MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan tum jo nahin to kaisi khushi maayusiyon mein doobi hai zindagi mujhe tum bin har palchhin dasta hai soonapan tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan tumhen jo dekha to palkon tale laakhon diye se dekho jalne lage mera tann mann mera jeevan tumse hi hai magan tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan
tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho aankhon mein nami hansi labon par aankhon mein nami hansi labon par kya haal hai kya dikha rahe ho kya haal hai kya dikha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho ban jaayenge zehar peete peete ban jaayenge zehar peete peete ye ashq jo peete ja rahe ho ye ashq jo peete ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho jin zakhmon ko waqt bhar chala hai jin zakhmon ko waqt bhar chala hai tum kyun unhein chhede ja rahe ho tum kyun unhein chhede ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon se maat kha rahe ho rekhaaon se maat kha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho
tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar wo chaahna humen suboh shaam wo chaahna humen suboh shaam wo har nazar muhabbat ke naam bhula do bhula do wo baaten tamaam humennnnnn humen yaad hai har iqraar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar munh dekhte har ilzaam par munh dekhte har ilzaam par aise to hum nahin the magar badal hi gayi jab tumhari nazar jooooooooo jo chaahe kaho dildaar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar maana tumhen nahin aitbaar maana tumhen nahin aitbaar jhutha sahi dil e beqaraar kahaan phenk den dard ki yaadgaar apnaaaaaa apna to yahi sansaar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar
hooooo tum jaison ko to payal mein baandh lun tum jaison ko to payal mein baandh lun samjho na mujhe anadi are honge jee laakh choron ke chor tum hum bhi hain bade khilaadi pa pa pa pa papapapapa pa pa pa pa papapapapa tum jaison koto payal mein baandh lun samjho na mujhe anadi main ghungaroo jhanjana ke naachungi dagmaga ke deewana tumhe banaaungi suna mere shikaari uhoo main ghungaroo jhanjana ke naachungi dagmaga ke deewana tumhe banaaungi suna mere shikaari pa pa pa pa papapa tum jaison ko to payal mein baandh lun samjho na mujhe anadi tum hamse kya chhupoge in nainon se na bachoge are aisi khel khel na to zindagani hai humaari uhoo tum hamse kya chhupoge in nainon se na bachoge aisi khel khel na to zindagani hai humaari pa pa pa pa papapa pa pa pa pa papapa tum jaison ko to payal mein baandh lun samjho na mujhe anadi jaaao humko jhhumne do aaj pyaala chumne do do na madira pee ke jhhumne ki hai ye raat pyari pyari uhoo jaaao humko jhhumne do aaj pyaala chumne do madira pee ke
hooooooooo ooooo ooooooo ooooo hooooooo ooooo hooooooo ooooo hooooooo tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz qaatil ki khuda jaane bismil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz aa jaao jo mehfil mein ik jaan si aa jaaye aa jaao jo mehfil mein ik jaan si aa jaaye uth jaao jo mehfil se mehfil kaa khuda haafiz uth jaao jo mehfil se mehfil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz qaatil ki khuda jaane bismil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz saathi ho agar tum sa manzil ki tamanna kya saathi ho agar tum sa manzil ki tamanna kya humko to safar pyaara manzil ka khuda haafiz humko to safar pyaara manzil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz qaatil ki khuda jaane bismil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa
ha ha hahahaha tum tum tum tum tum jiyo hazaaron saal saal ke din hon pachaas hazaar sooraj roz aata rahe roz gaata rahe leke kirnon ke mele palchhin kaliyaan gin gin tera har din tab tak rangon se khele aa haa ho ho aa aa aa aa ho ho hey hey aa aa aa aa rang jab tak baaki hai bahaaron mein tum jiyo hazaaron saal saal ke din hon pachaas hazaar aa ha ha ha aa ha ha ha aa ha ha ha aa ha ha ha yahaan vahaan shaam ho chaahe jahaan yoon hi jhoome shama sun ke tumhaari baatein pyaar liye chaand ka tika diye yoon hi jugnu liye chamke tumhaari raatein aa aa ho ho ho ho hooo ha ha ho ho aa aa aa aa noor jab tak baaki hai sitaaron mein tum jiyo hazaaron saal saal ke din ho pachaas hazaar
tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye kya kahun tumse keh nahin sakta bin tumhare main reh nahin sakta kya kahun tumse keh nahin sakta bin tumhare main reh nahin sakta tumko gar aitbaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye dil pe mujhko to aitbaar nahin ye wo seh hai jise qaraar nahin dil pe mujhko to aitbaar nahin ye wo seh hai jise qaraar nahin dil pe gar ikhtiyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye jab tamanna shabaab par aaye har taraf ik khumaar sa chhaye jab tamanna shabaab par aaye har taraf ik khumaar sa chhaye weh kismat jo yaad aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye tum jo aao to pyaar aa jaaye zindagi mein bahaar aa jaaye
tum jo humaare meet na hote geet ye mere geet na hote hans ke jo tum ye rang na bharte khaab ye mere khaab na hote tum jo humaare tum jo na sunte kyun gaata main tum jo na sunte kyun gaata main bebas ghut ke reh jaata main tum jo humaare meet na hote geet ye mere geet na hote tum jo humaare ji karta hai ud kar aaoon ji karta hai ud kar aaoon saamne baithun aur doharaoon tum jo humaare meet na hote geet ye mere geet na hote hans ke jo tum ye rang na bharte khaab ye mere khaab na hote tum jo humaare
tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye kya manzilein kya karwaan baahon mein teri hai saara jahaan aa jaane jaan chal dein wahaan milte jahaan hai zamin aasmaan manzil se the kahin door hum aaj nikal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye aaya mazaa laaya nasha tere labon ki bahaaron ka rang mausam jawaan saathi haseen uf ye nazar ke ishaaron ka rang jitne bhi rang the sab teri aankhon mein dhal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa aa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa aa haa
tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya ek bhatke huye raahi ko carvaan mil gaya tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya baitho na door humse dekho khafa na ho baitho na door humse dekho khafa na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho meri kya khata hai hota hai ye bhi ke zameen se bhi kabhi aasma mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum kya jaano tum kya ho ek surila nagma ho bheegi raaton mein masti tapte din mein saaya ho tum kya jaano tum kya ho ab jo aa gaye ho jaane na doonga ke mujhe ik hasin mehrbaan mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya tum bhi thei khoye khoye main bhi bujha bujha tum bhi the khoye khoye main bhi bujha bujha tha ajnabi zamaana apna koi na tha tha ajnabi zamaana apna koi na tha dil ko
tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi jaati kahaan hai ye raahen jinpe chali zindagi hooooo lala laaaa hooooo lala la lala tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi jaati kahaan hai ye raahen jinpe chali zindagi itna mujhko kab tha pata aisa bhi ek gaanv hai hooo itna mujhko kab tha pata aisa bhi ek gaanv hai rasta takti mera jahaan inn palkon ki chhanv hai hoo meri to thi dhoop mein hi ab tak pali zindagi tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi tum ko paa ke aisa laga jitne the ghum kho gaye tum ko paa ke aisa laga jitne the ghum kho gaye sadiyon se hum pathar ke the ab mom ke ho gaye kitne haseen roop mein hai dekho dhali zindagi tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi jeene ko jeete the magar itni khabar thi kise hoo jeene ko jeete the magar itni khabar thi kise dil mein aisi galiyaan bhi hain jin mein hain sapne base hoo sapne mile to khili hai ban ke kali zindagi tum jo mile to laga hai jaise mili zindagi hooooo hoooo hoooo hooooo hooooo lala la
tum kahan le chale ho sajan albele ye kaun saa jahaan hai bataao to bataao to ye safar anjaana ye pyaar ki hain raahen zara sang mere tum aavo to tum aavo to tum kahan le chale ho tumne aankhon se kya jaadoo daala mann mera hua matwaala sajan tumne aankhon se kya jaadoo daala mann mera hua matwaala saanwariyaa behke hum tum dam bhar kahin ruk jaao to ye safar anjaana ye pyaar ki hain raahen zara sang mere tum aavo to tum aavo to tum kahan le chale ho abhi jhoomengi dekhna fizaayen gungunaane lagengi hawaayen sanam abhi jhoomengi dekhna fizaayen gungunaane lagengi hawaayen zara tum pyaar ka ye taraana mere sang gaavo to tum kahan le chale ho sajan albele ye kaun saa jahaan hai bataao to bataao to ye safar anjaana ye pyaar ki hain raahen zara sang mere tum aavo to tum aavo to tum kahan le chale ho aaaahaaaa haaaaa haaaa haaaa haaaaaa aaaahaaaa haaaaa haaaa haaaa haaaaaa haaaaa chhup jaayegi shaam suhaani ban jaayegi ek kahaani lajjaa ke chhup jaayegi shaam suhaani
tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho sochta hoon main ke tumhein pyaar na karoon main tumhein pyaar na karoon tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho sochta hoon main ke tumhein pyaar na karoon main tumhein pyaar na karoon madhosh adaa ye allhadpan bachpan to abhi rootha hi nahin ehsaas hai kya aur kya hai tadap iss soch mein dil dooba hi nahin ehsaas hai kya aur kya hai tadap iss soch mein dil dooba hi nahin tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho sochta hoon main ke tumhein pyaar na karoon main tumhein pyaar na karoon tum aahen bharo aur shikve karo ye baat hamein manzoor nahin tum taare gino aur neend ude wo raat hamein manzoor nahin tum taare gino aur neend ude wo raat hamein manzoor nahin tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho sochta hoon main ke tumhein pyaar na karoon main tumhein pyaar na karoon
hoooooooooo tum kitne din baad mile tum itne din kahaan rahe jaan ke jo anjaan bane koi uss se kya kaheeeee tumne jaana nahin humen pehchaana nahin lala lala lala la la tum kitne din baad mile tum itne din kahaan rahe jaan ke jo anjaan bane koi uss se kya kaheeeee are tumne jaana nahin humen pehchaana nahin lala lala lala la la laaaaaa bade afsos ki hai baat mile to milaaya nahin haath bade afsos ki hai baat mile to milaaya nahin haath baithe ho aankh chura ke dekho to aankh mila ke humko hai kya shikayat hooo poochho to paas bula keeeee poochh bhi lo naa are tumne hai jaana nahin humen pehchaana nahin lala lala lala la la tum kitne din baad mile tum itne din kahaan rahe jaan ke jo anjaan bane koi uss se kya kaheeeee are tumne hai jaana nahin humen pehchaana nahin lala lala lala la la laaaaaa koi nahin tha wo tum hi theeeee koi nahin tha wo humin the aye aye koi nahin tha wo tum hi theeeee koi nahin tha wo humin the hum tum mein dosti thi seene mein aag si thi
tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajnaa teri yaad sataati hai neend nahin aati hai raaton mein ho teri yaad sataati hai neend nahin aati hai raaton mein tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajni tera pyaar sataata hai chain nahin aata hai raaton mein ho tera pyaar sataata hai chain nahin aata hai raaton mein tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga meri haalat jaisi hai tera haal bhi aisa hai meri haalat jaisi hai tera haal bhi aisa hai halka halka sa jeeya mein jaane dard ye kaisa hai tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajni taare ginta main rahta hoon jaagta rahta hoon raaton mein ho taare ginta main rahta hoon jaagta rahta hoon raaton mein hmm hmmm hmmm hmm hmmmmm inn bheegi fizaaon se inn thandi hawaaon se inn bheegi fizaaon se inn thandi hawaaon se aag si lagti hai jeeya mein saawan ki ghataon se tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajnaa ho intezaar tera karti hoon aahen main bharti hoon raaton mein intezaar tera karti hoon aahen main bharti
tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye muraaden hon poori sajje har tamanna muhabbat ki duniyaa ke tum chaand bananna bahaaron ki manzil pe hansna hasaana khushi mein humari bhi aawaaz sunnana kabhi zindagi mein koi ghum naa aaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye mujhe jo khushi hai tumhen kya bataaun bhala dil ki dhadkan ko kaise chhipaaun kahin ho naa jaaun khushi se main pagal tumhen dekh kar aur bhi muskuraaun khuda dil jalon ki nazar se bachaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye
tum ko khush dekh kar main bahot khush hua tum ko khush dekh kar main bahot khush hua ye aankh bhar aayi to phir kya hua phir kya hua tum ko khush dekh kar main bahot khush hua tum ko khush dekh kar main bahot khush hua ye aankh bhar aayi to phir kya hua phir kya hua tum ko khush dekh kar main bahot khush hua tum ko khush dekh kar main bahot khush hua kaun si shaakh par kaun sa ghul khile kaun si shaakh par kaun sa ghul khile yaar ye to naseebon ke hain faisle kisliye phir karen koi shikwa gila tum ko khush dekh kar main bahot khush hua ye aankh bhar aayi to phir kya hua phir kya hua tum ko khush dekh kar main bahot khush hua tum ko khush dekh kar main bahot khush hua tumne kya keh diya humne kya sunn liya tumne kya keh diya humne kya sunn liya uljhane mit gayin aa gaya chain sa dard ko mil gayi jaise koi dawaa tum ko khush dekh kar main bahot khush hua ye aankh bhar aayi to phir kya hua phir kya hua tum ko khush dekh kar main bahot khush hua tum ko khush dekh kar
tum ko maine sapnon mein to dekha tha mil jaaoge ek din ye na socha tha tum mujhko mil gaye dil mera kho gaya kismat ki baat hai sapna sach ho gaya tum ko maine sapnon mein to dekha tha mil jaaoge ek din ye na socha tha tum mujhko mil gaye dil mera kho gaya kismat ki baat hai sapna sach ho gaya maana ke dil deewana hai dil hi mera nazraana hai tum le lo na nahin to koi bhi le le ga are tum le lo na nahin to koi bhi le le ga tum mujhko mil gaye dil mera kho gaya kismat ki baat hai sapna sach ho gaya aankhon se aankhen milti hain honton pe kaliyaan khilti hain tum ho chuke ab to mere ye maano na are tumho chuke ab to mere ye maano na na na na tum ko maine sapnon mein to dekha tha mil jaaoge ek din ye na socha tha tum mujhko mil gaye dil mera kho gaya kismat ki baat hai sapna sach ho gaya ab to yahi aramaan hain tum par lootani jaan hai jeene ka to asli maja isi mein hai are jeene ka to asli maja isi mein hai ho ho ho tum ko maine sapnon mein to dekha tha mil jaaoge
chaand mera dil chaandani ho tum chaand se hai door chaandani kahan laut ke aana hai yahin tumko jaa rehe ho tum jaao meri jaan waise to har kadam milenge log sanam milega sachcha pyaar mushkil se ho dil ki dosti khel nahin koi dil se dil hai milta yaar mushkil se yahi to hai sanam pyaar ka thikaana main hoon main hoon main hoon chaand mera dil chaandani ho tum chaand se hai door chaandani kahan laut ke aana hai yahin tumko jaa rehe ho tum jaao meri jaan jaao meri jaan jaao meri aa dil kya mehfil hai tere kadmon mein aa dil kya mehfil hai tere duniyaan ki bahaare tere liye chaand sitaare tere liye ho ho jaane adaa ho ho ho jaane adaa jaane wafaa tujhpe main fida ho ho ho jaane wafaa tujhpe main fida ho hooo aa dil kya mehfil hai tere kadmon mein aa dil kya mehfil hai tere duniyaaan ki bahaare tere liye chaand sitaare tere liye ho ho jaane adaa ho ho ho jaane adaa jaane wafaa tujhpe main fida ho ho ho jaane wafaa tujhpe main fida ho hooo aa dil kya mehfil hai tere
tum mehakti jawaan chandani ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani ho narm aanchal se chhanti ye khushboo mere har khaab par chhaa gayi hai narm aanchal se chhanti ye khushboo mere har khaab par chhaa gayi hai jab bhi tumpar nighaahen padi hain dil mein ek pyaas lehraa gayi hai tum to sachmuch chhalakti nadi ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani ho jab se dekha hai chaaha hai tumko ye fasaana chala hai yahin se jab se dekha hai chaaha hai tumko ye fasaana chala hai yahin se kab talak dil bhatakta rahega maangloon aaj tumko tumhin se tum ke khud pyaar ho zindagi ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani
    Songs Title Film/Album Song Number
Tum Ho Mere Dil Ki Manzil (1979) 13687
Tum Itna Jo Arth (1982) 21359
Tum Jaao Kahin Mere Hamdam Mere Dost (1968) 13717
Tum Jaison Ko To Payal Garam Masala (1972) 32966
Tum Jis Pe Nazar Daalo Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 14429
Tum Jiyo Hazaaron Saal Sujata (1959) 13233
Tum Jo Aao To Pyaar Aa Jaaye Sakhi Robin (1962) 16309
Tum Jo Humaare Meet Aashiq (1962) 11984
Tum Jo Huye Mere Humsafar 12 O'clock (1958) 11897
Tum Jo Mil Gaye Ho Hanste Zakhm (1973) 21360
Tum Jo Mile To Drohi (1992) 15585
Tum Kahan Le Chale Poonam Ki Raat (1965) 13972
Tum Kamsin Ho Ayee Milan Ki Bela (1964) 12761
Tum Kitne Din Baad Mile The Great Gambler (1979) 14346
Tum Ko Bhi To Aisa Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 12583
Tum Ko Humari Umar Ayee Milan Ki Bela (1964) 12762
Tum Ko Khush Dekh Kar Aap Ke Deewane (1980) 21382
Tum Ko Maine Sapnon Laparwah (1981) 32842
Tum Kya Jaano Mohabbat (Competition Song) Hum Kisise Kum Naheen (1977) 13353
Tum Mehakti Jawaan Chandani Ho Pyase Dil (1974) 15652