MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

de bhi chuke hum dil nazraana dil ka de bhi chuke hum dil nazraana dil ka are chhodo bhi chhodo bhi ye raag puraana dil ka chhodo bhi ye raag puraana dil ka ek nazar mein haar chuke hain dil ko achchhaa ek nazar mein haar chuke hain dil ko teri addaa pe waar chuke hain dil ko hmm hmm mushkil hai ab laut ke aana dil ka jaa jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka munh dhole o jaal bichhaane waale munh dhole o jaal bichhaane waale hum nahin inn baaton mein aane waale khel hai ye jaana pehchaana dil ka areee de bhi chuke hum dil nazraana dil ka chheen ke dil aashique ka mukarne waale achchhaa chheen ke dil aashique ka mukarne waale hmm hmm are mar jaayenge tujh par marne waale haaye chhod bhi de zaalim tadpaana dil ka jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka daali daali phirte hain harjaai daali daali phirte hain harjaai lobhi bhanwaron ne kab preet nibhaayi yun hi sab karten hain bahaana dil ka haaye de bhi chuke hum dil nazraana dil ka yun hi sab karten hain
sawan ka mast mahina hai sawan ka mast mahina hai kya sagar hai kya mina hai ye peena bhi koi peena hai peena hai peena hai peena hai to muh se laga ke botal peene de daru de daru de daru oo mere bhaiya de daru de daru de daru muh se laga ke botal peene de daru are bade dinon ke baad mili hai ye daru aye hay de daru de daru bade dinon ke baad mili hai ye daru are hosh rahe na baki saaqi de daru de daru de daru oo mere bhaiya de daru de daru de daru barju bhaiya ki jai jab daru andar jayegi aahaaa jab daru andar jayegi gal sachchi bahar aayegi ye andar bahar hone do hume hasne do hume rone do hume hasne do hume rone do sab bhed bharam bharam sab bhed bharam khul jayenge sab kante pe tul jayenge sab bhed bharam khul jayenge sab kante pe tul jayenge hume bure sahi par achchhe hain kyoki hum dil ke sachche hain sachche hain sachche hain sachche hain are jhut kahe to jaan hamari le daru le daru le daru are bade dinon ke baad mili hai ye daru de daru de daru oo mere
meenaaaa are meenaaaa aa gaya tera deewana bata bata are kahaan hai tera thikana hum bande hai pyaar ke maange sab ki khair haaaan apni sab se dosti nahin kisi se bair ho de de pyaar de de de pyaar de pyaar de pyaar de re humen pyaar de de de pyaar de pyaar de pyaar de re humen pyaar de duniyaan waale kuchh bhi samjhe hum hain prem deewane jahaan bhi jaayen tujhe pukare gaa ke prem taraane de de pyaar de pyaar de re humen pyaar de ho de de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re humen pyaar de are aane ko to roz hain aate sooraj chaand sitaare haaaa phir bhi andheri hai ye duniyaa tu hi raah dikha re prem pyaar sukh chain ki barkha teri nazar se barse ye dukh dard ki aag bhujhe koi dil na pyaasa tarse de de pyaar de pyaar de re humen pyaar de ho de de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re humen pyaar de are yahaan dilon ke beech khadi jo wo deewaar gira de haan dil mein soyi soyi aisi pyaar ki jyot jaga de pyaar ho dil mein to lagti hai saari duniyaan pyaari hum saari
aa aa aa aa pa ma ga ma re ga pa ma ga ma aa aa aa aa aa sa ni dha pa ma ga re sa ni ni ni deewaana mastaana hua dil jaane kahaan hoke bahaar aayi deewaana mastaana hua dil jaane kahaan hoke bahaar aayi ho ho tan ko mere chuye ghat kaali chhede lehar lehar matwaali tan ko mere ho ho tan ko mere chuye ghat kaali chhede lehar lehar matwaali raag koi anjaana deewaana mastaana hua dil jaane kahaan hoke bahaar aayi aa aa aa aa jaane kahaan hoke bahaar aayi ho ho kuchh ankahi kahe meri chitwan bole jiya likhe meri dhadkan kuchh ankahi ho ho kuchh ankahi kahe meri chitwan bole jiya likhe meri dhadkan ek nayaa afsaana deewaana mastaana hua dil jaane kahaan hoke bahaar aayi o o o o jaane kahaan hoke bahaar aayi pa ma ga ma re ga pa ma ga ma pa ma ga ma re ga pa ma ga ma aa aa aa aa aa sa ni dha pa ma ga re sa ni ni ni deewaana mastaana hua dil jaane kahaan hoke bahaar aayi ho ho saawan laga machal gaye baadal dekho jise hua wohi paagal saawan laga machal gaye baadal dekho
ho ho ho ho ho ho aa ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmmm aahaa haaa ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal saawan ki ghataa chhaayi ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal aisi to meri takdeer naa thi tum saa jo koi mehboob mille dil aaj khushi se paagal hai dil aaj khushi se paagal hai ae jaan e wafaa tum khoob mille ae jaan e wafaa tum khoob mille dil kyun naa bane paagal kyaa tumne adaa paayee ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal jab tum se nazar takraayi sanam jazbaat kaa ik toofaan uthhaa tinke ki tarah main beh nikli tinke ki tarah main beh nikli sailaab mere roke naa rukaa sailaab mere roke naa rukaa jeewan mein machee hulchul aur bajne lagi shehnaai ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal hai aaj naye armaanon se aabaad mere dil ki nagri barson se khizaan kaa mausam thaa barson se khizaan kaa mausam thaa veeraan badi duniyaa thi meri veeraan badi duniyaa
ghazab ki neend haiiiiii zaalim shabaab soya hai chaman ki god mein jaise gulaab soya hai mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo dekha tumhen too husn pe marr jaana aa gaya ho marr jaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya deewane deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen hoooo oooo ooo oooooooo aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen aye husn
deewana deewana karke chhodoge lagta hai yun humko sau baar kaha aye jaane jahaan yun pyaar se tum dekha naa karo haaye jeena mushkil kar doge lagta hai yun humko sau baar kaha aye jaane jahaan yun pyaar se tum dekha naa karo haaye jeena laaaa lala laaaaaa lala laaa lala laaaaa lala laaaa lala la lala aise naa bas jaana tha meri palkon ke tale hoooo oooo ooooooo raahi wahin rukte hain ghani jahaan chhaanv mile hooooo ooooo hoooo oooo pyaar se ruk ruk dekh rahe kya ho mujh mein hooooo ooooo hoooo oooo sar se kadam tak sapnon ke kayi gaanv mile hooooo hooooo hoooo kaisi hoon main saajan phir se kaho naa kaho naa ho deewana karke chhodoge lagta hai yun humko sau baar kaha aye jaane jahaan yun pyaar se tum dekha naa karo deewana tum naa mile the kuchh bhi nahi tha jeene mein hooooo ooooo ooooo oooo aafat hai milna saawan ke mahine mein hooooo ooooo hmmm hmmmm toofaan kya hai dekho meri inn aankhon ko aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aankhon ki tasveer bani mere seene mein
deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana dekho kahin yaaron thukra na dena mera nazrana deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana aaj ka din hai kitna suhana jhoom raha pyaar meraaaaaa hoo oooo poori ho dil ki sari muraaden khush rahe yaar mera hoo oooo chaand sa jeevan saathi mubaraq jeevan mein aana deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana hmmmmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm apne bhi hain kuchh khwaab adhoore kaun ab gine kitneeeee haai sach to ye hai mere dost ke sapne bhi hain mere apne hoo oooo uski khushi ab meri khushi hai aye dil e deewana deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana dekho kahin yaaron thukra na dena mera nazrana deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana
deewana main hoon tera deewana main hoon tera khushboo se teri mehke zamaana main to ye jaanun tune naa jaana deewana main hoon tera tu mil gayi to jahaan mil gaya teri hansi se dil khil gaya mujhe zindagi ka sila mil gaya tu mil gayi to jahaan mil gaya har saans gaaye tera taraana deewana main hoon tera hum hain paraaye koi ghum nahin tujhse juda to hai hum nahin itni khushi bhi kuchh kam nahin hum hain paraaye koi ghum nahin ye geet mera naa bhul jaana deewana main hoon tera deewana main hoon tera khushboo se teri mehke zamaana main to ye jaanun tune naa jaana deewana main hoon tera
deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche aage hai qaatil mera aur main peechhe peechhe deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche aage hai qaatil mera aur main peechhe peechhe paaya hai dushman ko jab se pyaar ke kaabil tab se ye aalam hai rastaa yaad naa manzil neend mein jaise chalta hai koi chalna yun hi aankhen meenche deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche aage hai qaatil mera aur main peechhe peechhe humne bhi rakh di hai kal pe kal ki baaten humne bhi rakh di hai kal pe kal ki baaten jeevan ka haasil hai pal do pal ki baaten do hi ghadi ko saath rahega karna kya hai tanha jee ke deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche aage hai qaatil mera aur main peechhe peechhe deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana hoooo main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe hansta hai koi soorat pe meri hansta hai koi haalat pe meri hansta hai koi soorat pe meri hansta hai koi haalat pe meri chhota hi sahi par dil hai bada main jhoomta paimaana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana hoooo main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe main insaan sidha sadha hoon imaan ka main shehzaada hoon main insaan sidha sadha hoon imaan ka main shehzaada hoon hai kaun bura maalik jaane main pyaar ka parwaana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana hoooo main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe main yaar ki khatir loot jaaun aur pyaar ki khatir mit jaaun main yaar ki khatir loot jaaun aur pyaar ki khatir mit jaaun chalta hi rahoon har manzil par anjaam se begaana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai
aap ke dil mein jo thodi si jagah mil jaaye apne armaanon ki betaab kali khil jaaye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye jawaani mein jawaani ke sahaare ho jawaan mere meharbaan mujhe tu hi tu humsafar chaahiye humsafar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan humare liye hai yahi aashiyaan yahi aashiyaan bina pyaar ke zindagi kuchh nahin bina pyaar ke zindagi kuchh nahin jahaan pyaar hai har khushi hai wahin ho phoolon bhari chaahe chaahe kaanton bhari haan kaanton bhari chale jiss pe tu wo dagar chaahiye dagar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye ke dil
deewane ka naam to poochho pyaar se dekho kaam to poochho chaahe phir na milna arre chaahe phir na milna deewane ka naam to poochho pyaar se dekho kaam to poochho chaahe phir na milna arre chaahe phir na milna gussa chhodo baat to maano iss bande ko apna jaano door se dhoka haa ho sakta tha haa door se dhoka ho sakta tha paas ho ab to ab pehchano deewane ka naam to poochho pyaar se dekho kaam to poochho chaahe phir na milna arre chaahe phir na milna hat gaya aakhir bharam ka saaya ab samjha main ab yaad aaya khwaab mein tumko aksar dekha khwaab mein tumko aksar dekha aaj mujasim saamne paya deewane ka naam to poochho pyaar se dekho kaam to poochho chaahe phir na milna aji chaahe phir na milna ye paris ki shaam suhaani pyaar ki nagri roop ki rani banke rahega haa koi afsana haa banke rahega koi afsana chhid ke rahegi koi kahani deewane ka naam to poochho pyaar se dekho kaam to poochho chaahe phir na milna aji chaahe phir na milna deewane ka naam to poochho pyaar se
deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke ke hum tere pyaar mein ke hum tere pyaar mein rahe na kisi kaam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke khanakti hain paas hi kahin pe teri chudiyaan khanakti hain paas hi kahin pe teri chudiyaan magar badi dooriyaan badi majbooriyan mita de lag ke gale mita de lag ke gale gile yeh subah shaam ke khade hain dil thaam ke jo chaahe salook kar na mujhse bol tu utha de zara haath hi zubaan mat khol tu salaam to kar magar salaam to kar magar badle salaam ke khade hain dil thaam ke ke hum tere pyaar mein ke hum tere pyar mein rahe na kisi kaam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke
deewanon se ye mat poochho deewanon se ye mat poochho deewanon pe kya guzari hai guzari hai haan unke dilon se ye poochho armanon pe kya guzari hai guzari hai deewanon se ye mat poochho auron ko pilate rehten hain aur khud pyase reh jaate hain auron ko pilate rehten hain aur khud pyase reh jaate hain ye peene waale kya jaane paimanon pe kya guzari hai guzari hai deewanon se ye mat poochho maalik ne banaya insaan ko insaan mohobbat kar baitha maalik ne banaya insaan ko insaan mohobbat kar baitha wo upar baitha kya jaane insaanon pe kya guzari hai guzari hai haan unke dilon se ye poochho armanon pe kya guzari hai guzari hai deewanon se ye mat poochho
dehachi tijori bhaktichach theva dehachi tijori bhaktichach theva ughad dar deva aata ughad dar deva ughad dar deva aata ughad dar deva pite doodh dole mituni jat manjarachi mani chortyachya ka re bhiti chandnyanchi saravalya hatannahi kamp ka sutava ughad dar deva aata ughad dar deva ujedat hote punya andharat pap jyache tyache hati aahe kartavyache map dusht durjananchi kaisi ghade lok seva ughad dar deva aata ughad dar deva swarth janu bhintivaracha aarsa bilori aapulicha pratima hote aapulicha vairi ghadoghadi apradhancha tol savarava ughad dar deva aata ughad dar deva dehachi tijori bhaktichach theva dehachi tijori bhaktichach theva ughad dar deva aata ughad dar deva ughad dar deva aata ughad dar deva
kahin ka deepak kahin ki baati kahin ka deepak kahin ki baati aaj bane hain jeevan saathi dekh hansaa hai chaand musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh ghataa ghanghor dekh ghataa ghanghor musaafir dekh ghataa ghanghor dekh ghataa ghanghor chaand ke mukh par ghoonghat daale khel rahi tu khel khel rahi tu khel chhipaa liyaa aanchal mein mukhada dekh ghataa ka khel dekh ghataa ka khel khel khel mein dekh musaafir bandhi preet ki dor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh lahar ki oor dekh lahar ki oor musaafir dekh lahar ki oor dekh lahar ki oor tadap uthi jo dekh chaand ko chhipaa na paayi preet chhipaa na paayi preet milan huaa chandaa laharon ka goonj uthaa sangeet goonj uthaa sangeet yun milte hain dekh musaafir chandaa aur chakor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor
hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm dekh humen aawaaz naa dena dekh humen aawaaz naa dena o bedard zamaane o bedard zamaane aaj chale hum chhod ke tujhko duniyaa nayi basaane o bedard zamaane chamka shaam ka pehla taara aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa chamka shaam ka pehla taara gagan dulaara aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa sabse pehle usne dekha pyaar humara sabse pehle usne dekha pyaar humara aane waali raat sunegi aane waali raat sunegi tere mere taraane o bedard zamaane dekh humen aawaaz naa dena o bedard zamaane o bedard zamaane door kahin ek panchhi gaaye ye samjhaye door kahin ek panchhi gaaye ye samjhaye pyaar mein ho jaate hain apne dard paraaye pyaar mein ho jaate hain apne dard paraaye dil ki dhadkan kya hoti hai dil ki dhadkan kya hoti hai pyaar kare to jaane o bedard zamaane dekh humen aawaaz naa dena o bedard zamaane o bedard zamaane
dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye aao ji dance kar len thoda romance kar len raat hai thandi thandi dilon mein aag bhar len pehla nazaara hua ek ishara hua kisse hazaar ho gaye dekh ke teri nazar beqaraar ho gaye aye ji huzoor thehariye hum shikaar ho gaye mukh pe paseena halka gora ye roop haaye humne to aaj dekhi barkha mein dhoop haaye mukh pe paseena halka gora ye roop haaye humne to aaj dekhi barkha mein dhoop haaye dekho ye ladke saare bechare dil ke maare tum pe nisaar ho gaye dekh ke teri nazar hooo hooo hooo hooo hooo beqaraar ho gaye haaye haaye aye ji huzoor thehariye hoooo hooo hoooo hoooo hooo hooo hum shikaar ho gaye ek sawaal dear poochhoo janaab se laaye ho aankhen kahin dho ke sharaab se ek sawaal dear poochhoo janaab se laaye ho aankhen kahin dho ke sharaab se aankhen teri mastaani hum tohre dilbar jaani doob ke paar ho
dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le har pal mein jeena yaar soch le jeevan ke pal hain chaar yaad rakh marna hai ek baar marne se pehle jeena seekh le hmmm dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le baiyaan khushiyon ki thaam ke baiyaan ghum ki marod kalaiyaan ghum ka pyaare ghum mat karna chhod de ab to har din marna marne se pehle jeena seekh le dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le har pal mein jeena yaar soch le jeevan ke pal hain chaar yaad rakh marna hai ek baar marne se pehle jeena seekh le haiyaa saanson ki dhun pe gaale haiyaa jeevan hai baraf ki naiyaa naiyaa pighale haule haule chaahe hans le chaahe role marne se pehle jeena seekh le
    Songs Title Film/Album Song Number
De Bhi Chuke Hum Dil Jaal (1952) 13388
De Daru Karma (1986) 32689
De De Pyaar De Sharaabi (1984) 20316
Deewaana Mastaana Hua Bombai Ka Babu (1960) 11873
Deewaanaa Huaa Baadal Kashmir Ki Kali (1964) 20317
Deewana Aa Gaya Albela (1951) 12635
Deewana Karke Mere Jeevan Saathi (1972) 13727
Deewana Le Ke Aaya Hai Mere Jeevan Saathi (1972) 13723
Deewana Main Hoon Rukhsat (1988) 14086
Deewana Mujh Sa Nahin Teesri Manzil (1966) 20318
Deewana Mujhko Log Kahe Diwana (1967) 15180
Deewane Hain Deewanon Ko Zanjeer (1973) 20389
Deewane Ka Naam To Poochho An Evening In Paris (1967) 20319
Deewane Tere Naam Ke Saudagar (1991) 32408
Deewanon Se Ye Mat Poochho Upkar (1967) 20320
Dehachi Tijori Aamhi Jato Amuchya Gava (1968) 11299
Dekh Chaand Ki Aur Musaafir Aag (1948) 32786
Dekh Humen Aawaaz (Duet) Amar Deep (1958) 12649
Dekh Ke Teri Nazar Howrah Bridge (1958) 13344
Dekh Le Munna Bhai M B B S (2003) 17937