mein ye zulm hota raha zulm hota raha sainkadon baar ye khel khela gaya saikadon baar aise nazaare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin aise insaan bhi maine dekhe kayi maut jinke liyeee zindagi ban gayi jinki aahon se hain goonjati ye fiza jinke aansoo gagan ke sitaare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin aur bhi hain bahut ghum ke maare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin
aaaa aaaa ae mere watan ke logo tum khoob laga lo naara ye shubh din hai hum sabka lehra lo tiranga pyaara par mat bhoolo seema par veeron ne hai pran gavaaye kuch yaad unhe bhi kar lo kuch yaad unhe bhi kar lo jo laut ke ghar na aaye jo laut ke ghar na aaye ae mere watan ke logo zara aankh mein bhar lo paani jo shaheed hue hain unki zara yaad karo qurbaani ae mere watan ke logo zara aankh mein bhar lo paani jo shaheed hue hain unki zara yaad karo qurbaani tum bhool na jaao unko isliye suno ye kahani jo shaheed hue hain unki zara yaad karo qurbaani jab ghayal hua himalaya khatre mein padi aazadi jab tak thi saans lade wo jab tak thi saans lade wo phir apni laash bichcha di sangin pe dhar kar maatha so gaye amar balidaani jo shaheed hue hain unki zara yaad karo qurbaani koi sikh koi jaat maratha koi sikh koi jaat maratha koi gurkha koi madrasi koi gurkha koi madrasi sarhad par marne walaa sarhad par marne walaa har veer tha bharat waasi jo khoon gira parvat par wo
ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi tu mere saath reh kar bhi kyun door hai is liye ke tujhe khud ye manjoor hai tu mere saath reh kar bhi kyun door hai is liye ke tujhe khud ye manjoor hai main tere paas hoon main tere paas thi main wohi hoon wohi hoon wohi ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi dil mein padti to hain teri parchhayian door hoti nahin phir bhi tanhaayian dil mein padti to hain teri parchhayian door hoti nahin phir bhi tanhaayian dil ke aayine mein jhaank kar dekh le main wohi hoon wohi hoon wohi hii ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi tu wohi hai jo mere
hmm hmm hmm hmm hmm hooooooo oooooooo oye oye oye oye oye oye hoooo ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan ye shokhiyan ye baankpan jo tujh mein hai kahin nahin ye shokhiyan ye baankpan jo tujh mein hai kahin nahin dilon ko jeetne ka fun jo tujh mein hai kahin nahin main teri main teri aankhon mein paa gaya do jahaan main teri main teri aankhon mein paa gaya do jahaan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan tu meethe bol jaaneman jo muskuraa ke bol de tu meethe bol jaaneman jo muskuraa ke bol de to dhadkano mein aaj bhi sharaabi rang ghol de o sanam o sanam main tera aashiq e jaawidan o sanam o sanam main tera aashiq e jaawidan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan
wafaa ki raah mein aashiq ki id hoti hai khushi manaao muhabbat shaheed hoti hai zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad daulat ki zanjeeron se tu daulat ki zanjeeron se tu rehti hai aazaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad mandir mein masjid mein tu aur tu hi hai imaanon mein murli ki taanon mein tu aur tu hi hai aazaanon mein tere dum se deen dharam ki duniya hai aabaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad pyaar ki aandhi ruk na sakegi nafrat ki deewaaron se khoon e muhabbat ho na sakega khanjar se talwaaron se marr jaate hain aashiq zinda reh jaati hai yaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad aa aa aa aa aa aa ishq bagaawat kar baithe to duniya ka rukh mod de aag laga de mahalon mein aur takhte shaahi chhod de seena taane maut se khele kuch na kare fariyaad zindaabaad zindaabaad zindaabaad
ae oh aa aa oh aahaa ae oh aa aa oh aahaa zara mudke mila aakhein aaya hoon main tere liye zara mudke mila aakhein aaya hoon main tere liye tere liye tere liye ae oh aa aa oh aahaa ae oh aa aa oh aahaa aisa mauka zindagi mein pehli baar aaya hai jaaneman jab kahin dil ko pyaar aaya hai are aisa mauka zindagi mein pehli baar aaya hai jaaneman jab kahin dil ko pyaar aaya hai dil se dil jod ke phir nahin todna ae oh aa aa oh aahaa zara mudke mila aakhein aaya hoon main tere liye mere dil ka faisla jaroor hona hai marke bhi to ab na tujhse door hona hai hey mere dil ka faisla jaroor hona hai marke bhi to ab na tujhse door hona hai jaayegi tu jahan aaunga main wahan ae oh aa aa oh aahaa zara mudke mila aankhein aaya hoon main tere liye tere liye tere liye ae oh aa aa oh aahaa
ae pyase dil bezubaan tujh ko le jaon kahan ae pyase dil bezubaan tujh ko le jaon kahan aa aa aa aag ko aag mein dhaal ke kab tak jee behlaayega ae pyase dil bezubaan ghata jhuki aur hawa chali to humne kisi ko yaad kiya chaahat ke viraane ko unke ghum se aabaad kiya ghata jhuki aur hawa chali to humne kisi ko yaad kiya chaahat ke viraane ko unke ghum se aabaad kiya ae pyase dil bezubaan mausam ki ye mastiyaan aa aa aa aag ko aag mein dhaal ke kab tak jee behlaayega ae pyase dil bezubaan taare nahin angaare hain wo ab chaand bhi jaise jalta hai neend kahaan seene pe koi bhaari kadmon se chalta hai taare nahin angaare hain wo ab chaand bhi jaise jalta hai neend kahaan seene pe koi bhaari kadmon se chalta hai ae pyase dil bezubaan dard hai teri daastaan aa aa aa aag ko aag mein dhaal ke kab tak jee behlaayega ae pyase dil bezubaan kahaan wo din ab kahaan wo raatein tum roothe kismat roothi gair se bhed chhupaane ko hum hanste phirein hansi jhoothi ae pyase dil
ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de itna bataa de kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai auron ko khushi mujhko fakat dard o ranj o ghum duniyaa ko hansi aur mujhe rona diyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai hisse mein sab ke aayin hain hisse mein sab ke aayin hain rangeen bahaarein bad faqtiyaan lekin mujhe sheeshe mein utaarein peete hain peete hain rog roz o shab muzzarraton ki mai main hoon ke sadaa khoon e jigar maine piyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai thaa jin ke dam kadam se ye aabaad aashiyaan wo chehchahaati wo chehchahaati bulbulein jaane gayin kahaan jugnu ki chamak hai na sitaaron ki roshni iss ghup andhere mein hai meri jaan par bani kyaa thi kyaa thi kyaa thi khataa ke jis ki sazaa toone mujhko di kyaa tha kyaa tha gunah ke jis ka badlaa mujhse liyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu
ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi naa main jaanun aarti bandan naa pooja ki reet hai anjaani daras deewani meri paagal preet liye ri maine do nainon ke deepak liye sanjoy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi aasha ke phoolon ki maala saanson ke sangeet inn par phooli chali rijhaane apne mann kaa meet liye ri maine nain dor mein sapne liye piroy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi
ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte baanwari si tu phire kaun hai tera sajan ooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte baadal se tera kya hai kuchh naata oooo baadal se tera kya hai kuchh naata kaahe jhoome naache gaaye kaahe jhoome naache gaaye aaye jab saawan baanwari si tu phire kaun hai tera sajan ooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte mann ke dwaare se chori chupke se oooo mann ke dwaare se chori chupke se sapnon ki tu paayal baandhe sapnon ki tu paayal baandhe guzre chhana nan chhan baanwari si tu phire kaun hai tera sajan ooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ek akeli tu meri saheli tu oooo ek akeli tu meri saheli tu jiss ka koi saathi naahin jiss ka koi saathi naahin uska kya jeevan baanwari si tu phire kaun hai tera sajan hooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ae ri pawan
    Songs Title Film/Album Song Number
Ae Ae Ae Phansa Bobby (1973) 12927
Ae Amaar Guru Dakkhina Kishore Kumar 11330
Ae Dil E Nadaan Razia Sultan (1983) 20164
Ae Dil Mujhe Bata De Bhai Bhai (1956) 20105
Ae Haseenon Nazneenon Shart (1969) 32526
Ae Hawa Babu (1985) 12776
Ae Husn Zara Jaag Mere Mehboob (1963) 13728
Ae Jaan E Chaman Anmol Moti (1969) 12699
Ae Ji Dil Par Hua Aisa Mr & Mrs 55 (1955) 13778
Ae Mere Dil (Female) Daag (1952) 32071
Ae Mere Dil Yahaan Pagla Kahin Ka (1970) 32129
Ae Mere Watan Ke Logo Lata Mangeshkar 16573
Ae Meri Zindagi Tu Nahin Ajnabi Pyar Ka Sapna (1969) 33006
Ae Meri Zohra Jabeen Waqt (1965) 20110
Ae Mohabbat Zindabad Mughal-E-Azam (1960) 20112
Ae Oh Aa Zara Mudke Disco Dancer (1982) 32320
Ae Pyaase Dil Bezubaan Tujhko Le Jaaun Kahaan Begunah (1957) 31109
Ae Qaatib E Taqdeer Meri Behen (1944) 12195
Ae Ri Main To Prem Nau bahar (1952) 13838
Ae Ri Pawan Bemisal (1982) 12878