MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

tu hi re tu hi re tere bina main kaise jeeyun aaja re aaja re yun hi tadpa na tu mujhko jaan re jaan re in sanson mein bas jaa tu chand re chand re aaja dil ki zameen pe tu chaahat hai agar aake mujhse mil jaa tu ya phir aisa kar dharti se mila de mujhko tu hi re tu hi re tere bina main kaise jeeyun aaja re aaja re yun hi tadpa na tu mujhko in saanson ka dekho tum paagalpan ke aaye nahin inhein chein mujhse ye boli main raahon mein teri apne bicha doon ye nain in oonche pahadon se jaan de doongaa main gar tum na aayu kahin tum udhar jaana umeed meri jo todo idhar ye jahaan choodu main maut aur zindagi tere haathon mein de diya re aayi re aayi re le main aayi hoon tere liye toda re toda re har bandhan ko pyaar ke liye jaan re jaan re aaj tujh mein samaa jaaoon main dil re dil re teri saanson mein bas jaaoon main chaahat hai agar aake mujhse mil jaa tu ya phir aisa kar dharti se mila de mujhko tu hi re tu hi re tere bina main kaise jeeyun aaja re aaja re yun hi tadpa
tu hi saagarrrrrrrr tu hi saagar hai tu hi kinaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa uska saaya hai tu uska darpan tere seene mein hai uski dhadkan uska saaya hai tu uska darpan tere seene mein hai uski dhadkan teri aankhon mein uska ishaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa paap kya punn hai kya ye bhula de karm kar phal ki chinta mita de paap kya punn hai kya ye bhula de karm kar phal ki chinta mita de ye pariksha naa hogi dubaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa tu hi saagarrrrrrrr tu hi saagar hai tu hi kinaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa
hooooo ho ho hoooo hoooooooo hoooo ho hoooo ho ho hooooo tu hi wo haseen hai tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai rukh e roshan pe zulfein bikhraye huye jaise chanda pe badal ho chhaye huye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga hoo maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga dhoonde nazrein jisse din raat koi aur nahin hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai meri awaara tabiyat ko itrahe mustekil mil gayi ab na tarsoonga mein rahat ko mujhe khwabon ki manzil mil gayi sangemarmar ki murat hai tarashi huyi meri aankhon ko barso mein tasalli huyi maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga haaye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kehne laga aisi hi kissi murat ki mere mandir mein kami hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo
tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon oooo soniye oooo mere mahivaal aa aaja oye aaja paar nadi ke mere yaar ka dera yaar ka dera hoye yaar ka dera tere havaale rabba dilbar mera dilbar mera oye dilbar mera raat balaa ki badhata jaaye leharon ka ghera kasam khuda ki aaj hai mushkil milna mera khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba hooooooo saath jiyenge saath marenge yehi hai fasaana oye tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali ye aisi
tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa har ek cheez hai apni jagaah thikaane se kayi dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere bagair jahaan mein koi kamin si thi tere bagair jahaan mein koi kamin si thi bhatak rahi thi jawaani andheri raahon mein sukun dil ko mila aa ke teri baahon mein main ek khoyi huyi mauz hoon tu saahil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri meri talaash teri dilkashi rahe baaki khuda kare ke ye deewaangi rahe baaki teri wafa hi meri har khushi ka haasil hai
tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa har ek cheez hai apni jagah thikaane se kai dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai tere khayaal se jaagi huyi fizaayen hain ye sabz ped hai yaa pyaar ki duwaayen hain tu paas ho ke nahin phir bhi tu muqaabil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan ye roshni jo naa ho zindagi adhuri hai rahe wafaa mein koi humsafar zaruri hai ye raasta kahin tanhaa kate to
tu jahaan bhi jaayegi tu jahaan bhi jaayegi tere peechhe peechhe main aaunga i love you my angel tujhe kabhi naa main bhulaunga i love you my angel tujhe kabhi naa main bhulaunga tu jahaan bhi jaayegi tu jahaan bhi jaayegi tere peechhe peechhe main aaunga i love you my angel tujhe kabhi naa main bhulaunga i love you my angel tujhe kabhi naa main bhulaunga tujh se mila to maine ye jaana banta hai kaise koi deewana iss kadar chaahun tujhe hosh naa ab kuchh mujhe pyaar tera kaisa hai khushbuon ke jaisa hai saanson mein tujhko basaunga i love you my angel tujhe kabhi naa main bhulaunga i love you my angel tujhe kabhi naa main bhulaunga maine kuchh aisa kaam kiya hai lamha lamha tere naam kiya hai keh rahin deewangiiiii bin tere kya zindagi tujh se waada karna hai sirf tujh pe marna hai bin tere marr jaaunga i love you my angel tujhe kabhi naa main bhulaunga i love you my angel tujhe kabhi naa main bhulaunga
tu jo mere sur mein tu jo mere sur mein sur mila le sang gaa le to zindagi ho jaaye safal tu jo mere mann ka tu jo mere mann ka ghar bana le mann laga le to bandagi ho jaaye safal tu jo mere sur mein o o o o o aa aa aa aa aa aa aa o ho o ho o hooooooooo chandani raaton mein ho ho ho ho haath liye haathon mein ho ho ho ho ho ho ho chandani raaton mein haath liye haathon mein doobe rahen ik doosre ki ras bhari baaton mein ho ho ho tu jo mere sang mein tu jo mere sang mein muskura le gunguna le to zindagi ho jaaye safal tu jo mere mann ka tu jo mere mann ka ghar bana le mann laga le to bandagi ho jaaye safal tu jo mere sur mein dha ni ga re ga re sa re ga ma ga ma ga re re ga re ni dha pa ma pa re ga dha pa ga ma ga re dha ni ga re ga ga ma kyun hum baharon se ho ho khushiyan udhaar lein ho kyun hum baharon se khushiyan udhaar lein kyun na milke hum hi khud apna jiwan sanvaar lein ho ho ho tu jo mere path mein tu jo mere path mein deep baale hon ujaale to bandagii ho
tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin teri chaahat naa jab tak milegi teri chaahat naa jab tak milegi ruh meri bhatakti rahegi haal mera agar wo sunenge mujhpe deewane bhi ro padenge mujhpe deewane bhi ro padenge haal sun ke mera phir bhi teri aankh royi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin phir se dekha tujhe humne jiss dam phir se dekha tujhe humne jiss dam marr chale the magar jee uthe hum berukhi se humen tune maara tu hai kaisa masiha humara tu hai kaisa masiha humara jab lagaani naa thi paar naiyyaa kyun duboi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin
tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye mera naam hai chandani te tera naam chakor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye ooooooo oooo oooo oooooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ho prem nagar ke hum baasiiiiiiii prem nagar ke hum baasi jag se apna kya kaam hai hum donon ye kya jaane ye duniyaa kiss ka naam hai main hoon baadal baanwaraaaaaaaa main hoon baadal baanwara tu mast ghata ghanghor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye chup ke chup ke chheda kar tuuuuuuu o chup ke chup ke chheda
tu kahe agar tu kahe agar tu kahe agar jeevan bhar main geet sunata jaaoon mann been bajata jaaoon tu kahe agar aur aag main apne dil ki har dil mein lagata jaaoon dukh dard mitata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o main saaz hoon tu sargam hai main saaz hoon tu sargam hai deti ja sahare mujhko deti ja sahare mujhko main raag hoon tu veena hai main raag hoon tu veena hai jis dum pe pukare mujh ko aawaz mein teri har dum aawaz milata jaaoon aakash pe chhata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o o o o o in bolon mein tu hi tu hai main samjhun ya tu jaane ho jaane in mein hain kahani meri in mein hain tere afsaane in mein hain tere afsaane tu saaz utha ulfat ka main dhun pe gaata jaaoon sapnon ko jagaata jaaoon tu kahe agar
tere jaane ki khushi aur dil udaas hai door hum huye to kya dil to dil ke paas hai tu kal chala jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu mujhko bhool jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega teri yaad ko kahin door chhod aaun main teri yaad ko kahin door chhod aaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main tujhko bhool jaaun main hosh magar aayega to main kya karunga hosh magar aayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal chala jaayega tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon aur ek jaam loon jaam chhalak jaayega to main kya karunga jaam chhalak jaayega to main kya karunga tu mujhko
tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja dil dhoondh raha hai dil dhoondh raha hai ke mera chaand kahan hai dil dhoondh raha hai dil dhoondh raha hai ke mera chaand kahan hai chhoti si jhalak de ke meri eid banaa jaa chhoti si jhalak de ke meri eid banaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja pehlu mein liye haye pehlu mein liye baithi hoon main dard bhara dil pehlu mein liye haye pehlu mein liye baithi hoon main dard bhara dil mar jaun ya jeeti rahoon ye to bataa jaa mar jaun ya jeeti rahoon ye to bataa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aajaa
tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa ke ye jo duniyaa hai ye ban hain kaanton ka tu phoolwaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa dukhan laagi hai maa teri ankhiyaan dukhan laagi hai maa teri ankhiyaan mere liye jaagi hai tu saari saari ratiyaan meri neendiyaan pe apni neendiyaan bhi tune waari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa apna nahin tujhe sukh dukh koi apna nahin tujhe sukh dukh koi main muskaaya tu muskaayi main roya tu royi mere hansne pe mere rone pe tu balihaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa maa bachhon ki jaan hoti hai maa bachhon ki jaan hoti hai woh hote hai kismat waale jin ke maa hoti hai kitni sundar hai kitni sheetal hai nyaari nyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai
are tu kya jaane tujh mein kya hai teri mohabbat mera khuda hai husn qayaamat chaal qayaamat gaal pe bikhre baal qayaamat chalti phirti aafat ho tum aafat pe dil mera fida hai tu hai zameen pe sooni hai jannat kaun kare ab uss se mohabbat khuda pareshaan tujhko bana ke husn e khudaayi tujh mein basaa ke phir naa banegi tujh si haseena saara husn to tujh mein bhara hai teri shakal jab usne banaayi pyaar ki khushboo hawaa mein aayi jhoom uthe sab nashe mein paagal nashen mein main bhi ho gaya paagal jhoome nashen mein chaand aur taare meri tarah tere pyaar ke maare sooraj ke dil mein aag hai teri ishq mein tere wo bhi jala hai haath mein tera haath rahe to duniyaa se takraa sakta hoon noch ke sooraj chaand sitaare iss dharti pe laa sakta hoon door naa hona dil se laga ke rakh dunga warna duniyaa jala ke tere bina main jee naa sakunga teri mohabbat mera khuda hai are tu kya jaane tujh mein kya hai teri mohabbat mera khuda hai teri mohabbat mera khuda hai teri mohabbat
tu kya jaaneeeeeee wafaa o bewafaaa o bewafaaa pyaar karna tere bas ki baat nahin pyaar karna tere bas ki baat nahin kisi pe marna tere bas ki baat nahin o bewafaaa o bewafaaa yaar wo kaise hain jo pyaar bechate hain hoo yaar wo kaise hain jo pyaar bechate hain jeena kya unka jo yaar bechate hain hum ussi ko dil kahenge pyaar jiss mein basaa pyaar hi to zindagi hai pyaar hi hai nashaa tu kya jaaneeeeeee wafaa o bewafaaa o bewafaaa ooooooooooo teri jafaa mujhko iss mehfil mein laayi hoo teri jafaa mujhko iss mehfil mein laayi tere hi jaise yahaan sab hai harjaayi ghum nahin hai iska mujhko ghum hai iss baat kaaa jis ko maine apna samjha usne hi loota tu kya jaaneeeeeee wafaa o bewafaaa o bewafaaa pyaar karna tere bas ki baat nahin kisi pe marna tere bas ki baat nahin o bewafaaa o bewafaaa o bewafaaa o bewafaaa
tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo january february january february ke do maheene lagti hai mujhko sardi january february ke do maheene lagti hai mujhko sardi tu kyaa jaane tu kyaa jaane tu kyaa jaane sardi ne jo haalat ahaa ahaa ahaa haalat patli kar di tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo march april mein bahaar kuchh aise jhoom ke aaye march april mein bahaar kuchh aise jhoom ke aaye dekh ke teraa dekh ke teraa dekh ke teraa gadraa badan haai dil meraa lalchaaye tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo may aur june ka aataa hai jab rangon bharaa mahinaa may aur june ka aataa hai jab rangon bharaa mahinaa dekh teraa dekh teraa dekh teraa malmal ka kurtaa aa haa ye he o ho arre chhute meraa pasinaa tu maike mat jaiyo mat jaiyo meri jaan tu maike mat jaiyo july august mein saawan aise rimjhim rimjhim barse
tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka
mera jaanam mera saajan mera saajan mera baalam mera baalam mera majnu mera majnu mera raanjha jaanuuuuuuu tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo dil waalon mein naa koi ameer hota hai naa gareeb hota hai kisi kisi ko ye pyaar naseeb hota hai kisi kisi ko ye pyaar naseeb hota hai dil ki duniyaa se ye duniyaa door hoti hai dil kareeb hota hai koi koi aisa khushnaseeb hota hai koi koi aisa khushnaseeb hota hai teri baaten tu hi jaane main to bas itna jaanun jaanuuuuu jaanu jaanuuuuuuu tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo
    Songs Title Film/Album Song Number
Tu Hi Re Bombay (1995) 18085
Tu Hi Saagar Tu Hi Sankalp (1974) 14142
Tu Hi Wo Haseen Hai Jiski Tasveer Khwab (1980) 31530
Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 21323
Tu Husn Hai Main Ishq Hoon Hamraaz (1967) 13310
Tu Is Tarah Aap To Aise Na The (1980) 12589
Tu Iss Tarah (Female) Aap To Aise Na The (1980) 12588
Tu Jahaan Bhi Jaayegi Pyare Mohan (2006) 15002
Tu Jo Mere Sur Mein Chitchor (1976) 13000
Tu Jo Nahin Koi Mera Darinda (1977) 15575
Tu Jungal Ki Morni Raja Saab (1969) 14050
Tu Kahe Agar Andaz (1949) 21329
Tu Kal Chala Jaayega Naam (1986) 21330
Tu Kaun Si Badli Mein Khandan (1942) 32971
Tu Kitni Achchhi Hai Raja Aur Runk (1968) 21331
Tu Kya Jaane Haadsaa (1983) 18200
Tu Kya Jane Wafaa Haath Ki Safai (1974) 21332
Tu Maike Mat Jaiyo Pukar (1983) 18182
Tu Mera Chaand Dillagi (1949) 21333
Tu Mera Hero Hai Hero (1983) 13333