MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

tum mere main teri tere charan kamal ki pheri janam janam ki teri pujaaran laayi bhar ke tera pyaar salone saiyaan isko karo swikaar tum mere main teri ik praan do tan hai humare jug jug ke hum saathi ik praan do tan hai humare jug jug ke hum saathi sang sang hai aise piya hum jaise diya aur baati asha mili asha mili nayi kaliyaan khili dekho jeevan mein aayi bahaar salone saiyaan isko karo swikaar tum mere main teri dekhi dukh ki wo andhiyaari ghadiyaan jo tu haath se phenke dekhi dukh ki wo andhiyaari ghadiyaan jo tu haath se phenke haathon mein kangnaa khan khan kare mere maathe bindiyaa damke sab dukhde bhule sab dukhde bhule godi mein jhule sapnon ka ye sansaar salone saiyaan isko karo swikaar tum mere main teri
tum meri ho mere siwaa kisi ki nahin khaati ho kasam khaati hoon kasam tum meri ho mere siwaa kisi ki nahin khaati ho kasam khaati hoon kasam main teri hoon tere siwaa kisi ki nahin khaati hoon kasam khaati hoon kasam iltezaa pyaar ki itni hai agar maano tum iltezaa pyaar ki itni hai agar maano tum waasta mera tumhen dil se laga lo mujhko madbhara aaj ka mausam bhi yahi kehta hai ab to inn reshami zulfon mein chhupa lo mujhko tum meri ho mere siwaa kisi ki nahin khaati ho kasam khaati hoon kasam main teri hoon tere siwaa kisi ki nahin khaati hoon kasam khaati hoon kasam ab juda koi tumhen mujhse naa kar paayega ab juda koi tumhen mujhse naa kar paayega aisa baandha hai tumhen pyaar ki inn baahon se pyaar ki raah mein mitt jaaunga chaahat ki kasam poochh lena ye kisi roz inhin raahon se tum meri ho mere siwaa kisi ki nahin khaati ho kasam khaati hoon kasam main teri hoon tere siwaa kisi ki nahin khaati hoon kasam khaati hoon kasam mere waade hain ye paani ki
hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm tum meri zindagi mein kuchh iss tarah se aaye bhula sa khaab jaise sach ho ke muskuraaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye bhooli bisari kitni yaaden aaj gale milne aayi hain anjaane baaghon se chun kar kaliyaan daaman mein laayi hain itne suhaane safar ki kabhi manzil naa aane paayen hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hmmm hmmm kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise hmmm hmmm sach ho ke muskuraaye rukti badhti dil ki dhadkan kehti hai kitne afsaane dil ke saagar kitne gehre dil hi samjhe dil hi jaane aaye samjh mein ye raaz tab jab umr beet jaaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye
tum mile pyaar se mujhe jeena gawaara hua tum huye jo mere mera sab kuchh tumhaara hua tum mile haa aa pyaar se haa aa mujhe jeena gawaara hua aa aa tum huye jo mere mera sab kuchh tumhaara hua zindagi jod di maine teri zindagi se zindagi jod di maine teri zindagi se hum chhupaate rahe tha pyaar humko tujhi se jeevan sanwaara tune hamaara tune hamaara jeevan sanwaara suniyaan se pyaara tu humein tum mile haa aa pyaar se haa aa mujhe jeena gawaara hua aa aa tum huye ho o o jo mile ho o o mera sab kuchh tumhaara hua tere saathi hain hum har baat pe saath denge tere saathi hain hum har baat pe saath denge ye kinaare hain kya toofaan mein sang sang chalenge ye jag saara tujh pe waara tujh pe waara ye jag saara pyaar se pyaara tu humein tum mile haa aa pyaar se haa aa mujhe jeena gawaara hua aa aa tum huye jo mere mera sab kuchh tumhaara hua
tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko mere dil ki mere jazbaat ki keemat kya hai uljhe uljhe se khayaalaat ki keemat kya hai maine kyun pyaar kiya tumne na kyun pyaar kiya in pareshaan sawaalat ki keemat kya hai tum jo ye bhi na bataao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko zindagi sirf muhabbat nahin kuchh aur bhi hai zulfon rukhsaar ki jannat nahin kuchh aur bhi hai bhook aur pyaas ki maari hui iss duniyaa mein ishq hi ek haqeekat nahin kuchh aur bhi hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko maine tumse hi nahin sabse muhabbat ki hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko tumko duniyaa ke ghumon dard se fursat na sahi sabse ulfat sahi mujhse hi muhabbat na sahi main tumhaari hoon yahi mere liye kya kum hai tum mere hoke raho ye meri kismat na sahi aur bhi dil ko jalaao to ye haq hai tumko meri
tum mujhe yun bhula naa paaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi gungunaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum mujhe yun wo bahaaren wo chandani raaten humne ki thin jo pyaar ki baaten wo bahaaren wo chandani raaten humne ki thin jo pyaar ki baaten unn nazaaron ki yaad aayegi jab khayaalon mein mujhko laaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum mujhe yun mere haathon mein tera chehra tha jaise koi gulaab hota hai mere haathon mein tera chehra tha jaise koi gulaab hota hai aur sahaara liya tha baahon kaa wo samaa kiss trah bhulaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum mujhe yun mujhko dekhe bina qaraar naa tha ek aisa bhi daur guzraa hai mujhko dekhe bina qaraar naa tha ek aisa bhi daur guzraa hai jhooth maano to poochh lo dil se main kahunga to ruth jaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi gungunaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum
tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi gungunaaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun beeti baaton ka kuchh khayaal karo kuchh to bolo kuchh hum se baat karo beeti baaton ka kuchh khayaal karo kuchh to bolo kuchh hum se baat karo raaz e dil main tumhein bataa doongi main tumhaari hoon maan jaaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun meri khaamoshiyon ko samjho tum zindagi yaad mein guzaari hai meri khaamoshiyon ko samjho tum zindagi yaad mein guzaari hai main mitti hoon tumhaari chaahat mein aur kitnaa mujhe mittaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun dil hi dil mein tumhin se pyaar kiyaa apne jeevan ko bhi nisaar kiyaa dil hi dil mein tumhin se pyaar kiyaa apne jeevan ko bhi nisaar kiyaa kaun tadpaa tumhaari raahon mein jab ye sochoge jaan jaaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se doli banane chali thi main arthi bani mere haathon se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se kya tha pata chhup jaayega chanda yun ruth ke chakori se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari main tum se haar gayi tum jeete tum mujhse jeet gaye main haari tum mujhse
tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye maut bhi aati nahin aas bhi jaati nahin dil ko ye kya ho gaya koi sheh bhaati nahin loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye ek jaan aur laakh ghum ghut ke reh jaaye naa dam aao tumko dekh len doobti nazron se hum loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye
namaami brahm namaami vishnu namaami maheshwra tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse bheege ghunghat bheege aanchal bheege naina bheege kaajal pran pran tarsee tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse ga re sa ni ni re ma ga pa ma ma re dha pa ga ma pa ma re ga sa ga re ni dha pa ni re pa ma ma re pa ma dha pa ni dha ma re sa ude gandh swar disha disha mein bhed rahe na usha nisha mein bhuwan bhuwan sar se tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse ghungroo thirke aangan aangan ran ran ni ne nupur dhun gun gun swar mridang garje aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa swar mridang garje tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse
aaaaaaaa aaaaaaa heeyyyyyyy aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa maaaa heyyyyyyyyyyy tum nahin ghum nahin sharaab nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin tum nahin ghum nahin ghum nahin ghum nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin aisi tanhaayi kaa jawaab nahin gaahe gaahe isse padhaa kijee dil se behtar koi kitaab nahin dil se behtar koi kitaab nahin jaane kiss kiss ki maut aayi hai jaane kiss kiss ki kiss kiss ki kiss kiss ki kiss kiss ki jaane kiss kissssssss ki maut aayi hai maut aayi hai jaane kiss kiss ki maut aayi hai aaj rookh pe koi naqaab nahin aaj rookh pe koi naqaab nahin aisi tanhaayi kaa jawaab nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin wo karam ungaliyon pe ginte hain wo karam ungaliyon pe ginte hain da ni re saa re ma dha ni sa dha ni pa ga wo karam ungaliyon pe ginte hain zulm ka jinke kuchh hisaab nahin zulm ka jinke kuchh hisaab nahin aisi tanhaayi kaa jawaab nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin
tum ne kisi ki jaan ko jaate hue dekha hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai tum ne kisi ki jaan ko jaate hue dekha hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai kya jaane kis kusoor ki di hain mujhe sazaayein kya jaane kis kusoor ki di hain mujhe sazaayein diwaana kar rahin hain tauba shikan adaayen zulfon mein mun chupa kar zulfon mein mun chupa kar mujh ko lubha rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai tum ne kisi ki jaan ko jaate hue dekha hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai ghabra rahi hai khud bhi bechain ho rahi hai ghabra rahi hai khud bhi bechain ho rahi hai apne hi khoon e dil mein daaman dubo rahi hai bejaan reh gaye hum bejaan reh gaye hum wo muskura rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai tum ne kisi ki
tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai bolo na tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai pyaar kahaan apni kismat mein pyaar kahaan apni kismat mein pyaar ka bas deedaar kiya hai tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai tum ho itne hasin ke tum par laakhon marti hongi haan haan laakhon marti hongi tum ho itne jawaan hazaaron aahen bharti hongi haan haan aahen bharti hongi kis ko kaha tumne apna ban ke rahe kiska sapna sapne to sapne hain aakhir sapne to sapne hain aakhir kis ne inhen saakaar kiya hai tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai maine dekha haal dilon ka dekhe do dil waalen maine dekhe do dil waalen ek dooje ke pyaar pe dono jaan lootane waalen dono jaan lootane waalen pyaar ka saara jahaan dushman dekh saka na unka milan auron ki chhodo apni sunao auron ki chhodo apni sunao tum ne kahaan dil haar diya hai tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin hai kya jaane tumhen khauf e khuda hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin jeene ka hunar sab ko seekhata hai yahi ishq insaan ko insaan banaata hai yahi ishq iss ishq ki tauhin e khata hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin maana hai badi dard bhari ishq ki rooh daad hoti nahin mit kar bhi muhabbat kabhi barbaad har daur mein majnu huye har daur mein farhaad har saaz mein aaj unki sadaa hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin ghum phool mein palne kaa bhula kar kabhi dekho sar ishq ke kadmon pe jhuka kar kabhi dekho ghar baar muhabbat mein loota kar kabhi dekho khone mein bhi paane ka mazaa hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin jab ho hi gaya pyaar to sansaar ka darr kya hai kaun bhala kaun bura kisi ki khabar kya dil mein naa utar jaaye to ulfat ki nazar kya hum dil ke pujaari hai pata hai
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm tum pukaar lo tumhaara intezaar hai tum pukaar lo khaab chun rahi hai raat beqaraar hai tumhaara intezaar hai tum pukaar lo honth pe liye huye dil ki baat hum jaagte rahenge aur kitni raat hum honth pe liye huye dil ki baat hum jaagte rahenge aur kitni raat hum mukhtsir si baat hai tumse pyaar hai tumhaara intezaar hai tum pukaar lo dil bahel to jaayega iss khayaal se haal mil gaya tumhaara apne haal se dil bahel to jaayega iss khayaal se haal mil gaya tumhaara apne haal se raat ye qaraar ki beqaraar hai tumhaara intezaar hai
zameen pe aaj sitaaron ye shab nahin bhaari bahut udaas bahut beqaraar hum bhi hain hoooo hoooo hoooooooooooo ooooo ooooo ooooooooo tum ruth ke mat jaana tum ruth ke mat jaana mujhse kya shikwaa deewana hai deewana mujhse kya shikwaa deewana hai deewana kyun ho gaya begaana kyun ho gaya begaana tera mera kya rishtaa ye tune nahin jaana tera mera kya rishtaa ye tune nahin jaana hoooo hoooo hoooooooooooo ooooo ooooo ooooooooo main laakh hoon begaana main laakh hoon begaana phir ye tadap kaisi itna to bata jaana phir ye tadap kaisi itna to bata jaana fursat ho to aa jaana fursat ho to aa jaana apne hi haathon se meri duniyaa mitaa jaana apne hi haathon se meri duniyaa mitaa jaana tum ruth ke mat jaana tum ruth ke mat jaana mujhse kya shikwaa deewana hai deewana mujhse kya shikwaa deewana hai deewana
tum ruthi raho main manaata rahun tum ruthi raho main manaata rahun ke inn adaaon pe aur pyaar aata hai ke inn adaaon pe aur pyaar aata hai thode shikven bhi hon kuchh shikaayat bhi ho thode shikven bhi hon kuchh shikaayat bhi ho to mazaa jeene ka aur bhi aata hai mazaa jeene ka aur bhi aata hai haaye dil ko chura kar le gaya munh chhupaa lena humse wo aapka munh chhupaa lena humse wo aapka dekhna wo bigad kar phir humen aur daaton mein ungali kaa daabnaa aur daaton mein ungali kaa daabnaa o mujhe teri kasam ye hi samaa maar gaya isi jalwe pe tere dono jahaan haar gaya tum ruthi raho main manaata rahun ke inn adaaon pe aur pyaar aata hai inn adaaon pe aur pyaar aata hai thode shikven bhi hon kuchh shikaayat bhi ho to mazaa jeene ka aur bhi aata hai mazaa jeene ka aur bhi aata hai ye naa samjho ke tumse door hoon ye naa samjho ke tumse door hoon tere jeevan ki pyaar bhari aas hoon tere jeevan ki pyaar bhari aas hoon chaand ke sang jaise hai chandani aise main bhi
hey hey hey hey hey hey ho ho ho ho ho ho ho ho ho tum saath ho jab apne duniya ko dikha denge hum maut ko jeene ke andaaz sikha denge tum saath ho jab apne duniya ko dikha denge hum maut ko jeene ke andaaz sikha denge maana ke andheron ke gehre hain bahut saaye arre maana ke andheron ke gehre hain bahut saaye par ghum hai yahan kis ko aati hai to raat aaye hum raat ke seene mein ik shama jala denge tum saath ho jab apne la la la la la duniya ko dikha denge la la la la la hum maut ko jeene ke la la la la andaaz sikha denge hum to hain dil waale khanjar se nahin marte arre hum to hain dil waale la la khanjar se nahin marte la la la la hum zulfon ke qaidi hain sooli se nahin darte sooli ko bhi zulfon ki zanzeer bana denge tum saath ho jab apne la la la la la duniya ko dikha denge la la la la la la la hum maut ko jeene ke la la la la la la andaaz sikha denge hai ahle jahaan tumko nafrat ki hai bimaari hai ahle jahaan tumko la la nafrat ki hai bimaari la la la la
yahaan koi nahin tera mere siwaa kehti hai jhoomti gaati hawaa tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao tere mann ki uljhane suljhaana chaahta hoon tere mann ki uljhane suljhaana chaahta hoon tumhen aaj se apni main banaana chaahta hoon mann ke sunhare mandir mein bithana chaahta hoon yahaan koi nahin tera mere siwaa kehti hai jhoomti gaati hawaa tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao baadal bhi ban ke paani ek din to barastaa hai baadal bhi ban ke paani ek din to barastaa hai loha bhi jal ke aag mein ek din to pighaltaa hai jiss dil mein ho mohabbat ik din to tadaptaa hai jiss dil mein ho mohabbat ik din to tadaptaa hai yahaan koi nahin tera mere siwaa kehti hai jhoomti gaati hawaa tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao
tum sabse haseen ho aur sabse jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho shaam sawere dekhun bas ek hi sapna saath mere jab tum ho sab kuchh hai apna ho oo oo raatein bhi apni din bhi apne tum bhi apne saiyyan ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho bhool nahin ki maine dil tumko dekar kaun hai iss duniya mein aji tum se behtar ho oo baahon mein meri gunguna ke muskura ke aa jao tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho aaj meri nazron ko hoga na dhokha aaj tumhein hai dil ki aankhon se dekha ho oo oo tum se hi milkar mere dilbar dil ne jana tum kya ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri
    Songs Title Film/Album Song Number
Tum Mere Main Teri Navrang (1959) 13851
Tum Meri Ho Aan Baan (1972) 16195
Tum Meri Zindagi Mein Kuchh Bombay To Goa (1972) 15712
Tum Mile Pyaar Se Apradh (1972) 11857
Tum Mujhe Bhool Bhi Jao Didi (1959) 13087
Tum Mujhe Yun Bhula (Male) Pagla Kahin Ka (1970) 13895
Tum Mujhe Yun Bhula Na Paaoge (Female) Pagla Kahin Ka (1970) 13894
Tum Mujhse Door Chale Ishq Par Zor Nahin (1970) 12090
Tum Naa Jaane Kis Jahaan Sazaa (1951) 21364
Tum Naacho Ras Barse Sati Naari (1965) 32342
Tum Nahin Ghum Nahin Sharaab Nahin Jagjit Singh 14694
Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko Rajkumar (1964) 31003
Tum Ne Kisi Se Kabhi Dharmatma (1975) 21384
Tum Poochhte Ho Ishq Nakli Nawab (1962) 13833
Tum Pukaar Lo Tumhaara Intezaar Hai Khamoshi (1969) 21366
Tum Ruth Ke Mat Jaana Phagun (1958) 13949
Tum Ruthi Raho Main Aas Ka Panchhi (1961) 12596
Tum Saath Ho Jab Apne Kaalia (1981) 17955
Tum Sab Ko Chhod Kar Dil Ek Mandir (1963) 13097
Tum Sabse Haseen Ho Mohabbat Zindagi Hai (1966) 32975