MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

jab aanchal raat ka lehraye aur saara aalam so jaaye tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye yeh taj mahal jo chaahat ki aankhon ka sunhera moti hai har raat jahan do roohon ki khamoshi zinda hoti hain is taj ke saaye mein aa kar tum geet wafaa ka dohraana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraaye tanhaai hai jaagi jaagi si maahol hai soya soya hua jaise ke tumhare khwaabon mein khud taj mahal ho khoya hua ho taj mahal ka khawab tumhi ye raaz na maine pehchana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye jo maut mohabbat mein aaye woh jaan se bad kar pyaari hai do pyaar bhare dil roshan hain woh raat bahut andhiyari hai tum raat ke iss andhiyare mein bus ek jhalak dikhla jana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye aur saara aalam so jaaye tum
jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad ab iraadon pe bharosa hai naa tauba pe yakeen mujhko le jaaye kahaan tashnaalabi shaam ke baad yun to har lammmha teri yaad kaa bhojhal guzraaaa dil ko mehsoooos huyi teri kami shaam ke baad yun to kuchh shaam se pehle bhi udaasi thi adeeee ab to kuchh aur badhi dil ki lagi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad
jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log yaad rehta hai kisse guzzre zamaane ka chalan yaad rehta hai kisse sard pad jaati hai chaahat haar jaati hai lagan ab mohabbat bhi hai kya ek tijaarat ke siva hum hi nadaan thei jo odhaa beeti yaadon ka kafan varna jeene ke liye sab kuch bhula letein hain log varna jeene ke liye sab kuch bhula letein hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log jaane wo kya log thei jinko wafa ka paas tha jaane wo kya log thei doosre ke dil pe kya guzzregi ye ehsaas tha ab hain pathar ke sanam jinko ehsaas na ghum wo zamaana ab kahaan jo ahle dil ko raas tha ab to matlab ke liye naam e wafaa lete hain log ab to matlab ke liye naam e wafaa lete hain log jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jab bhi koi haseena dekhoon mere dil ke taar baje baar baar mere dil ke taar baje baar baar o yehhhh chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham jab bhi koi haseena dekhoon mere dil ke taar baje baar baar mere dil ke taar baje baar baar o yehhhh chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham marti hai mujhpe kudiyaan ye saari kuchh to hai baat mujh mein kasam se kya
hmmm hmmm hmmm hmmmm jab bhi koi kangna bole paayal chhanak jaaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaaye karun jatan laakh magar mann machal machal jaaye machal machal jaaye jab bhi koi kangna bole paayal chhanak jaaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaaye karun jatan laakh magar mann machal machal jaaye machal machal jaaye jab bhi koi kangna bole chhalak gaye rang jahaan par ulajh gaye naina re naina ulajh gaye naina chhalak gaye rang jahaan par ulajh gaye naina re naina ulajh gaye naina paayen nahin mann banjaara kahin bhi ye chaina re chaina kahin bhi ye chaina mere mann ki pyaas adhuri mujhe bhatkaaye jab bhi koi kangna bole paayal chhanak jaaye jab bhi koi kangna bole kali kali jhume re bhanwara agan pe jal jaaye patanga agan pe jal jaaye kali kali jhume re bhanwara agan pe jal jaaye patanga agan pe jal jaaye chanda ko chakor nihare issi mein sukh paaye re paaye issi mein sukh paaye jeevan se ye ras ka bandhan toda nahin jaaye jab bhi koi kangna bole
jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye zindagi ki daastaan chaahe kitni ho haseeen bin tumhaare kuchh nahi bin tumhaare kuchh nahi kya maza aata sanam aaj bhoole se kahin tum bhi aa jaate yahin tum bhi aa jaate yahin ye bahaare ye fiza dekh kar o dilruba jaane kya dil ko huaa tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye ye nazaaren ye sama aur phir itne jawaan haay re ye masteeyan haay re ye masteeyan aisa lagta hai mujhe jaise tum najadeek ho iss chaman se jaane jaan iss chaman se jaane jaan sun ke pee pee ki sada dil dhadakata hai mera aaj pehle se siva tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye
hmmmm jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye phoolon ki narmi hoon main sholon ki garmi hoon main phoolon ki narmi hoon main sholon ki garmi hoon main toofanon ki hulchal hoon hawaaon kaa aanchal hoon main jo dhundhe wo paaye phir bhi haath aaye haaye jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye kabhi main dard jagaati hoon kabhi main zakhm mitaati hoon kabhi main dard jagaati hoon kabhi main zakhm mitaati hoon kabhi main raaz chhupaati hoon kabhi khud raaz ban jaati hoon dil toote haan saath chhute phir bhi tu pichhe aaye hoo jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye mujhse tum takraana naa aake yahaan pachhtana naa mujhse tum takraana naa aake yahaan pachhtana naa mera badan pighla sona jaan bhi jaaye khabar ho naa ye masti hai nahin sasti dilwaala hi boli lagaaye haaye jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye
na hasna mere ghum pe insaaf karna jo main ro padun to mujhe maaf karna jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke maheene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke maheene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein yaaron ka ghum kya hota hai yaaron ka ghum kya hota hai yaaron ka ghum kya hota hai maaloom na tha anjaanon ko saahil pe khade ho kar hum ne dekha aksar tufaanon ko ab ke shaayad hum bhi doobe maujon ke safeene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein aise to thhes na lagti thi jab apne rootha karte the itna to dard na hota tha jab sapne toota karte the ab ke shaayad dil bhi toote ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke mahine mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein iss kadar pyaar to koi karta nahin marne
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jab deep jale aana jab shaam dhale aana jab deep jale aana jab shaam dhale aana sanket milan ka bhool na jaana mera pyaar na bisrana jab deep jale aana jab shaam dhale aana main palkan dagar buharunga teri raah niharunga main palkan dagar buharunga teri raah niharunga meri preet ka kaajal tum apne nainon mein mal ke aana jab deep jale aana jab shaam dhale aana jahan pehli baar mile the hum jis jagah se sang chale the hum jahan pehli baar mile the hum jis jagah se sang chale the hum nadiya ke kinare aaj usi ambawa ke talle aana jab deep jale aana jab shaam dhale aana ni re ga re ga ma ga re sa sa ni pa pa ma re ga sa ni sa ga pa ma pa nit saanjh savere milte hain aa aa aa aa aa aa nit saanjh savere milte hain unhen dekh ke taare khilte hain nit saanjh savere milte hain unhen dekh ke taare khilte hain lete hain vida ik dooje se kehte hain chale aana jab deep jale aana jab shaam dhale aana sanket milan ka bhool na
jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jo humpe uthi pal bhar ke liye jo humpe uthi pal bhar ke liye wo aankh hain ab inn aankhon mein jo zulf hawaa se bhi naa khuli wo zulf khuli inn saanson mein hain dil pe hain dil pe unhin kadmon ke nishaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin ab chain kahaan aye dil jab tak ab chain kahaan aye dil jab tak wo daaman apne haath nahin armaan hai ye jeete jee kaa koi pal do pal ki baat nahin ab hum hain ab hum hain aur ye donon jahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin hooo unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin
jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ek bhedi loot gaya ek bhedi loot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen har saathi chhoot gaya har saathi chhoot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya
jab dil se dil takraata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil takraata hai dekha tha tujhe ik baar kahin us din se abhi tak hosh nahin us din se abhi tak hosh nahin phir ishq ne karvat badli hai phir saamne tu hai mahjabin ab dekhiye kya kya rang naye deedaar tera dikhlaata hai jab dil se dil takraata hai ye husn sharaabi mehka badan aur uss pe tera ye bholapan teri bhi ummeedein jaagi hain kehti hai tere dil ki dhadkan betaab hai tu bhi mere liye andaaz tera batlaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai mukhda na chhupa yun haathon se din ko na badal ab raaton se din ko na badal ab raaton se gulshan mein bikharne de nagmein tu pyaar ki meethi baaton se ae husn ki devi aankh mila apnon se koi sharmaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil
jab ghum e ishq sataata hai to hans leta hoon jab ghum e ishq sataata hai to hans leta hoon haadsa yaad ye aata hai to hans leta hoon jazbaa e ishq ke anjaam pe iss duniyaa mein jazbaa e ishq ke anjaam pe iss duniyaa mein jab koi ashq bahaata hai to hans leta hoon haadsa yaad ye aata hai to hans leta hoon meri ujadi huyi duniyaa mein tamanna ka charaag meri ujadi huyi duniyaa mein tamanna ka charaag jab koi aa ke jalaata hai to hans leta hoon koi daawa nahin fariyaad nahin sang nahin koi daawa nahin fariyaad nahin sang nahin reham jab apne pe aata hai to hans leta hoon reham jab apne pe aata hai to hans leta hoon jab ghum e ishq sataata hai to hans leta hoon
ho o o o o o o o o aa aa aa aa aa aa aa jab hum jawaan honge jaane kahaan honge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega tere khayaalon se ise aabaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge aise hasti thi wo aise chalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi sabse teri baatein tere baad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge zehar judaai ka peena pad jaaye to bichhad ke bhi hum ko jeena pad jaaye to zehar judaai ka
jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi sholon mein gheeri ho jaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori jab soch mein ho insaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye
jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bhi chaand nikla aur taare jagmagaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye hooooo aaaa hmmmm apna koi taraana maine nahin banaaya apna koi taraana maine nahin banaaya tumne mere labon pe har ek sur sajayaa hoooooo jab jab mere taraane duniyaa ne gungunaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon tasveer kya tumhe main taqdeer manta hoon hoooooo dekhi nazar ne khushiyaan ya dekhe ghum ke saaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai lekin yeh pyar woh hai jis mein nahin judaai hoooooo is pyaar ke fasaane jab jab zuban pe aaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad
apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai lala lala lala laaaa lala lala lala laaaa chalte chalte thak jaaye to chalte chalte thak jaaye to duniyaa bhojhal ban jaaye to aas kaa sooraj dhal jaaye to toofaan aandhi baadal bijli phir bhi chalte jaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai
jab jab phool khileeeee jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile dekh akela humen dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya zakhm kiye naasoor zakhm kiye naasoor teri yaad ke marham ne jab jab phool khile milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane dil toda har baar dil toda har baar mere bhole humdam neeee jab jab phool khile dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai raaz mere dil keeee raaz mere dil ke kahe ro ke shabnam ne jab jab phool khile jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile
jaan e jaana o jaan e jaana jaan e jaana o jaan e jaana hoo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu mera laage kya tu mera laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu meri laage kya tu meri laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar hai mann ki pooja hooo jab se jeevan mein tu aaya bhaaya nahin koi dujaa bhaaya nahin koi dujaa meri bhi kya kismat hai dil mein teri chaahat hai khila hai gul seharaa mein khuda ko bhi hairat hai jaan e jaana o jaan e jaana phool ban kar tera chehra mere haathon mein khila hai milan hai dil se
main teri nazar kaa suroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho jab jab tumhen bhulaayaaaaa tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya aaaaaaa tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye jaate nahin hai dil se ab tak tumhaare saaye jaate nahin hai dil se aaaaaaaa ab tak tumhaare saaye jab jab tumhen bhulaaya tum se bichhad ke humne dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala tum se bichhad ke humneeeee dil ko bahot sambhaalaaaaaaaa tum se bichhad ke humne hoooo dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala gulshan mein ye naa behlaa aaaaaa aaaa aaaaaa gulshan mein ye naa behlaa sehra mein bhi sataaye tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere chhaaye rahe nazar mein chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere teri zulf ke andhere
    Songs Title Film/Album Song Number
Jab Aanchal Raat Ka Lehraye Rajendra Mehta & Nina Mehta 18311
Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi (Lovingly Yours) Jagjit Singh 15997
Jab Bhi Jee Chahe Daag (1973) 20625
Jab Bhi Koi Haseena Hera Pheri (2000) 20626
Jab Bhi Koi Kangna Bole Shaukeen (1982) 18201
Jab Chali Thandi Hawa Do Badan (1966) 20627
Jab Chhaye Mera Jadoo Lootmaar (1980) 20628
Jab Dard Nahin Tha Seene Mein Anurodh (1977) 31110
Jab Deep Jale Aana Chitchor (1976) 20629
Jab Dekh Liya Chirag (1969) 12998
Jab Dil Hi Toot Gaya Shahjehan (1946) 20630
Jab Dil Se Dil Takraata Hai Mat Poochhiye Sunghursh (1968) 14140
Jab Gham E Ishq Kinare Kinare (1963) 13551
Jab Hum Jawaan Honge Betaab (1983) 20631
Jab Jaag Uthe Armaan Bin Badal Barsaat (1963) 12920
Jab Jab Bahaar Taqdeer (1967) 20632
Jab Jab Jo Jo (Male) Vishwanath (1978) 14400
Jab Jab Phool Khile Shikast (1953) 14246
Jab Jab Teri Soorat Dekhoon Janbaaz (1986) 17947
Jab Jab Tumhen Jahan Ara (1964) 13404